Search results
Saved words
Showing results for "zeb-tan"
Meaning ofSee meaning zeb-tan in English, Hindi & Urdu
English meaning of zeb-tan
- apparel imparting grace, beauty to body
Sher Examples
jab ki sab ik ravish hī pe hoñ gāmzan rah judā karnā āsān hai jān-e-man
sach kā aise meñ jaama karo zeb-tan jhuuT ke jab hoñ chou-tarfā haamī bahut
jab ki sab ek rawish hi pe hon gamzan rah juda karna aasan hai jaan-e-man
sach ka aise mein jama karo zeb-tan jhuT ke jab hon chou-tarfa hami bahut
zeb-tan itne kiye dil ne havas ke malbūs
ki shab-e-vasl utāre bhī nahīñ jā sakte
zeb-tan itne kiye dil ne hawas ke malbus
ki shab-e-wasl utare bhi nahin ja sakte
raaz meñ phir bhī hamārā ishq rah saktā nahīñ
zeb-tan ham laakh kar leñ parda-dārī kā libās
raaz mein phir bhi hamara ishq rah sakta nahin
zeb-tan hum lakh kar len parda-dari ka libas
Urdu meaning of zeb-tan
- Roman
- Urdu
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jebtan, English meaning of zebtan
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'miir
ता'मीर
.تَعْمِیر
building, constructing
[ Ganv walon ke maali ta'aawun se aspatal ki tamir ki gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
salaaKH
सलाख़
.سَلاخ
bar (of iron), spit
[ Daniyal ne salakh ko hath ke zor se tedha kar diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'aavun
त'आवुन
.تَعاوُن
cooperation, mutual aid, assistance
[ Shauhar aur biwi ke bich aapas mein ta'aawun zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
munaqqash
मुनक़्क़श
.مُنَقَّش
painted, coloured
[ Ghar ki tamir ke baad zeb-o-zeenat ke liye munaqqash parde bhi lagaye gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zamaanat
ज़मानत
.ضَمانَت
guarantee, security
[ Iski kya zamanat ki chor godam mein naqab nahin lagayenge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baahamii
बाहमी
.باہَمی
middle
[ Puna aur Ahmad Nagar ka bahami fasla sattar-assii meel se zyada nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
izdihaam
इज़्दिहाम
.اِزدِحام
concourse, throng, crowd, mob
[ 26 January ko yaum-e-jamhuriya ke mauqa par India Gate par logon ka izdiham hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maalii
माली
.مالی
of or belonging to the revenue, financial, civil
[ Zabardast maali nuqsan ke baad apna gham ghalat karne ke liye Salman sharab ki taraf mutawajja huaa ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aashkaaraa
आशकारा
.آشْكارا
clear, manifest, visible
[ Bhala ho shirwani ka warna Hakim ke chudidar pajame ke phat jane ka raz hi aashkara ho jata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aabruu
आबरू
.آبْرُو
honour, repute, respect, dignity
[ Kisi ki halat uske waqar, rutba, aabru waghaira ki akkas hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zeb-tan)
zeb-tan
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone