Search results
Saved words
Showing results for "zaad"
Meaning ofSee meaning zaad in English, Hindi & Urdu
English meaning of zaad
Noun, Masculine
- the thirty-second letter of the Urdu alphabet
ض کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- بلحاظِ اصوات اُردو حروفِ تہجی کا اکتیسواں ، عربی کا پندرھواں اِور فارسی کا اٹھارواں حرف. یہ حرفِ صحیح (مصمتّہ) ہے ۔ تلفّظ ضاد ہے. علمِ تجوید کی رُو سے اس کا مخرج حافۂ لسان یعنی زبان کا بغلی کنارہ جو حلق کی طرف ہے اور اِس کے دائیں یا بائیں اور اوپر کی ڈاڑھوں کی جڑیں۔ اس کا ٹھیک تلفّظ اہلِ عرب ہی کرتے ہیں ، اُردو والے دُواد یا ضواد تلفّظ کرتے ہیں۔ اُردو میں اس کی آواز ”ز“ سے مشابہ ہے۔ یہ کلمے کے شروع میں بھی آتا ہے اور درمیان یا آخر میں بھی ، جیسے ضابطہ ، مضر ، فیض. اسے ضادِ معجمہ یا ضاد منقوطہ بھی کہتے ہیں ، حسابِ جُمل میں اس کے آٹھ سو عدد فرض کیے گئے ہیں۔ یہ عربی میں شمسی حرف ہے۔ اس لیے اس سے پہلے ”ال“ معرفہ آئے تو لامِ غیر ملفوظ ہو گا اور ض مشوّد پڑھا جائے گا. یہ خاص عربی زبان کا حرف ہے اور فارسی یا اُردو کے صرف ان لفظوں میں آتا ہے جو عربی سے لیے گئے ہیں ۔
Urdu meaning of zaad
- Roman
- Urdu
- balihaaz-e-asvaat urduu haruuf-e-tahajjii ka aktiisvaa.n, arbii ka pandrahvaa.n ear faarsii ka aThaarvaa.n harf. ye harf-e-sahii (musammata) hai । talaffuz zaad hai. ilm-e-tajviid kii ro.o se is ka maKhraj haafaa-e-lasaan yaanii zabaan ka baGlii kinaaraa jo halaq kii taraf hai aur is ke daa.e.n ya baa.e.n aur u.upar kii Daa.Dho.n kii ja.Den। is ka Thiik talaffuz ahal-e-arab hii karte hai.n, urduu vaale duuvaad ya zvaad talaffuz karte hain। urduu me.n is kii aavaaz za se mushaabeh hai। ye kalime ke shuruu me.n bhii aataa hai aur daramyaan ya aaKhir me.n bhii, jaise zaabtaa, muzir, faiz. use zaad-e-moajjmaa ya zaad manquutaa bhii kahte hai.n, hisaab-e-jumal me.n is ke aaTh sau adad farz ki.e ge hain। ye arbii me.n shamsii harf hai। is li.e is se pahle ill maarifaa aa.e to laam-e-Gair malfuuz hogaa aur za mashoXvad pa.Dhaa jaa.egaa. ye Khaas arbii zabaan ka harf hai aur faarsii ya urduu ke sirf un lafzo.n me.n aataa hai jo arbii se li.e ge hai.n
Rhyming words of zaad
Related searched words
Showing search results for: English meaning of jaad, English meaning of jad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath dein to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faaqa-kashii
फ़ाक़ा-कशी
.فاقَہ کَشی
starvation
[ Gharib ki faqakashi ek din zaroor rang layegi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qivaam
क़िवाम
.قِوام
tobacco's essence eaten with paan
[ Qivaam ko paan mein istemaal karne ke baad use chabane se munh mein khushboo aur tazgi aa jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (zaad)
zaad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone