Search results
Saved words
Showing results for "yak-dast"
Meaning ofSee meaning yak-dast in English, Hindi & Urdu
English meaning of yak-dast
Noun, Adverb, Masculine
- a person having only one hand
- in or prepared with one hand
- of same kind
- instantly, spontaneously
- entire, altogether
- uniform, even, homogeneous
Sher Examples
yād-e-mizhgāñ meñ ba-nashtar-e-zār-e-saudā-e-ḳhayāl
chāhiye vaqt-e-tapish yak-dast sad-pahlū mujhe
yaad-e-mizhgan mein ba-nashtar-e-zar-e-sauda-e-KHayal
chahiye waqt-e-tapish yak-dast sad-pahlu mujhe
ba-rañg-e-sabza azīzān-e-bad-zabāñ yak-dast
hazār teġh-e-ba-zahr-āb-dāda rakhte haiñ
ba-rang-e-sabza azizan-e-bad-zaban yak-dast
hazar tegh-e-ba-zahr-ab-dada rakhte hain
udhar shāne ko us ke zulf-o-kākul ne chaḌhāyā sar
idhar dil par balā-e-āsmāñ yak-dast nāzil hai
udhar shane ko us ke zulf-o-kakul ne chaDhaya sar
idhar dil par bala-e-asman yak-dast nazil hai
यक-दस्त के हिंदी अर्थ
संज्ञा, क्रिया-विशेषण, पुल्लिंग
- समस्त, संपूर्ण, सब, समान, यकसाँ।।
یَک دَسْت کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، فعل متعلق، مذکر
- وہ جس کا ایک ہاتھ نہ ہو
- ایک ہاتھ کا تیار کردہ (کپڑا)
- جو ایک ہاتھ سے اٹھایا جاسکے
- ایک جیسا، برابر بنا ہوا، ایک ہاتھ کا تیار کردہ (کپڑا)
- ایک حال یا حالت
- ایک دم سے، فوراً، اسی وقت نیز بالکل
- خلعت کے واسطے مستعمل ؛ ایک قسم کی پوشاک جو سر سے پانو تک ہوتی ہے، وہ چند چیزیں جو ایک ڈھنگ، ایک جنس، ایک طریق، ایک وضع، ایک نوع اور ایک مثل کی ہوں نیز وہ ایک چیز کہ وہ اپنے تمام سے ایک نسبت رکھتی ہو
- ایک ساتھ
- بالکل، مکمل طور پر، کل، تمام
- یکساں، برابر، ایک ساں
- ایک ضرب سے، ایک ہی ہاتھ میں نیز ایک دم سے، ایک ساتھ
Urdu meaning of yak-dast
- Roman
- Urdu
- vo jis ka ek haath na ho
- ek haath ka taiyyaar karda (kap.Daa
- jo ek haath se uThaayaa ja sake
- ek jaisaa, baraabar banaa hu.a, ek haath ka taiyyaar karda (kap.Daa)
- ek haal ya haalat
- ek dam se, fauran, usii vaqt niiz bilkul
- Khilat ke vaaste mustaamal ; ek kism kii poshaak jo sar se paanv tak hotii hai, vo chand chiize.n jo ek Dhang, ek jins, ek tariiq, ek vazaa, ek nau aur ek misal kii huu.n niiz vo ek chiiz ki vo apne tamaam se ek nisbat rakhtii ho
- ek saath
- bilkul, mukammal taur par, kal, tamaam
- yaksaa.n, baraabar, ek saa.n
- ek zarab se, ek hii haath me.n niiz ek dam se, ek saath
Related searched words
Showing search results for: English meaning of yakdast, English meaning of yaqdast
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (yak-dast)
yak-dast
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone