Search results
Saved words
Showing results for "dushman"
Meaning ofSee meaning dushman in English, Hindi & Urdu
English meaning of dushman
Noun, Masculine
- foe, enemy, antagonist, adversary
- used euphemistically in a peculiar sense to say "you" or "that loved one", e.g. آپ کے دشمن کب سے بیمار ہیں؟ how long have your enemies been ill? (i.e. how long have you been ill?)
Sher Examples
judā kisī se kisī kā ġharaz habīb na ho
ye daaġh vo hai ki dushman ko bhī nasīb na ho
juda kisi se kisi ka gharaz habib na ho
ye dagh wo hai ki dushman ko bhi nasib na ho
us ke dushman haiñ bahut aadmī achchhā hogā
vo bhī merī hī tarah shahr meñ tanhā hogā
us ke dushman hain bahut aadmi achchha hoga
wo bhi meri hi tarah shahr mein tanha hoga
umr bhar kaun nibhātā hai ta.alluq itnā
ai mirī jaan ke dushman tujhe allāh rakkhe
umr bhar kaun nibhata hai talluq itna
ai meri jaan ke dushman tujhe allah rakkhe
दुश्मन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- = दुश्मन
- वैरी
- शत्रु, बैरी, विरोधी, बुरा चाहने वाला
- शत्रु
- शत्रु, रिपु, वैरी, अदू, प्रतिद्वंद्वी, रक़ीब।
- शत्रु; बैरी
- अपकारी बुरा चाहने वाला व्यक्ति
دُشمن کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- جو شخص کسی کی جان مال آبرو وغیرہ کے نقصان کا خواہاں ہو، مخالف، بدخواہ، نقصان پہنچانے والا
- (عو) اس عزیز یا محبوب کی ذات جو لفظاً اس کا مخاف الیہ ہے، عورتیں کے روز مرہ میں بدشگونی سے بچنے کے لیے مستعمل
- (عو) دوستی کا رشتہ جو عورتیں آپس میں بدلتی ہیں جیسے جانِ من، زناخی، دل مِلا وغیرہ
- (عو) کسی عزیز یا محبوب کے متعلق کسی مکروہ یا بُری بات کی تردید کے موقع پر جیسے بیمار ہوں آپ کے دشمن، چور کریں ان کے دشمن، معنی آپ، ان، میرے، تمنوں علی الترتیب بیمار ہوئے، چوری کرنے، اور بے حیائی کرنے سے مُبَرْا ہیں
- مدِّ مقابل، حریف
Urdu meaning of dushman
- Roman
- Urdu
- jo shaKhs kisii kii jaan maal aabruu vaGaira ke nuqsaan ka Khaahaa.n ho, muKhaalif, badaKhvaah, nuqsaan pahunchaane vaala
- (o) is aziiz ya mahbuub kii zaat jo lafzan is ka muKhaaf alaih hai, aurte.n ke rozmarraa me.n badashagunii se bachne ke li.e mustaamal
- (o) dostii ka rishta jo aurte.n aapas me.n badaltii hai.n jaise jaan-e-man, zanaaKhii, dil mila vaGaira
- (o) kisii aziiz ya mahbuub ke mutaalliq kisii makruuh ya burii baat kii tardiid ke mauqaa par jaise biimaar huu.n aap ke dushman, chor kare.n un ke dushman, maanii aap, in, mere, tamanno.n alii ul-tartiib biimaar hu.e, chorii karne, aur behayaa.ii karne se mubar॒a hai.n
- mad-e-muqaabil, hariif
Synonyms of dushman
Antonyms of dushman
Idioms of dushman
Rhyming words of dushman
Related searched words
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tadbiir
तदबीर
.تَدْبِیر
tactic, way out, solution
[ Mas'alon se nipatne ke liye tadaabir karni hi padti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taarikiin
तारिकीन
.تارِکِین
sacrificing (persons) sacrificers
[ Africa se farar hone wale tarikin-e-watan mein doctor bhi shamil hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fareb
फ़रेब
.فَریب
cheating, fraud, deceit, deception
[ Mulzim police ko fareb de kar farar ho gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qalb
क़ल्ब
.قَلْب
the heart
[ blood pressure ek tarah ka maraz-e-qalb hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
itmiinaan
इत्मीनान
.اِطْمِینان
confidence, reliance, trust
[ Mushkil halat se ghabrane ki zarurat nahin bas dil mein itminan hona chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraavaanii
फ़रावानी
.فَراوانی
plenty, abundance
[ Kisanon ke paas anaj ki faravani hone par bhi unhen muqavvi ghiza nasib nahin hoti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashbiih
तश्बीह
.تَشْبِیہ
simile, comparison, likening
[ Khubsurat khwatin ko chand se tashbih di jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ujlat
'उजलत
.عُجْلَت
haste, hurry, speedy
[ Mumbai ki sadkon par khade ho jaiye yun malum hoga ki har shakhs dauda ja raha hai aur badi ujlat mein hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haadisa
हादिसा
.حادِثَہ
accident, mishap, disaster, misfortune
[ Police ne hadisa ke zimmadar driver ko giraftar kar liya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'alam
'अलम
.عَلَم
flag, banner, standard
[ Khel ke maidan mein jeet ke baad team ne alam lahraa kar jashn manaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (dushman)
dushman
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone