Search results
Saved words
Showing results for "zalaalat"
Meaning ofSee meaning zalaalat in English, Hindi & Urdu
English meaning of zalaalat
Noun, Feminine
- deviation from the right path, going astray, digression from the right path
- perdition
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
hidāyat ham se hī paidā zalālat ham pe hī shaidā
kabhī haiñ rahnumā apne kabhī haiñ apne rahzan ham
hidayat hum se hi paida zalalat hum pe hi shaida
kabhi hain rahnuma apne kabhi hain apne rahzan hum
vahī yak zaat hai yārāñ yaqīñ ke chashm suuñ dekho
zalālat hor hidāyat meñ ki iblīs-o-malak dasta
wahi yak zat hai yaran yaqin ke chashm sun dekho
zalalat hor hidayat mein ki iblis-o-malak dasta
ye zalālat na jhelnī paḌtī
bā-hunar se jo be-hunar hotā
ye zalalat na jhelni paDti
ba-hunar se jo be-hunar hota
ज़लालत के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- भटकना, अपराध, क़ुसूर
- गुमराही, ग़लत रास्ते पर पड़ना, सीधे रास्ते से भटकना
- (सूफीवाद) गुमराही को गुमराही कहा जाता है, यह गुण उपासकों में है, हालाँकि गुमराह करने विशेषण ईश्वर का है, इस अर्थ में सत्य मिथ्या है, अत: अस्तित्व जैसा मार्गदर्शक है वैसा ही मिथ्या भी है, इस प्रकार सर्वप्रथम यह प्रकट होता है कि नाम परम आत्मा है और सृष्टि का स्वामी जमाली नामों के अनुरूप मार्गदर्शक है और जलाली के नामों की वैधता के अनुसार मिथ्या है
ضَلالَت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- گمراہی، غلط راستے پر پڑنا، سیدھی راہ سے بھٹکنا
- (تصوف) ضلالت گمراہی کو کہتے ہیں، یہ صفات عباد میں سے ہے اگرچہ اضلال بمعنی گمراہ کرنے کے یہ صفت خدا کی ہے، اس معنی میں حق مضل ہے، پس وجود جیسا کہ ہادی ہے ویسا مضل بھی ہے، اس طرح سے مظہر اول کہ مسمّٰی بہ روح اعظم اور رب مخلوق ہے بااعتبار اسماء جمالی کے ہادی ہے اور بہ اعتبارِ اسماء جلالی کے مضل
Urdu meaning of zalaalat
- Roman
- Urdu
- gumraahii, Galat raaste par pa.Dnaa, siidhii raah se bhaTaknaa
- (tasavvuf) zalaalat gumraahii ko kahte hain, ye sifaat ibaad me.n se hai agarche izlaal bamaanii gumraah karne ke ye sifat Khudaa kii hai, is maanii me.n haq muzil hai, pas vajuud jaisaa ki haadii hai vaisaa muzil bhii hai, is tarah se mazhar avval ki masammaa.ii bah ruuh aazam aur rab maKhluuq hai baa.etibaar asmaa-e-jamaalii ke haadii hai aur bah aatbaar-e-asmaa-e-jalaalii ke muzil
Rhyming words of zalaalat
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jalaalat, English meaning of jalalat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zalaalat)
zalaalat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone