Search results
Saved words
Showing results for "zamiir"
Meaning ofSee meaning zamiir in English, Hindi & Urdu
English meaning of zamiir
Noun, Masculine
- mind, heart, conscience,
- pronoun
Explanatory Video
Sher Examples
ab ham bhī sochte haiñ ki bāzār garm hai
apnā zamīr bech ke duniyā ḳharīd leñ
ab hum bhi sochte hain ki bazar garm hai
apna zamir bech ke duniya KHarid len
mirā zamīr bahut hai mujhe sazā ke liye
tū dost hai to nasīhat na kar ḳhudā ke liye
mera zamir bahut hai mujhe saza ke liye
tu dost hai to nasihat na kar KHuda ke liye
insān ho kisī bhī sadī kā kahīñ kā ho
ye jab uThā zamīr kī āvāz se uThā
insan ho kisi bhi sadi ka kahin ka ho
ye jab uTha zamir ki aawaz se uTha
ज़मीर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- सर्वनाम
- मन। हृदय। २ अन्तःकरण। ३. विवेक।
- अंतरात्मा; अंतःकरण; मन; दिल
- सर्वनाम (व्याकरण)
- अंतरात्मा, अंतःकरण, कानशंस, मन, दिल, जी ।।
- विवेक।
ضَمیر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (تصوف) اندیشۂ دل اور اندرونِ دل اور جو کچھ دل میں گزرے اور خواطرِ دل نیز پوشیدہ چیز
- (قواعد) وہ اسم جو اسم ظاہر کا قائم مقام ہو، یعنی وہ مختصر سا اسم جس سے متکلم یا حاضر یا غائب مراد لیا جاتا ہے مثلاً میں، تم، وہ وغیرہ
- (چھپا ہوا) راز، بھید
- دل قلب، باطن، صحیح اور غلط میں تمیز کرنے کی اخلاقی حس، نیک و بد کا احساس، نیکی کا جذبہ
اسم، مؤنث
- نقصان، گزند، صدمہ
Urdu meaning of zamiir
- Roman
- Urdu
- (tasavvuf) andesha-e-dil aur andaruun-e-dil aur jo kuchh dil me.n guzre aur Khavaatir-e-dil niiz poshiida chiiz
- (qavaa.id) vo ism jo ism zaahir ka qaa.im maqaam ho, yaanii vo muKhtsar saa ism jis se mutakallim ya haazir ya Gaayab muraad liyaa jaataa hai masalan men, tum, vo vaGaira
- (chhipaa hu.a) raaz, bhed
- dil qalab, baatin, sahii aur Galat me.n tamiiz karne kii aKhlaaqii his, nek-o-bad ka ehsaas, nekii ka jazbaa
- nuqsaan, gazand, sadma
Idioms of zamiir
Rhyming words of zamiir
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jamir, English meaning of zameer
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasaarat
जसारत
.جَسارَت
courage, boldness, daring, bravery
[ Zalim hakim ke samne sach kahna bhi badi jasarat ka kaam hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jaras
जरस
.جَرَس
gong or bell rung to signal the departure of a caravan
[ Registan mein guzarte huye qafile ki jaras ki awaz achchhi bhi lagti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
habs
हब्स
.حَبْس
sultriness, stillness (of air), closeness (of atmosphere)
[ Garmiyon ke mausam mein ek sham thi aur faza (atmosphere) mein bada habs ho raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
siyaasat
सियासत
.سِیاسَت
government, governance, administration
[ Siyasat ke maindaan mein qadam jamaye rakhne ke liye aadmi ka mauqa-parast hona lazmi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asaas
असास
.اَساس
base, foundation, ground
[ Aati-jati saans hi zindagi ki asas hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ras
रस
.رس
juice, syrup, essence
[ Ganne ka ras yarqan (jaundice) maraz mein bahut mufeed hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hassaas
हस्सास
.حَسّاس
extremely sensitive, emotional
[ Zyada hassas hona aadmi ke liye nuqsan-deh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hisaab
हिसाब
.حِساب
arithmetic
[ Tamam mazameen mein achchhe nambarat hasil kar liye lekin hisab mein Khalid fail ho gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asiir
असीर
.اَسِیر
captive, prisoner
[ Har jang mein lakhon aadmi maare jate hain utne hi aseer kiye jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
his
हिस
.حِس
feeling, sense
[ Aadmi mein itni his to honi chahiye ki waqt aane par wo surat-e-haal ka muqaabla kar sake ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zamiir)
zamiir
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone