Search results
Saved words
Showing results for "banjaaraa"
Meaning ofSee meaning banjaaraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of banjaaraa
Sher Examples
bechāre ke paañv kabhī dahlīz kabhī darvāze par
ghuum rahā hai ghar meñ bañdhā bañdhā vo ik banjārā sā
bechaare ke panw kabhi dahliz kabhi darwaze par
ghum raha hai ghar mein bandha bandha wo ek banjara sa
ghar se be-ghar ho kar ham to maare maare phirte haiñ
ye banjārā dil dekho ab ham ko kidhar le jā.egā
ghar se be-ghar ho kar hum to mare mare phirte hain
ye banjara dil dekho ab hum ko kidhar le jaega
maiñ to banjārā huuñ mujh se is qadar
mat baḌhā pahchān khiḌkī band rakh
main to banjara hun mujh se is qadar
mat baDha pahchan khiDki band rakh
बंजारा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- व्यापारी, सौदागर, वह व्यक्ति जो बैलों पर अन्न लादकर बेचने के लिए एक देश से दूसरे देश को जाता है, वह व्यक्ति जो बैलों आदि पर अन्न लादकर दूसरे गाँव बेचने के लिए जाता है, टाँडा लादने वाला व्यक्ति, टॅडवरिया
- एक घुमंतू तथा ख़ानाबदोश जाति जो लोहे के औज़ार, जैसे- चाकू, छुरी बनाकर बेचने हेतु एक स्थान से दूसरे स्थान पर आवाजाही करती है, इनके व्यवसाय में नाच, गाना, करतबगीरी भी शामिल होती है;बनजारा
- एक प्रकार का शिकारी कुत्ता (जिसे बंजारे अपने माल की सुरक्षा के लिए सधा कर अपने साथ रखते हैं)
- एक प्रकार का गीत जिसमें प्रायः प्रेमिका से वियोग या बेवफाई का शिकवा होता है
بَنْجارا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- وہ آدمی جو اپنے شانوں پر غلہ لاد کر ایک ملک سے دوسرے ملک جاتا ہے، ایک خانہ بدوش قوم جو تجارت یا کسی اور غرض سے ایک مقام سے دوسرے مقام پر سفر کرتی رہتی ہے، اس قوم کا ایک فرد، اناج کی تجارت کرنے والا، تاجر غلہ، غلے کا تاجر، سوداگر، بیوپاری، اناج کا سوداگر
- ایک قوم کا نام جو اناج کی سوداگری کرتی ہے، خانہ بدوش
- ایک قسم کا شکاری کتا، (جیسے بنجارے اپنے مال کی حفاظت کے لئے سدھا کر اپنے ساتھ رکھتے ہیں)
- ایک قسم کا گیت جس میں اکثر محبوب کی جدائی یا بیوفائی کا شکوہ ہوتا ہے
Urdu meaning of banjaaraa
- Roman
- Urdu
- vo aadamii jo apne shaano.n par gala laad kar ek mulak se duusre mulak jaataa hai, ek Khaanaabdosh qaum jo tijaarat ya kisii aur Garaz se ek muqaam se duusre muqaam par safar kartii rahtii hai, is qaum ka ek fard, anaaj kii tijaarat karne vaala, taajir Galla, gale ka taajir, saudaagar, byopaarii, anaaj ka saudaagar
- ek qaum ka naam jo anaaj kii saudaagarii kartii hai, Khaanaabdosh
- ek kism ka shikaarii kuttaa, (jaise banjaare apne maal kii hifaazat ke li.e sudhaa kar apne saath rakhte hai.n
- ek kism ka giit jis me.n aksar mahbuub kii judaa.ii ya bevaphaa.ii ka shikva hotaa hai
Proverbs of banjaaraa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of banjara, English meaning of banzaaraa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
nishaan
निशान
.نِشان
ensign, flag, banner
[ Unche makanon ki chhaton par se unke lashkar ke nishan dikhayi dete the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaanuun
क़ानून
.قانُون
rituals, tradition, method
[ Yahan ka qanoon nahin ki qaidi ko samjhayen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tahriir
तहरीर
.تَحْرِیر
writing
[ Pahle takhti par likhne ki mashq karayi jati thi isliye tahreer bahut khubsoorat hua karti thi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHarch
ख़र्च
.خَرْچ
expenditure, expenses
[ Amdani se zyada kharch samajhdar insan ki pahchan nahin ho sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub-ruu
ख़ूब-रू
.خُوب رُو
beautiful, handsome
[ Mahboob 'khoob-ru' ho na ho chahne wale ko khoob-ru nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jamhuur
जमहूर
.جَمْہُور
a great number of people, republic
[ Baat kuchh hoti hai magar apni baat ki pich mein jamhoor ko kuchh aur jataate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaaris
वारिस
.وارِث
successor, inheritor
[ Iran ki Badshahat muddaton waris ko tarasti rahi lekin jab waris hua to takht na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aa.iin
आईन
.آئِین
constitution, law, code
[ Angrezon mein apne dastoor aur ayin ka bada khayal hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taariiKH
तारीख़
.تارِیخ
chronicle, history
[ Hindustan ki tarikh bahaduron jan-nisaron ki kahani kahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vazaarat
वज़ारत
.وَزارَت
ministry, the office of a minister, vizierate
[ Ab ye nahin maloom ki is silsile mein kaun si wazarat se rabta qaem karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (banjaaraa)
banjaaraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone