Search results
Saved words
Showing results for "aamad"
Meaning ofSee meaning aamad in English, Hindi & Urdu
English meaning of aamad
Noun, Feminine
- arrival, coming in, entry, incoming, advent
- access, approach
- inspiration, afflatus
- revenue, income, incomings, receipts
- spontaneity, volubility, fluency of diction
Explanatory Video
Sher Examples
aamad hai kisī kī ki gayā koī idhar se
kyuuñ sab taraf-e-rāhguzar dekh rahe haiñ
aamad hai kisi ki ki gaya koi idhar se
kyun sab taraf-e-rahguzar dekh rahe hain
aamad pe terī itr o charāġh o subū na hoñ
itnā bhī būd-o-bāsh ko saada nahīñ kiyā
aamad pe teri itr o charagh o subu na hon
itna bhi bud-o-bash ko sada nahin kiya
lamha-dar-lamha tirī raah takā kartī hai
ek khiḌkī tirī aamad kī duā kartī hai
lamha-dar-lamha teri rah taka karti hai
ek khiDki teri aamad ki dua karti hai
आमद के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- आगमन, आने की क्रिया, आने की सूचना, तशरीफ़ आवरी
- युद्ध के मैदान में आने की भव्य क्रिया और दबदबा, आदि
- आने के संकेत
- निकलना, प्रकट होना
- आय, आमदनी
- पाना, वसूल करना
- वह शेर जो नाटक के किसी विशेष कर्तव्य के मंच पर आने से पहले गाए जाते हैं
- वह विचार जो मस्तिष्क में बिना सोचे आया हो, आना या कोई नया विषय या विचार मन में उठना
- निबंध में वर्णन की सरलता, विचारों का अनायास ही आना
- पैदैवार का अधिक्तम बाज़ार में लाया जाना (विशेष रूप से खाद्य सामग्री)
- गंजफे़, पचीसी, चौसर और ताश में अधिक बाज़ी पो करने की प्रस्थिति
آمَد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- آنے کا عمل، آنے کی خبر، تشریف آوری، ورود
- میدانِ جنگ میں آنے کی شان یا دبدبہ وغیرہ
- آنے کے آثار
- نمود، نکلنا، ظاہر ہونا
- مداخل، آمدنی
- یافت، وصولیابی
- وہ اشعار جو ناٹک کے کسی اہم کردار کے اسٹیج پر آنے سے پہلے گائے جاتے ہیں
- خیالات اور مضامین کے لگاتار اور پے در پے پیدا اور ادا ہونے کی کیفیت
- ادائے مضمون میں بے ساختگی، بے تکلفی، آورد کی ضد
- پیداوار کا بازار میں کثرت سے لایا جانا (خصوصاََ رسد اور اجناس )، قلت کی ضد
- گنجفے، پچیسی، چوسر اور تاش میں زیادہ بازی اور پو کرنے کی صورت حال
Urdu meaning of aamad
- Roman
- Urdu
- aane ka amal, aane kii Khabar, tashriif aavrii, varuud
- maidaan-e-jang me.n aane kii shaan ya dabdabaa vaGaira
- aane ke aasaar
- namuud, nikalnaa, zaahir honaa
- madaaKhil, aamdanii
- yaaft, vasuulyaabii
- vo ashaar jo naaTk ke kisii aham kirdaar ke sTej par aane se pahle gaay jaate hai.n
- Khyaalaat aur mazaamiin ke lagaataar aur pai dar pai paida aur ada hone kii kaifiiyat
- adaa.e mazmuun me.n besaaKhatgii, betakallufii, aavard kii zid
- paidaavaar ka baazaar me.n kasrat se laayaa jaana (Khasosaa rasad aur ajnaas ), qillat kii zid
- ganjafe, pachchiisii, chausar aur taash me.n zyaadaa baazii aur puu karne kii suurat-e-haal
Synonyms of aamad
Antonyms of aamad
Proverbs of aamad
Rhyming words of aamad
Related searched words
makaanii-ifaada
(معاشیات) یہ اصطلاح ان اشخاص کے کام کو بیان کرنے کے لیے استعمال کی گئی جو اشیا کے نقل و حمل میں یا تجارت میں مصروف ہوں گو ، یہ اشیا کی شکل میں تبدیلی نہیں کرتے لیکن افادوں کی پیدائش میں اعانت یا اضافہ کرتے ہیں (اصول معاشیات) ۔
Showing search results for: English meaning of amad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (aamad)
aamad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone