Search results
Saved words
Showing results for "ziyaa"
Meaning ofSee meaning ziyaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ziyaa
Noun, Feminine
-
light, shine, splendour, brilliance, blaze, illumination
Example • Chand ki chandi sitaron ki ziya ko mand kar deti hai
- gem radiance
- the sun light
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
us ko na.e safar meñ na.e ham-safar ke saath
dil ḳhush huā hai kyoñ ye ziyā dekhte hue
us ko nae safar mein nae ham-safar ke sath
dil KHush hua hai kyon ye ziya dekhte hue
shahr meñ saare charāġhoñ kī ziyā ḳhāmosh hai
tīrgī har samt phailā kar havā ḳhāmosh hai
shahr mein sare charaghon ki ziya KHamosh hai
tirgi har samt phaila kar hawa KHamosh hai
āñkheñ bhī haiñ rastā bhī charāġhoñ kī ziyā bhī
sab kuchh hai magar kuchh bhī sujhā.ī nahīñ detā
aankhen bhi hain rasta bhi charaghon ki ziya bhi
sab kuchh hai magar kuchh bhi sujhai nahin deta
ज़िया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
-
चमक, प्रकाश, आभा, ज्योति, रौशनी, नूर
उदाहरण • चाँद की चाँदनी सितारों की ज़िया को माँद कर देती है
- (सूफ़ीवाद) ग़ैर अर्थात ईश्वर के अन्य को हक़ यानी सच्चा जानना या ये कि अग़यार अर्थात दूसरों को हक़ीक़त की दृष्टि से देखना और ये एक नूर-ए-इलाही यानी दैवीय प्रकाश है जिसका नाम फ़िरासत भी है, हदीस शरीफ़ में है, अनुवादः मोमिन की फ़िरासत से डरो क्योंकि वो ख़ुदा के नूर से देखता है
- जवाहिरात या रत्नों की चमक, यह प्रतिबिंबित प्रकाश होता है, उनका अपना प्रकाश नहीं होता
ضِیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
-
روشنی، نور، چمک
مثال • چاند کی چاندنی ستاروں کی ضیا کو ماند کر دیتی ہے
- (تصوف) غیر کو حق جاننا یا یہ کہ اغیار کو چشم حقیقت سے دیکھنا اور یہ ایک نورالہٰی ہے جس کا نام فراست بھی ہے، حدیث شریف میں ہے، ترجمہ: مومن کی فراست سے ڈرو کیوں کہ وہ خدا کے نور سے دیکھتا ہے
- جواہرات کی لو، یہ انعکاس نور ہوتا ہے، ان کی اپنی روشنی نہیں ہوتی
Urdu meaning of ziyaa
- Roman
- Urdu
- roshnii, nuur, chamak
- (tasavvuf) Gair ko haq jaannaa ya ye ki aGyaar ko chasham haqiiqat se dekhana aur ye ek nuur alhaa.ii hai jis ka naam firaasat bhii hai, hadiis shariif, me.n hai tarjumaah momin kii firaasat se Daro kyo.n ki vo Khudaa ke nuur se dekhtaa hai
- javaaharaat kii lo, ye ina.ikaas nuur hotaa hai, in kii apnii roshnii nahii.n hotii
Rhyming words of ziyaa
Compound words of ziyaa
Showing search results for: English meaning of jiya, English meaning of jiyaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ziyaa)
ziyaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone