Search results
Saved words
Showing results for "'aziimat"
Meaning ofSee meaning 'aziimat in English, Hindi & Urdu
English meaning of 'aziimat
Noun, Feminine
- resolution, determination, undertaking
- intention, design
- an obligatory statute or ordinance of God
- a charm, spell, power of compelling spirits to attend on one
- incantation, usually as a prelude to white magic, amulet
Sher Examples
jī lagā kar ye ġhazal kis tarah kahiye ai 'munīr'
bujh gayā dil kūch-e-manzil kī azīmat dekh kar
ji laga kar ye ghazal kis tarah kahiye ai 'munir'
bujh gaya dil kuch-e-manzil ki azimat dekh kar
jis ne pāmard rakhā ham ko sitamgar ke ḳhilāf
vo azīmat hameñ ḳhud us ke sitam ne baḳhshī
jis ne pamard rakha hum ko sitamgar ke KHilaf
wo azimat hamein KHud us ke sitam ne baKHshi
ġhazab kā jazb hai 'vāsif' nigāh-e-mast meñ us kī
manāzil qat.a hote haiñ azīmat baḌhtī jaatī hai
ghazab ka jazb hai 'wasif' nigah-e-mast mein us ki
manazil qata hote hain azimat baDhti jati hai
'अज़ीमत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- दृढ़ संकल्प, इरादा, निश्चय
- तंत्र-मंत्र, अभिचार, जादू-टोना, भूतों को बुलाने और उन्हें बंद करने आदि के लिए मंत्र आदि का उच्चारण
- इस्लामी धर्मशास्त्र (फ़िक़्ह) का एक सख्त नियम जिसका पालन कठिनाइयों और मजबूरियों के बावजूद किया जाता है
- फ़तह करने या हासिल करने की कोशिश (पर, के साथ)
عَزِیمَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- قصد، ارادہ، عزم
- فتح کرنے یا حاصل کرنے کی کوشش (”پر“ کے ساتھ)
- (فقہ) ایسا حکم جس کو سخت سمجھا جائے (رخصت کی ضد) جس میں استثنا یا اجازت کی گنجائش ہوتی ہے نیز سختیوں اور مجبوریوں کے باوجود حکم الہیٰ کی پابندی
- وہ دعا، منتر، افسوں یا عمل جسے موکلوں کو طلب کیا جائے
Urdu meaning of 'aziimat
- Roman
- Urdu
- qasad, iraada, azam
- fatah karne ya haasil karne kii koshish (par ke saath
- (fiqh) a.isaa hukm jis ko saKht samjhaa jaaye (ruKhast kii zid) jis me.n istisna ya ijaazat kii gunjaa.ish hotii hai niiz saKhtiyo.n aur majbuuriiyo.n ke baavjuud hukm ilhaa kii paabandii
- vo du.a, mantr, afsuu.n ya amal jise muvakkilo.n ko talab kiya jaaye
Rhyming words of 'aziimat
Compound words of 'aziimat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of ajimat, English meaning of azeemat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muttahid
मुत्तहिद
.مُتَّحِد
united, integrated, allied
[ Dahshatgardi tabhi mitegi jab puri duniya mttahid hogi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muntazir
मुंतज़िर
.مُنتَظِر
expectant, one who waits
[ Pure ek din muntazir rahne ke baad Abbas ko kapde doc ke zariya mausul hue ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tashviish
तशवीश
.تَشْوِیش
grief, anxiety, disquietude, uneasiness
[ Aaludagi-e-mahaul ki wajah se tashvish ho rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bar-aamad
बर-आमद
.بَرْ آمد
(stolen or concealed substance) recovery
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zewarat bar-aamad kar liye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqsiir
तक़्सीर
.تَقْصِیر
mistake, omission, fault, defect
[ Rubaah ne kaha mehaman ki mehman-dari mein kyonkar taqsir karungai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mastuuraat
मस्तूरात
.مَسْتُورات
veiled or chaste women, women
[ Bimari aur waba ki khabren aati hain jinko sun-sun kar masturat neez hamko tashwish hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
za'iifa
ज़'ईफ़ा
.ضَعِیفَہ
old woman, weak and old woman
[ Aslam ne der se muntazir za'ifa ko sadak paar karaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saalgirah
सालगिरह
.سالگِرَہ
year-knot
[ Rehana ne apni shadi ki pahli saal-girah bahut dhum-dham se manaai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
adviyaat
अदवियात
.اَدْوِیات
medicines, drugs
[ Ibn-e-Sina ko adviyat ka maalik kaha gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
iltijaa
इल्तिजा
.اِلْتِجا
appeal, request
[ Boodhi aurat ki iltija par police ne chor ko pakad kar chori ka maal baraamad kiya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us ('aziimat)
'aziimat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone