Search results
Saved words
Showing results for "baa.ndh"
Meaning ofSee meaning baa.ndh in English, Hindi & Urdu
English meaning of baa.ndh
Noun, Masculine
- embankment, dam
- imprisonment, fastening, fetter, confinement
- tie
Sher Examples
TakTakī bāñdh ke maiñ dekh rahā huuñ jis ko
ye bhī ho saktā hai vo sāmne baiThā hī na ho
TakTaki bandh ke main dekh raha hun jis ko
ye bhi ho sakta hai wo samne baiTha hi na ho
āñkheñ dikhlāte ho joban to dikhāo sāhab
vo alag bāñdh ke rakkhā hai jo maal achchhā hai
aankhen dikhlate ho joban to dikhao sahab
wo alag bandh ke rakkha hai jo mal achchha hai
saare jazboñ ke bāñdh TuuT ga.e
us ne bas ye kahā ijāzat hai
sare jazbon ke bandh TuT gae
us ne bas ye kaha ijazat hai
बाँध के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- कोई काम लगातार किए जाना
- कोई काम पिसे दर पप्पे करना , पैहम बातें किए जाना , सिलसिला क़ायम कर देना या अज़ ख़ुद क़ायम हो जाना
- नदी का पानी रोकने के लिए बनाया गया घेरा, पुश्ता या बंद
- वह बंधन जो किसी बात को आगे बढ़ने से रोकने के लिए लगाया जाता हो
- बाड़, रुकाव, तटबंध
- क़ैद, गिरफ़्तारी, हवालात
- बाँधने की क्रिया या भाव
باندھ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- کوئی کام پے در پے کرنا، پیہم باتیں کئے جانا، سلسلہ قائم کر دینا یا از خود قائم ہو جانا
- پشتہ جوندی یا دریا وغیرہ میں اس کے پانی کے روکنے کے لیے بنایا جاتا ہے
- بند، بندھن
- کوئی کام لگاتار کیے جانا
- باڑ، رکاو، مین٘ڈھ
- قید، گرفتاری، حوالات
- بانْدھنا سے اسم کیفیت، بان٘دھنے کا عمل (اکثر ترکیبات میں مستعمل)
Urdu meaning of baa.ndh
- Roman
- Urdu
- ko.ii kaam pai dar pai karnaa, paiham baate.n ki.e jaana, silsilaa qaayam kar denaa ya az Khud qaayam ho jaana
- pushta jo nadii ya dariyaa vaGaira me.n is ke paanii ke rokne ke li.e banaayaa jaataa hai
- band, bandhan
- ko.ii kaam lagaataar ki.e jaana
- baa.D, rakaav, miinDh
- qaid, giraftaarii, havaalaat
- baan॒dhanaa se ism-e-kaufiiyat, baandhne ka amal (aksar tarkiibaat me.n mustaamal
Idioms of baa.ndh
Compound words of baa.ndh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of baandh, English meaning of bandh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (baa.ndh)
baa.ndh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone