Search results
Saved words
Showing results for "aarzuu"
Meaning ofSee meaning aarzuu in English, Hindi & Urdu
English meaning of aarzuu
Sher Examples
mujh ko thī mahfiloñ kī bahut aarzū magar
tanhā.iyoñ ke ḳhauf se tanhā rahā huuñ maiñ
mujh ko thi mahfilon ki bahut aarzu magar
tanhaiyon ke KHauf se tanha raha hun main
na jī bhar ke dekhā na kuchh baat kī
baḌī aarzū thī mulāqāt kī
na ji bhar ke dekha na kuchh baat ki
baDi aarzu thi mulaqat ki
umr-e-darāz maañg ke laa.ī thī chaar din
do aarzū meñ kaT ga.e do intizār meñ
umr-e-daraaz mang ke lai thi chaar din
do aarzu mein kaT gae do intizar mein
nahīñ nigāh meñ manzil to justujū hī sahī
nahīñ visāl mayassar to aarzū hī sahī
nahin nigah mein manzil to justuju hi sahi
nahin visal mayassar to aarzu hi sahi
आरज़ू के हिंदी अर्थ
آرْزُو کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث، واحد
-
خواہش، تمنا، ارمان
مثال • آرزوؤں کو چھوڑ دو تو سکون ہی سکون ہے
- منت سماجت، التجا، خوشامد درآمد
- امید، توقع، انتظار
- شوق، اشتیاق
- حرص، طمع، ہوس
- (تصوف) تھوڑی آگاہی كے ساتھ اپنی اصل كے طرف میل كرنا
Urdu meaning of aarzuu
- Roman
- Urdu
- Khaahish, tamannaa, armaan
- minnat samaajat, iltijaa, Khushaamad daraamad
- ummiid, tavaqqo, intizaar
- shauq, ishtiyaaq
- hirs, tumh, havas
- (tasavvuf) tho.Dii aagaahii ke saath apnii asal ke taraf mel karnaa
Synonyms of aarzuu
See AllAntonyms of aarzuu
Idioms of aarzuu
Proverbs of aarzuu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aarju, English meaning of aarzoo
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai usse faraghat nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'jiza
मो'जिज़ा
.مُعْجِزَہ
in contradistinction to karamat, which is a miracle performed by a saint
[ Pagal aadami ko thik kar ke buzurg faqir ne mujiza kar diya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maziid
मज़ीद
.مزید
more, additional, further
[ Hindustani railway nizam ko aur mazid mazbut kiya jayega ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hamdardii
हमदर्दी
.ہَمْدَرْدی
sympathy, empathy, condolence
[ Insaniyat-pasand log sada dosron ke tayin hamdardi rakhte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
protest, criticism
[ achchha kaam karne ke lie kisi ko etiraz nahin hona chahie ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farha.ng
फ़रहंग
.فَرْہَنگ
dictionary, lexicon
[ Uske rumuz-o-kinaya (Signs) ke liye farhang dekhne ki zarurat nahin tarikh dekhne ki zarurat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mohlat
मोहलत
.مُہلَت
retarding, delay, procrastination, dilatoriness
[ Ain waqt par aur muqarrara muhlat ke andar kaam se faraghat hasil karo ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mo'tamad
मो'तमद
.مُعْتَمَد
trustworthy, reliable, confidential
[ Mazid itminan ke liye chand mutamad log girje ke bahar khade kar diye gaye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.سَدا
always, ever, perpetually
[ Bhukkad adami ko sada kuchh na kuchh khane ko chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuub-ruu
ख़ूब-रू
.خُوب رُو
beautiful, handsome, pretty, lovely
[ Mahboob 'khoob-ru' ho na ho chaahane waalo ko Khoob-ru nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aarzuu)
aarzuu
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone