Search results
Saved words
Showing results for "zulfe.n"
Meaning ofSee meaning zulfe.n in English, Hindi & Urdu
English meaning of zulfe.n
Noun, Masculine, Plural
- hair
Sher Examples
niiñd us kī hai dimāġh us kā hai rāteñ us kī haiñ
terī zulfeñ jis ke baazū par pareshāñ ho ga.iiñ
nind us ki hai dimagh us ka hai raaten us ki hain
teri zulfen jis ke bazu par pareshan ho gain
zulfeñ siina naaf kamar
ek nadī meñ kitne bhañvar
zulfen sina naf kamar
ek nadi mein kitne bhanwar
sarak kar aa ga.iiñ zulfeñ jo in maḳhmūr āñkhoñ tak
maiñ ye samjhā ki mai-ḳhāne pe badlī chhā.ī jaatī hai
sarak kar aa gain zulfen jo in maKHmur aankhon tak
main ye samjha ki mai-KHane pe badli chhai jati hai
dekh lete jo mire dil kī pareshānī ko
aap baiThe hue zulfeñ na sañvārā karte
dekh lete jo mere dil ki pareshani ko
aap baiThe hue zulfen na sanwara karte
haath TūTeñ maiñ ne gar chheḌī hoñ zulfeñ aap kī
aap ke sar kī qasam bād-e-sabā thī maiñ na thā
hath TuTen main ne gar chheDi hon zulfen aap ki
aap ke sar ki qasam baad-e-saba thi main na tha
ज़ुल्फ़ें के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग, बहुवचन
- केश, कनपटी के साथ वाले बाल
زُلْفیں کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، جمع
- بال
Urdu meaning of zulfe.n
- Roman
- Urdu
- baal
Synonyms of zulfe.n
Showing search results for: English meaning of julfen, English meaning of zulfen
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aksariyyat
अकसरिय्यत
.اَکْثَرِیَّت
the greater number, majority
[ Is intikhab (Election) mein kisi bhi jamaa'at ko aksariyat nahin mili ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
guftuguu
गुफ़्तुगू
.گُفْتگُو
conversation, discourse, dialogue
[ Shahi darbar mein riyasat ke maslon par guftugu ki gai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baaraa.n
बाराँ
.باراں
rain
[ Mausam-e-baran mein aam taur par gulshan sar-sabz aur jandar tar-o-taaza hote hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aivaan
ऐवान
.اَیْوان
assembly, parliament, legislature
[ Aiwan mein pesh bill ko aksariyat se manzuri mil gai hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bad-'unvaanii
बद-'उनवानी
.بَد عُنْوانی
corruption, malpractice
[ Aajkal har mahkame mein kuchh na kuchh bad-unvani ho rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sarsabz
सरसब्ज़
.سَرسَبْز
fresh, green
[ Muqabalatn dusri riyasaton ke Kerala zyada sar-sabz riyast hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHushbuu
ख़ुशबू
.خوشْبُو
sweet smell
[ Pani uska saaf safed kafoor se zyada khushboo hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijlaas
इजलास
.اِجْلاس
an assembly session, official meeting
[ Company ke tamaam mulazimeen ko hidayat di gayi ki hone wale ijlas mein sabhi log waqt par pahunchein ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
manzuurii
मंज़ूरी
.مَنظُوری
approval, permission
[ Hukoomat-e-hind ne naye talimi nisab ko apni manzuri de di hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gulshan
गुलशन
.گُلْشَن
flower garden, rose garden
[ Malan mali ke sath gulshan mein paudon ko seench rahi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zulfe.n)
zulfe.n
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone