Search results
Saved words
Showing results for "do-niim"
Meaning ofSee meaning do-niim in English, Hindi & Urdu
English meaning of do-niim
Sher Examples
ḳhanjar se chiir siina agar dil na ho do-nīm
dil meñ chhurī chubho mizha gar ḳhūñ-chakāñ nahīñ
KHanjar se chir sina agar dil na ho do-nim
dil mein chhuri chubho mizha gar KHun-chakan nahin
dil hai yahāñ do-nīm qusūr-e-tapish muaaf
tum bhī nigāh-e-bazm ko shamshīr kar chuke
dil hai yahan do-nim qusur-e-tapish muaf
tum bhi nigah-e-bazm ko shamshir kar chuke
ruḳhsat kī ghaḌī khaḌī hai sar par
dil koī do-nīm kar gayā hai
ruKHsat ki ghaDi khaDi hai sar par
dil koi do-nim kar gaya hai
दो-नीम के हिंदी अर्थ
دو نِیم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- دو ٹکڑے، دوپارہ، کسی شے کے دو برابر حصّے
- (مجازاً) شکستہ، رنجیدہ، مغموم، زخمی، مایوس
- (کنایۃً) پریشان، پرا گند، بکھرا ہوا
Urdu meaning of do-niim
- Roman
- Urdu
- do Tuk.De, do paara, kisii shaiy ke do baraabar hisse
- (majaazan) shikasta, ranjiidaa, maGmuum, zaKhmii, maayuus
- (kanaa.en) pareshaan, pra gand, bikhraa hu.a
Synonyms of do-niim
Related searched words
Showing search results for: English meaning of doneem, English meaning of donim
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (do-niim)
do-niim
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone