Search results
Saved words
Showing results for "belaa"
Meaning ofSee meaning belaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of belaa
Noun, Masculine
- a species of jasmine
- cup
- musical instrument resembling a fiddle
- money for distribution as charity
- a forest on the riverside
- time, period, opportunity
Sher Examples
bas ik tirā chehra hī na thā mahfil-e-gul meñ
belā bhī thā champā bhī chamelī bhī vahīñ thī
bas ek tera chehra hi na tha mahfil-e-gul mein
bela bhi tha champa bhi chameli bhi wahin thi
belā champā juuhī aur chamelī sī
beTī ḳhushbū se ghar ko mahkātī hai
bela champa juhi aur chameli si
beTi KHushbu se ghar ko mahkati hai
ḳhizāñ na aa.egī zindagī meñ kabhī hamārī
udaas belā gulāb hogā ye tai kahāñ thā
KHizan na aaegi zindagi mein kabhi hamari
udas bela gulab hoga ye tai kahan tha
बेला के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- चमेली आदि की जाति का एक प्रकार का छोटा पौधा जिसमें सफ़ेद रंग के सुगंधित फूल लगते हैं। इसके मोतिया, मोगरा और मदनवान नामक तीन प्रकार होते हैं
- कटोरा, प्याला
- एक प्रकार का बाजा जो सारंगी से मिलता जुलता है
- शादियों, आदि में बाँटे जाने वाले दान, निछावर
- एक गेंद जिसे मक्कार चिकना करके आसतीन वग़ैरा में छिपा रखते हैं
- दरिया के किनारे का जंगल, वह वन जो किनारे पर हो, धारे के दोनों तरफ़ की भूमि जो तरी के कारण घनी झाड़ियों और पेड़ों से ढकी रहें
- तेल का अंदाज़ा करने का चमड़े का बरतन
- वह जगह जहाँ किसान या ज़मींदार अपना खेती बाड़ी का सामान रखते और चौपाल के तौर पर प्रयोग करते हैं कुछ जगहों पर ऐसी जगह सरकारी भी होती है, घर, बाड़ा, चौपाल
- (किसी काम का) समय, वक़्त, ज़माना, मौसम, मौक़ा
بیلا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- ایک قسم کا سفید خوشبودار پھول جو چن٘بیلی کے پھول سے بڑا گٹھیلا اور موتیا سے ملتا جلتا ہوتا ہے؛ اس پھول کا پودا
- کٹورا، پیالہ
- ایک قسم کا باجا جو سارن٘گی سے مشابہ ہوتا ہے، وائلن
- خیرات اور تصدق جو شادی وغیرہ کے موقع پر بٹتا ہے، نچھاور
- ایک گین٘د جسے عیار چکنا کرکے آستین وغیرہ میں چھپا رکھتے ہیں
- دریا کے کنارے کا جنْگل، وہ بن جو ساحل پر ہو، دھارے کے دونوں طرف کی آراضیات جو نمی کے باعث گھنی جھاڑیوں اور درختوں سے ڈھکی رہیں
- تیل کا اندازہ کرنے کا چرمی ظرف
- کچے (ریشم) یعنی کوے پر سے اتارے ہوئے ریشم کے تار لپٹنے کی چرخی جو تاروں کے لحاظ سے چھوٹی بڑی ہوتی اور دو بیلا تر بیلا وغیرہ کے ناموں سے موسوم کی جاتی ہے
- وہ جگہ جہاں کسان یا زمیندار اپنا کھیتی باڑی کا ساز و سامان رکھتے اور چوپال کے طور پر استعمال کرتے ہیں بعض مقامات پر ایسی جگہ سرکاری بھی ہوتی ہے، گھر، احاطہ، باڑا، چوپال
- (کسی کام کا) وقت، زمانہ، موسم، موقع، لمحہ، لحظہ
Urdu meaning of belaa
- Roman
- Urdu
- ek kism ka safaid Khushbuudaar phuul jo chambelii ke phuul se ba.Daa gaThiilaa aur motiya se miltaa jultaa hotaa hai; is phuul ka paudaa
- kaToraa, piyaalaa
- ek kism ka baajaa jo saarangii se mushaabeh hotaa hai, vaa.ilan
- Khairaat aur tasadduq jo shaadii vaGaira ke mauqaa par baTtaa hai, nichhaavar
- ek gend jise ayyaar chiknaa karke aastiin vaGaira me.n chhipaa rakhte hai.n
- dariyaa ke kinaare ka jan॒gal, vo bin jo saahil par ho, dhaare ke dono.n taraf kii aara zayyaat jo namii ke baa.is ghunnii jhaa.Diiyo.n aur daraKhto.n se Dhakii rahe.n
- tel ka andaaza karne ka charmii zarf
- kachche (resham) yaanii kavve par se utaare hu.e resham ke taar lipaTne kii charKhii jo taaro.n ke lihaaz se chhoTii ba.Dii hotii aur do bailaa tar bailaa vaGaira ke naamo.n se mausuum kii jaatii hai
- vo jagah jahaa.n kisaan ya zamiindaar apnaa khetii baa.Dii ka saaz-o-saamaan rakhte aur chaupaal ke taur par istimaal karte hai.n baaaz muqaamaat par a.isii jagah sarkaarii bhii hotii hai, ghar, ahaata, baa.Daa, chaupaal
- (kisii kaam ka) vaqt, zamaana, mausam, mauqaa, lamha, lahza
Rhyming words of belaa
Compound words of belaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of bela
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (belaa)
belaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone