Search results
Saved words
Showing results for "quvvat-e-baazuu"
Meaning ofSee meaning quvvat-e-baazuu in English, Hindi & Urdu
English meaning of quvvat-e-baazuu
Persian, Arabic - Feminine
- strength of arms, one's own power
Sher Examples
chalo dikhlā hī deñ ab quvvat-e-bāzū ke kuchh jauhar
ye ahl-e-zulm ham ko naqsh-e-faryādī samajhte haiñ
chalo dikhla hi den ab quwwat-e-bazu ke kuchh jauhar
ye ahl-e-zulm hum ko naqsh-e-faryaadi samajhte hain
hai us ko bahut quvvat-e-bāzū pe bharosā
dariyā ke shanāvar ne samundar nahīñ dekhā
hai us ko bahut quwwat-e-bazu pe bharosa
dariya ke shanawar ne samundar nahin dekha
barādar quvvat-e-bāzū hai maanā
magar farzand hotā hai jigar-band
baradar quwwat-e-bazu hai mana
magar farzand hota hai jigar-band
क़ुव्वत-ए-बाज़ू के हिंदी अर्थ
फ़ारसी, अरबी - स्त्रीलिंग
- निजी परिश्रम, बाहुवल
قُوَّتِ بازُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فارسی، عربی - مؤنث
- ۱. بازو کی طاقت ، بازو کا زور ؛ (مجازاً) جسمانی محنت یا زور.
- ۲. بازو کی طاقت ؛ مراد ؛ معاون ، مددگار ، سہارا ، خود پر بھروسا.
Urdu meaning of quvvat-e-baazuu
- Roman
- Urdu
- ۱. baazuu kii taaqat, baazuu ka zor ; (majaazan) jismaanii mehnat ya zor
- ۲. baazuu kii taaqat ; muraad ; mu.aavin, madadgaar, sahaara, Khud par bharosaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of kuvvatebaazu, English meaning of kuvvatebazu
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
falaahii
फ़लाही
.فَلاحی
related to welfare, welfare, well-being
[ Hamein falaahi kaamon mein badh chadh kar hissa lena chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazimii
लाज़िमी
.لازِمی
necessary, compulsory
[ School ke sabhi talba ke liye uniform pahanna lazimi aur zaroorii hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rifaah-e-'aam
रिफ़ाह-ए-'आम
.رِفاہ عام
common, general welfare
[ Hamen janib-dari (Discrimination) se upar uth kar rifah-e-aam ke liye kaam karna chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutaalba
मुतालबा
.مُطالَبہ
asking for, demanding
[ Walidain ka mutalba hai ki school ki fees kam ki jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iKHtiyaarii
इख़्तियारी
.اِخْتِیاری
optional
[ Kuch schoolon mein Urdu zaban ikhtiyari mazmoon ke taur par padhayi jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'uryaaniyat
'उर्यानियत
.عُرْیانِیَت
nudity
[ Uryaniyat azadi nahin, gumrahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaanib-daarii
जानिब-दारी
.جانِب داری
partiality, favour
[ Sawal-jawab karne ke liye mamur logon se ghair-janib-dari ki ummid ki jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHair-KHvaah
ख़ैर-ख़्वाह
.خَیر خواہ
well-wishing, benevolent
[ Aaj ke zamane mein khair-khwah log mushkil se milte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taadiibii
तादीबी
.تادِیبی
disciplinary, ameliorative
[ Idaare ke bad-unwan mulazimeen wa arakeen ke khilaf tadibi karwayi ki jayegi ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
in'aam
इन'आम
.اِنْعام
reward, award, prize
[ Rahim ko ek lakh rupye inaam mein mile ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (quvvat-e-baazuu)
quvvat-e-baazuu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone