Search results
Saved words
Showing results for "aa.nch"
Meaning ofSee meaning aa.nch in English, Hindi & Urdu
English meaning of aa.nch
Noun, Feminine
- flame, blaze
- heat from a fire
- fire
- trial, difficulty, burden
- passion, lust
- maternal affection
- splendour
- affection
- fervor, loss
Sher Examples
aañch aatī hai tire jism kī uryānī se
pairahan hai ki sulagtī huī shab hai koī
aanch aati hai tere jism ki uryani se
pairahan hai ki sulagti hui shab hai koi
kabhī ishq karo aur phir dekho is aag meñ jalte rahne se
kabhī dil par aañch nahīñ aatī kabhī rañg ḳharāb nahīñ hotā
kabhi ishq karo aur phir dekho is aag mein jalte rahne se
kabhi dil par aanch nahin aati kabhi rang KHarab nahin hota
maiñ sote sote ka.ī baar chauñk chauñk paḌā
tamām raat tire pahluoñ se aañch aa.ī
main sote sote kai bar chaunk chaunk paDa
tamam raat tere pahluon se aanch aai
आँच के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- लपट, चिंगारी
- दहन, गर्मी, तपन, ताप
- आग, अग्नि
- विपत्ति, संकट, बला
- प्राकृतिक इच्छाएँ अथवा कामोत्तेजना की तीव्रता
- भूख की (भूख इत्यादि के साथ प्रयुक्त)
- माता अथवा पिता के प्रेम का आवेश मारना, ममता (अधिकतर संतान या कोख इत्यादि के लिए)
- ताव, आवेश
- नुक़्सान, हानि, आघात
- प्रेम अगन, विरह अग्नि
- कामोत्तेजना अथवा कामुकता की (विशेषतः पेड़ू के साथ प्रयुक्त)
- (लाक्षणिक) अत्यधिक हानिकारक चीज़ पास से गुज़र जाने की स्थिति (जिससे आदमी इस तरह दूर हटे जैसे आग की लपट से), निकटता, प्रकाश, साया, छवि, झलक (पहले तलवार के साथ प्रयुक्त)
آنْچ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- لپٹ، شعلہ
- تپش، گرمی، حدت، حرارت
- آگ، آتش
- مصیبت، آفت، بلا
- (مجازاً) سخت ضرر رساں چیز پاس سے گزر جانے کی صورت حال (جس سے آدمی اس طرح دور ہٹے جیسے آگ کی حدت سے)، قرب، پرتو، سایہ، عکس، جھلک (پیشتر تلوار کے ساتھ مستعمل)
- مصیبت، آفت، بلا
- فطری تقاضے یا خواہش کی شدت
- بھوک کی (بھوک وغیرہ کے ساتھ مستعمل)
- مادری یا پدری محبت کا جوش، مامتا (بیشتر اولاد یا کوکھ وغیرہ کے ساتھ)
- تاؤ، جوش
- نقصان، ضرر، صدمہ
- سوز عشق، سوز فراق
- خواہش نفسانی یا شہوت کی (خصوصاََ پیڑو کے ساتھ مستعمل)
Urdu meaning of aa.nch
- Roman
- Urdu
- lipaT, shola
- tapish, garmii, hiddat, haraarat
- aag, aatish
- musiibat, aafat, bala
- (majaazan) saKht zarar rasaa.n chiiz paas se guzar jaane kii suurat-e-haal (jis se aadamii is tarah duur haTe jaise aag kii hiddat se), qurab, parto, saayaa, aks, jhalak (peshtar talvaar ke saath mustaamal
- musiibat, aafat, bala
- fitrii taqaaze ya Khaahish kii shiddat
- bhuuk kii (bhuuk vaGaira ke saath mustaamal
- maadarii ya pidarii muhabbat ka josh, maamtaa (beshatar aulaad ya kokh vaGaira ke saath
- taa.uu,
- nuqsaan, zarar, sadma
- soz ishaq, soz firaaq
- Khaahish nafsaanii ya shahvat kii (Khasosaa pe.Do ke saath mustaamal
Synonyms of aa.nch
Idioms of aa.nch
Rhyming words of aa.nch
Related searched words
Showing search results for: English meaning of aanch, English meaning of anch
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHijaalat
ख़िजालत
.خِجالَت
shame, sense of shame
[ Sharmindagi aur khijalat se chehre ka rang badal jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasaadum
तसादुम
.تَصادُم
clash
[ Sadak par ek shadid tasadum ki awaz aati hai aur sakht dhamaka hota hai phir motorcar ke bade zor se bhagne ki awaz aati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
malfuuf
मलफ़ूफ़
.مَلْفُوف
wrapped up, enveloped, enclosed
[ Navazish-nama (Kind-letter) jis mein aap (Sir Iqbal) ki nazm malfuf thi abhi-abhi mausul (receive) hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfil
महफ़िल
.مَحْفِل
assembly, party, council
[ Raqs-o-surood ki mahfil saji hui thi log be-khud ho kar naach rahe the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mashruut
मशरूत
.مَشْرُوط
conditional, agreed upon, under obligation
[ Hammad ko mashrut license par jail se riha kiya gaya tha aur wo moosiqi banane mein wapas aaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viraasat
विरासत
.وِراثَت
heritage, heirship, inheritance legacy
[ Lucknow chauk wala mahal Ajmal ko aabaai viraasat mein mila hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaahiyyat
सलाहिय्यत
.صَلاحِیَّت
ability, capability
[ Salahiyat ki buniyad par dafatir mein ohdon ki taqsim honi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaatil
क़ातिल
.قاتِل
murderer, killer
[ Qatl karne ke baad qaatil farar hone mein kamyab ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mehnat
मेहनत
.مِحْنَت
hard work, moil, toil, drudgery
[ Asatiza bhi un (Farman Fatahpuri) ki liyaqat aur mehnat ki daad dete the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziim
ता'ज़ीम
.تَعْظِیم
respect, honour, obeisance, adoration
[ Ustad ki tazim pure muashare par lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (aa.nch)
aa.nch
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone