Search results
Saved words
Showing results for "zulf-e-dotaa"
Meaning ofSee meaning zulf-e-dotaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of zulf-e-dotaa
Noun, Feminine
- braided hair
Sher Examples
duniyā kī ravish dekhī tirī zulf-e-dotā meñ
bantī hai ye mushkil se bigaḌtī hai zarā meñ
duniya ki rawish dekhi teri zulf-e-dota mein
banti hai ye mushkil se bigaDti hai zara mein
ham gabrū ham musalmāñ ham jam.a ham pareshāñ
ik silsila bañdhā us zulf-e-dotā se dekhā
hum gabru hum musalman hum jama hum pareshan
ek silsila bandha us zulf-e-dota se dekha
ज़ुल्फ़-ए-दोता के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- झुके हुए केश, मुड़ी हुई लट, दोहरी लट
زُلْفِ دوتا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- خمیدہ زلف، مُڑی ہوئی لٹ، دوہری لٹ
Urdu meaning of zulf-e-dotaa
- Roman
- Urdu
- Khamiidaa zulf, mu.Dii hu.ii luT, dohrii luT
Showing search results for: English meaning of julfedota, English meaning of julfedotaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mudaaKHalat
मुदाख़लत
.مُداخَلَت
interference, interruption
[ Do subon ke darmiyan samjhauta hua ki wo ek-dusre ke muamlat mein mudakhalat nahin karenge ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
gustaaKH
गुस्ताख़
.گُسْتاخ
uncivil, rude
[ Agar koi shakhs apne khutut mein adab (Civility) ka pas aur lihaz nahin rakhta to nihayat be-adab aur gustakh hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqs
रक़्स
.رَقْص
dance as per the rhythm
[ Arunachal Pradesh ke awami raqs mein wahan ki saqafat (Culture) jhalakti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muusiiqii
मूसीक़ी
.مُوسِیقی
music
[ Aaj musiqi ki class mein ustad ne gandhar bhairav ke bare mein bhi bataya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baab
बाब
.باب
chapter, division of a book
[ Premchand ke novel 'Gaudan' mein battis /32 baab hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
istisnaa
इस्तिसना
.اِسْتِثْنا
exception
[ Farman mein bachche, budhe, mard-o-aurat ka kuchh istisna aur imtiyaz na tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mufiid
मुफ़ीद
.مُفِید
useful, beneficial
[ Pudine ki pattiyan pet ke liye bahut mufid hoti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashiidagii
कशीदगी
.کَشِیدَگی
tension, ill-feeling, displeasure
[ Donon mulkon ke darmiyan halat pahle hi se kharab the lekin ab achanak kashidagi aur badh gayi hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHiyaanat
ख़ियानत
.خِیانَت
defalcation, embezzlement, perfidy
[ Abdullah ne dosti ke muqaddas rishte mein khiyanat kar ke khud ko tanha kar liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hazm
हज़्म
.حَزْم
far-sightedness
[ Saadiya ki baton se andaza hua ki uske andar bahut hazm-o-ehtiyat hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (zulf-e-dotaa)
zulf-e-dotaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone