Search results
Saved words
Showing results for "zamiin"
Meaning ofSee meaning zamiin in English, Hindi & Urdu
English meaning of zamiin
Sher Examples
kitnā hai bad-nasīb 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamīn bhī na milī kū-e-yār meñ
kitna hai bad-nasib 'zafar' dafn ke liye
do gaz zamin bhi na mili ku-e-yar mein
kabhī kisī ko mukammal jahāñ nahīñ miltā
kahīñ zamīn kahīñ āsmāñ nahīñ miltā
kabhi kisi ko mukammal jahan nahin milta
kahin zamin kahin aasman nahin milta
jab maiñ chalūñ to saaya bhī apnā na saath de
jab tum chalo zamīn chale āsmāñ chale
jab main chalun to saya bhi apna na sath de
jab tum chalo zamin chale aasman chale
ज़मीन के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- नदी और तालाब का तल
- गज़ल के रदीफ़, काफ़िया और छंद
- पृथ्वी, धरा, अवनि, कुरए जमीन, भूमि भूखंड, जमीन का टुकड़ा, देश, मुल्क पेशबंदी, पुरश्चरण, ग़ज़ल की रदीफ़ क़ाफ़िय, और बहु
- धरती, भूमि का टुकड़ा, भूखंड, खेत
- किसी कार्य की पहले से तय की हुई प्रणाली; उपक्रम; आयोजन; डौल
- कपड़े या काग़ज़ वग़ैरा की सतह
- सारा ज़माना, पूरी दुनिया
- पृथ्वी, धरती, भूमि
- धरातल का कोई भाग; ठोस तल
- वह तेल जिसमें किसी इत्र को तैयार किया जाता है
- वह कागज़, कपड़ा, आभूषण आदि का तल जिसपर चित्रकारी, छपाई, नक्काशी आदि की जाए
- वतन, देस
- ज़मीन; भूमि
- देश; मुल्क
- पृथ्वी; धरा
- पेशबंदी
- गज़ल की रदीफ़।
زمین کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- خِظّۂ ارض، ملک، کِشور، وطن، دیس، علاقہ، کُرۂ ارض کا خُشک حِصّہ، برَ، خُشکی
- زمین کی سطح، دھرتی، فرشِ زمیں (آسمان کے بالمقابل)
- سارا زمانہ، پُوری دُنیا
- باریک بُھر بُھری مٹی، خاک، دُھول، مٹی
- زمین کا کوئی گوشہ یا حصہ، ٹکڑا
- وہ زمین جس پر زراعت ہوتی ہو، مزروعہ اراضی، کھیت
- کپڑے یا کاغذ وغیرہ کی سطح
- کسی امر کی بُنیاد، اساس، ابتدائی کام
- کسی عِطر کا وہ مادّہ یا مائع جس میں کوئی عطر تیار کیا جاتا ہے
- قدیم تقسیم ربعِ مسکون کے مُطابق دُنیا کا ساتواں حِصّہ یا طبق
- (معاشیات) معاشیات میں چار عاملینِ پیدائش (زمین، محنت، سرمایہ اور تنظیم (میں سے کوئی عامل جو قدرتی شکل میں انسان کو حاصل ہوتی ہے مثلاً مٹّی، پانی، معدنیات اور نباتیات وغیرہ، قدرتی وسائل
- (شاعری) کسی غزل یا نظم وغیرہ کی بحر، ردیف و قافیہ کی پابندی کے ساتھ
Urdu meaning of zamiin
Roman
- kha-e-arz, mulak, kishor, vatan, des, ilaaqa, kar-e-arz ka Khushak hissaa, barr, Khushkii
- zamiin kii satah, dhartii, farshe zamii.n (aasmaan ke bilmuqaabil
- saaraa zamaana, puurii duniyaa
- baariik bhur bhurii miTTii, Khaak, dhuu.ol, miTTii
- zamiin ka ko.ii gosha ya hissaa, Tuk.Daa
- vo zamiin jis par zaraaat hotii ho, mazruu.aa araazii, khet
- kap.De ya kaaGaz vaGaira kii satah
- kisii amar kii buniyaad, asaas, ibatidaa.ii kaam
- kisii uttar ka vo maada ya maa.e jis me.n ko.ii itar taiyyaar kiya jaataa hai
- qadiim taqsiim raba.i maskuun ke mutaabaq duniyaa ka saatvaa.n hissaa ya tabaq
- (ma.aashiyaat) ma.aashiyaat me.n chaar aamiliin-e-paidaa.ish (zamiin, mehnat, sarmaaya aur tanziim (me.n se ko.ii aamil jo qudratii shakl me.n insaan ko haasil hotii hai masalan miTTii, paanii, maadaniyaat aur nabaatiiyaat vaGaira, qudratii vasaa.il
- (shaayarii) kisii Gazal ya nazam vaGaira kii bahr, radiif-o-qaafiyaa kii paabandii ke saath
Synonyms of zamiin
Antonyms of zamiin
Rhyming words of zamiin
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ijaazat
इजाज़त
.اِجازَت
permission, authority, liberty
[ Doctor ki ijazat ke baghair mariz ko aisa kuchh nahin karna chahiye jis se bimari badh jaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bazzaaz
बज़्ज़ाज़
.بَزّاز
cloth merchant, clothier, draper
[ Bazzaz ki dukan rang-birange kapdon se bhari thi lekin kuchh pasand nahin aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHabar
ख़बर
.خَبَر
information
[ Kal ya parson ek shakhs aayega apna name Akbar batayega main bank mein hun fauran khabar kar dena ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaKHiir
ताख़ीर
.تاخِیْر
delay, lateness
[ Apne dost ki shadi ki khabar mujhe mili bhi to takhir se mili isliye main sharik na ho saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zar
ज़र
.زَر
money, riches, wealth
[ Zindagi mein zar ki badi ahmiyat hai iske liye jhagde bhi hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
roz
रोज़
.روز
daily, a day, per diem, every day
[ Aajkal har roz roz-e-qayamat lagta hai pareshaniyan bahut hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
buz
बुज़
.بُز
goat, sheep, ram
[ Bakre be-had darpok hote hain shayad isiliye darpok aadmi ko buz-dil kahte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarii
ज़री
.زَرِی
anything woven with gold thread, golden embroidery
[ Zari ke kaam ke kapdon ka riwaj shadi-byah mein bahut hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vaziir
वज़ीर
.وَزِیر
minister of state, privy-counsellor, vizier
[ Hukoomat ne wazarat mein radd-o-badal karte hue chaar wazir aur badha diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
javaaz
जवाज़
.جَواز
toleration, justification
[ Aql-mand aadmi apne har amal ko sahi sabit karne ka javaz dhundh leta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of jamin, English meaning of zameen
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (zamiin)
zamiin
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone