Search results
Saved words
Showing results for "ashraf-ul-maKHluuq"
Meaning ofSee meaning ashraf-ul-maKHluuq in English, Hindi & Urdu
English meaning of ashraf-ul-maKHluuq
Adjective
- (lexical) the noblest or most excellent of created things
- (metaphorical) mankind, man (as the most eminent of created beings)
Sher Examples
kyā banegā is jahāñ meñ ashraf-ul-maḳhlūq kā
har taraf jab dushmanī hī dushmanī rah jā.egī
kya banega is jahan mein ashraf-ul-maKHluq ka
har taraf jab dushmani hi dushmani rah jaegi
ashraf-ul-maḳhlūq kahte haiñ usī majbūr ko
jis kā koī kaam be-dast-e-duā hotā nahīñ
ashraf-ul-maKHluq kahte hain usi majbur ko
jis ka koi kaam be-dast-e-dua hota nahin
sharaf hai ye faqat ik ashraf-ul-maḳhlūq insāñ kā
fazā-e-ālam-e-imkāñ kī had se paar ho jaanā
sharaf hai ye faqat ek ashraf-ul-maKHluq insan ka
faza-e-alam-e-imkan ki had se par ho jaana
अशरफ़-उल-मख़्लूक़ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- (शाब्दिक) सारे प्राणि वर्ग में सबसे श्रेष्ठ
- (अर्थात) मनुष्य, इंसान, आदमी
اَشْرَفُ الْمَخْلُوق کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (لفظاً) کل مخلوقات میں سب سے افضل و اعلیٰ
- (مراداً) انسان، آدمی
Urdu meaning of ashraf-ul-maKHluuq
- Roman
- Urdu
- (lafzan) kal maKhluuqaat me.n sab se afzal-o-aalaa
- (muraadan) insaan, aadamii
Synonyms of ashraf-ul-maKHluuq
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ashrafulmakhlooq, English meaning of ashrafulmakhluk
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jam'
जम'
.جَمْع
accumulation, collections, the plural (of a word), whole, total, all
[ Rekhta e-book par is qadr kitaben jama ho gayi hain ki kitabon ka khazana ban gaya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraaba
क़राबा
.قَرَابَہ
large glass bottle, flagon, decanter
[ Ye qaraaba phalon ke ras se bhara hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahm-dilii
रहम-दिली
.رَحْم دِلی
kindness, mercifulness
[ Qanoon ke zariya aap qatl to rok sakte hain magar rahm-dili paida nahin kar sakte ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ishtiraak
इश्तिराक
.اِشْتِراک
partnership, collaboration, participation
[ Aapsi ishtirak ke zariya se mushkil se mushkil kaam bhi mumkin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nazm-o-nasq
नज़्म-ओ-नस्क़
.نَظم و نَسق
administration, management, governance
[ Behtar yah hai ki isko takht par bithaiye aur nazm-o-nasq-e-mamlikat mein jo iska hukm ho, use baja laiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haazir
हाज़िर
.حاضِر
present, in attendance
[ Aaj class mein haazir talaba ki taadaad kam thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaamyaab
कामयाब
.کامْیاب
successful, prosperous, winner
[ Kaamyab ummidvaron ko inaam diya jayega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaaniyat
'उर्यानियत
.عُرْیانِیَت
nudity
[ Aaj ki filmein uryaniyat se bharii huyi hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGaaz
आग़ाज़
.آغاز
beginning, start, initiate
[ Aaiye is naye kaam ka aaghaz karen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dostii
दोस्ती
.دوسْتی
friendship, close relationship, attachment
[ Dosti ho to kaam karnaa asan hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (ashraf-ul-maKHluuq)
ashraf-ul-maKHluuq
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone