Search results
Saved words
Showing results for "anaa"
Meaning ofSee meaning anaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of anaa
Pronoun
- I, me
Noun, Feminine
-
self, ego
Example • Insaan ki sab se badi jeet apni anaa par qaboo pana hai
Sher Examples
apnī anā kī aaj bhī taskīn ham ne kī
jī bhar ke us ke husn kī tauhīn ham ne kī
apni ana ki aaj bhi taskin hum ne ki
ji bhar ke us ke husn ki tauhin hum ne ki
haañ Thiik hai maiñ apnī anā kā marīz huuñ
āḳhir mire mizāj meñ kyuuñ daḳhl de koī
han Thik hai main apni ana ka mariz hun
aaKHir mere mizaj mein kyun daKHl de koi
agar tumhārī anā hī kā hai savāl to phir
chalo maiñ haath baḌhātā huuñ dostī ke liye
agar tumhaari ana hi ka hai sawal to phir
chalo main hath baDhata hun dosti ke liye
अना के हिंदी अर्थ
सर्वनाम
- अरबी भाषा का सर्वनाम, उर्दू में अधिकांश अरबी के यौगिक शब्दों में प्रयुक्त
- मैं, स्वयं
- अनलहक़्क़ का संक्षिप्त
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
स्वयं का अस्तित्व और व्यक्तित्व की अभिव्यक्ति, ख़ुदी, आत्म प्रदर्शन अभिमान, घमंड, अहंकार
उदाहरण • इंसान की सबसे बड़ी जीत अपनी अना पर क़ाबू पाना है।
- परमात्मा वास्तव में वह सर्वोच्च सत्ता है जिसका अस्तित्व हर आत्मा में विद्यमान है, चाहे कोई प्राणी स्वतंत्र हो या किसी के आधीन, कुछ लोगों का मत है कि यह संपूर्ण भौतिक जगत वास्तव में उसी सर्वोच्च सत्ता की अभिव्यक्ति है, 'अना' का संकेत यह भी है कि वास्तव में पैग़ंबर मुहम्मद नियुक्त किये गये लोगों में से प्रथम थे, जिन्हें ईश्वर ने सभी नियुक्त किये गये लोगों से पहले अस्तित्व प्रदान किया इसी विस्तारित ज्ञान को परम विश्वास कहते हैं
اَنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
ضمیر
- عربی کی ضمیر متکلم، اردو میں اکثر عربی الفاظ کی ترکیبات میں مستعمل
- میں، خود
- اناالحق کی تخفیف
اسم، مؤنث
-
اپنی ذات اور شخصیت کا اظہار، خودی، غرور، اہنکار
مثال • انسان کی سب سے بڑی جیت اپنی انا پر قابو پانا ہے
- (تصوف) وجود حق کہ ذات اپنے آپ کو اس کے ساتھ تعبیر کرتی ہے خواہ مطلق ہو خواہ مقید اور بعض کے نزدیک عبارت ہے ذات مطلقہ سے لہٰذا ہر مظہر کی انا وجود مطلق کی انا ہے، اور انا سے اشارہ ہے مرتبہ وحدت و حقیقت محمدی کی طرف بھی کہ اس کو علم مجمل اور یقین اول کہتے ہیں
Urdu meaning of anaa
- Roman
- Urdu
- arbii kii zamiir mutakallim, urduu me.n aksar arbii alfaaz kii tarkiibaat me.n mustaamal, men, Khud
- apnii zaat aur shaKhsiyat ka izhaar, Khudii, Garuur, ahankaar
- (tasavvuf) vajuud haq ki zaat apne aap ko is ke saath taabiir kartii hai Khaah mutlaq ho Khaah muqayyad aur baaaz ke nazdiik ibaarat hai zaat mutallaqa se lihaazaa har mazhar kii anaa vajuud mutlaq kii anaa hai, aur anaa se ishaaraa hai martaba vahdat-o-haqiiqat muhammdii kii taraf bhii ki is ko ilam mujmal aur yaqiin avval kahte hai.n
Rhyming words of anaa
Showing search results for: English meaning of ana, English meaning of anaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taab
ताब
.تَاب
endurance, tolerance
[ Jab insan mein dukh sahne ki taab nahin rahti to zindagi ka ant samjha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabit
साबित
.ثابِت
prove, confirm
[ Jurm jab tak sabit na ho jaye sazaa nahin di jaa sakti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hajj
हज्ज
.حَجّ
the obligatory pilgrimage to be performed by every Muslim once in his lifetime
[ Haj ek Islami ibadat hai jiska adaa karna maal-daron par farz hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baKHt
बख़्त
.بَخْت
fortune, good fortune, luck
[ Ilm, aamozish, tarbiyat aisi chizain hain jise bakht ki kunji kaha jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ba-jaa
ब-जा
.بَجا
fit, appropriate, suitable
[ Aap ba-jaa kahte hain lekin har haqiqat suboot ke baghair kamzor hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ahbaab
अहबाब
.اَحْباب
friends, dear ones, lovers
[ Aadmi ki pahchan uske ahbab se bhi hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaj
ताज
.تاج
a high-crowned cap
[ Taaj badshah ke sar ki shan hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hijaab
हिजाब
.حِجاب
modesty, bashfulness, shame
[ Ham dono itne qaribi dost ban gaye ki koi hijab baqi na raha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bahs
बहस
.بَحْث
argument, discussion, debate
[ Bahas se ilm mein izafa hota hai lekin bahas jhagda na ban jaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haajat
हाजत
.حاجَت
hope, wish
[ Aadmi ki ek hajat puri ho jaye to kai paida ho jati hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (anaa)
anaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone