Search results

Saved words

Showing results for "apne piir ko maan"

apne piir ko maan

apne KHudaa ko maan

jab tuu nyaay kii gaddii par baiThe to apne man se taraf-daari laalach aur krodh ko duur kar

tak triyaa ko aapnii par triyaa mat taak, par naarii ke taakne pa.De siis me.n KHaak

lau.nDii aur ke pair dho.e , apne pair dhotii lajaa.e

gaa.nv me.n pa.Dii marii , apnii apnii sab ko pa.Dii

saa.ii.n ke darbaar me.n ba.De ba.De hai.n Dher, apnaa daanaa biin le jis me.n her na pher

learn to be content with what you have, we should be content with what life gives us, the art of being happy is to be satisfied with what you have

murda dozaKH me.n jaa.e ki bihisht me.n , apne halve maa.nDe se matlab

vahii ba.Daa jagat me.n jin karnii ke taan, kar lenaa hai apnaa mahaaraj bhagvaan

baarah gaa.nv kaa chaudharii assii gaa.nv kaa raav, apne kaam na aave to aisii taisii me.n jaav

dil me.n nahii.n Dar to sab kii pag.Dii apne sar

jo tuu hii raaja huvaa apnaa sukh mat Thaan, phikar aur phakiir ke dukh sukh par kar dhyaan

aaTh gaa.nv kaa chaudhrii aur baarah gaa.nv kaa raav, apne kaam na aa.e to aisii taisii me.n jaa.o

tujhe aur kii kyaa pa.Dii, apnii sambhaal

mind thine own business, do not poke the nose into the others' affairs, why are you concerned with other's affairs?

dum me.n To.nTaa baa.ndh ke chauraahe par chho.D denaa

gaa.nTh kaa de de, par biich me.n na pa.De

gaa.nTh kaa diide par pech me.n na pa.De

KHudaa kii KHudaa.ii aur mohmmad kii baadshaahii mai.n kahuu.n par kahuu.n

apnaa phandaa duusre ke gale me.n Daalnaa

apne man se jaaniye paraa.e man kii baat

maa.n pisanharii puut chhailaa, chuuta.D par baa.ndhe buur kaa thailaa

kaaGaz kii naav me.n kaun paar utra

kaaGaz kii naav me.n kaun paar utraa

me.n kii gardan par chhurii

mujh ko buu.Dhiyaa na kahnaa ko.ii , mai.n to laal pala.ng par so.ii

laal bujhakka.D buujhiyaa.n aur na buujhaa ko.e, pair me.n chakkii baa.ndh ke ko.ii hirnaa kuudaa hu.e

Dhaa.ii pe.D bakaa.in ke maa.n baaG me.n

apne lage to piiTh me.n aur ke lage to bhiiT me.n

ninnaanve ke pher me.n pa.D gayaa

ninnaanve ke pher me.n pa.D jaanaa

ghar me.n khaane ko nahii.n, aTaarii par dhuvaa.n

man ke ishaaro.n par chalnaa

apne haath ke bal bal jaa.iye jaisaa man ho taisaa khaa.iye

tiin pe.D bakaa.in ke aur miyaa.n chale baaG me.n

saa.ii.n apne chitt kii bhuul na kahiye koy, tab lag man me.n raakhiye jab lag kaaraj hoy

don't share your strategy. silence is a source of great strength, the less people know about your plans, the less they can interfere with them, not everyone needs to know the details of your journey. Stay low-key and let your success speak for itself, plans are best kept secret until they are accomplished. Protect your dreams and make them a reality

us nar ke bhii ek din, pa.De gale me.n phaa.nd, jis ne chorii luuT par lii kamar baa.ndh

tan par chiiz na ghar maa.n naaj , duusre kaa ruupaa gaaj

ye to sikshaa saadh kii nihche chit me.n laa, bhed na apne jiyo kaa auro.n ko batlaa

dekh paraa.ii chop.Dii gir pa.D be-iimaan, ek gha.Dii kii be-hayaa.ii din bhar kaa aaraam

panDit kii jo zabaan par hai vahii pothii me.n

maare ha.nsii kii peT me.n bal pa.D jaanaa

ha.nsii ke maare peT me.n bal pa.D jaanaa

man man bhar ke pair honaa

naumii gugaa piir manaa.uu.n naa charKHe ko haath lagaa.uu.n

jo baaman kii pothii me.n so yaaro.n kii zabaan par

man man bhar ke pair ho jaanaa

pair man man bhar ke ho jaanaa

jo baaman kii jiibh par so baaman kii pothii me.n

sunaar apnii maa.n kii nath me.n se bhii churaataa hai

there is a satire on the dishonesty of goldsmiths that they do not spare anyone

suniye sab kii kiijiye apne man kii

sone kii kaTaarii kisii ne apne peT me.n na maarii

yaa bhai.nsaa me.n yaa qasaa.ii ke khuu.nTe par

yaa bhainso.n me.n yaa qasaa.ii ke khuu.nTe par

saajhe ke chane, aa.nkhe.n dukhte me.n bhii khaane pa.De.n

us purkhaa kii baat par na bharosa rakh, bar-bar jhuuT bole jo din bhar maa.n so lakh

haa.n jii haa.n jii sab se kiijiye ,kariye apne man kii

gaa.nTh me.n paisa nahii.n baa.nke por kii ser

apne manDan me.n duusro.n kaa khanDan

troubling others for own comfort

jiiv kisii kaa mat sataa jab lag paar basaa.e, kaa.nTe hai.n us raah me.n us baTyaa mat jaa.e

Meaning ofSee meaning apne piir ko maan in English, Hindi & Urdu

apne piir ko maan

अपने पीर को मानاَپْنے پِیر کو مان

اَپْنے پِیر کو مان کے اردو معانی

دیگر

  • (قسم) تجھ کو تیرے مرشد کا واسطہ، تجھے اپنے مرشد کی قسم

Showing search results for: English meaning of apne peer ko maan, English meaning of apne peer ko man

Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Critique us (apne piir ko maan)

Name

Email

Comment

apne piir ko maan

Upload Image Learn More

Name

Email

Display Name

Attach Image

Select image
(format .png, .jpg, .jpeg & max size 4MB and upto 4 images)
Speak Now

Delete 44 saved words?

Do you really want to delete these records? This process cannot be undone

Want to show word meaning

Do you really want to Show these meaning? This process cannot be undone

Recent Words