Search results
Saved words
Showing results for "Gaar"
Meaning ofSee meaning Gaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of Gaar
Noun, Masculine
- low or depressed land or ground (where water lies), hollow
-
cave, cavern, pit, hole, den or lair (of a wild beast), grotto
Example • Bani-Aadam (Insan) ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte
- deep gash or wound
- (Botany) laurel tree, bay
Sher Examples
vo ahl-e-kahaf the jin ko ziyā milī āḳhir
mirā ye daur ki ab tak añdherā ġhaar meñ hai
wo ahl-e-kahaf the jin ko ziya mili aaKHir
mera ye daur ki ab tak andhera ghaar mein hai
bahut se saañp the is ġhaar ke dahāne par
dil is liye bhī ḳhazāna shumār hone lagā
bahut se sanp the is ghaar ke dahane par
dil is liye bhi KHazana shumar hone laga
ġhaar vāloñ kī tarah niklā hai vo kamre se aaj
us ko is duniyā kī tabdīlī kā andāza nahīñ
ghaar walon ki tarah nikla hai wo kamre se aaj
us ko is duniya ki tabdili ka andaza nahin
ग़ार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- गड्ढा, गुफा
- गहरा ज़ख्म, घाओ पड़ जाना,
- ज़मीन का खोखला हिस्सा, खोखली जगह
- गहरा गढ़ा, खड, गर्त, पहाड़ की कंदरा, जंतुओं के रहने का भीटा
- पहाड़ों और जंगलों में पदा होने वाला एक दरख़्त, इस के पत्ते ख़ुशबूदार होते हैं इस की छाल, पत्ते और फल दवा के तौर पर इस्तिमाल होते हैं, इस के फल को हुब्ब उल ग़ार कहते हैं
-
पहाड़ों या उसके तलहटी में वह जगह जो प्राकृतिक कारकों के कारण होती है, खोह, गुफा
उदाहरण • बनी-आदम (मनुष्य) का यूँ लिखा है कि जब तक ये थोड़े थे सदा हैवानों के डर से भाग कर ग़ारों में छुपते
غار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- زمین کا کھوکھلا حصّہ، کھوکھلی جگہ، گڑھا
-
پہاڑوں یا ان کے دامن کا وہ خلا جو طبیعی عوامل کے سبب واقع ہو جاتا ہے، کھوہ، گپھا
مثال • بنی آدم (انسان) کا یوں لکھا ہے کہ جب تک یے تھوڑے تھے سدا حیوانوں کے ڈر سے بھاگ کر غاروں میں چھپتے
- گہرا زخم، گھاؤ پڑ جانا
- (نباتیات) پہاڑوں اور جنگلوں میں پیدا ہونے والا ایک درخت، اس کے پتے خوشبو دار ہوتے ہیں اس کی چھال، پتے اور پھل دوا کے طور پر استعمال ہوتے ہیں، اس کے پھل کو حب الغار کہتے ہیں
Urdu meaning of Gaar
- Roman
- Urdu
- zamiin ka khokhlaa hissaa, khokhlii jagah, ga.Dhaa
- pahaa.Do.n ya un ke daaman ka vo khulaa jo tabii.aii avaamil ke sabab vaaqya ho jaataa hai, khoh, guphaa
- gahiraa zaKham, ghaa.o pa.D jaana
- (nabaatiiyaat) pahaa.Do.n aur janglo.n me.n paida hone vaala ek daraKht, is ke patte Khushbuudaar hote hai.n is kii chhaal, patte aur phal davaa ke taur par istimaal hote hain, is ke phal ko hubb alGaar kahte hai.n
Synonyms of Gaar
Rhyming words of Gaar
Compound words of Gaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of gaar, English meaning of gar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taabish
ताबिश
.تابِش
shine, light
[ Uske husn aur tabish-e-jamal ki shorat ek zamane mein rahi thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baarish
बारिश
.بارِش
rain
[ Main dekh raha hun ki tumhare gharon par barish ki tarah fitne baras rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bardaasht
बरदाश्त
.بَرْداشْت
endurance, forbearance, patience
[ Kahte hain ki zulm bardasht karna goya zulm mein hath batana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaad
शाद
.شاد
joyful, happy, glad, cheerful
[ Shaad rahne ki dua jab se use mili hai bahut shaad dikhayi deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shab-bedaar
शब-बेदार
.شَب بیدار
one who keeps awake at night, sleepless
[ Shab-bedar shakhs yaa to chor hota hai yaa phir abid ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarshaar
सरशार
.سَرشار
intoxicated, drunk
[ Insan ko sarshar rakhne ki khushiyan hi kafi hain sharab ki kya zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ashjaar
अश्जार
.اَشْجار
trees
[ Zaid bangla ashjar ke kunj (Khazana) mein waqe hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
pusht
पुश्त
.پُشْت
part of the body that is between the neck and the tops of the legs
[ Kisi muqaddas maqam ya kitab ki taraf pusht karke nahin baithna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aatish
आतिश
.آتِش
fire, flame, ignite
[ Aare ke janglon mein aisi shadid aag lagi hui thi maanon aasman se aatish baras rahi ho ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarisht
सरिश्त
.سَرِشْت
nature, complexion
[ Aam taur se sufi log sarisht ke lihaz se sada-mizaj aur bhole-bhale insan hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (Gaar)
Gaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone