Search results
Saved words
Showing results for "surKHii"
Meaning ofSee meaning surKHii in English, Hindi & Urdu
English meaning of surKHii
Noun, Feminine
- brick-dust
- redness, blood
- lipstick, rouge
- newspaper headline, heading
Sher Examples
na hogā rā.egāñ ḳhūn-e-shahīdān-e-vatan hargiz
yahī surḳhī banegī ek din unvān-e-āzādī
na hoga raegan KHun-e-shahidan-e-watan hargiz
yahi surKHi banegi ek din unwan-e-azadi
rashk suuñ tujh labāñ kī surḳhī par
jigar-e-lāla daaġh daaġh huā
rashk sun tujh laban ki surKHi par
jigar-e-lala dagh dagh hua
dho ke tū merā lahū apne hunar ko na chhupā
ki ye surḳhī tirī shamshīr kā jauhar hī to hai
dho ke tu mera lahu apne hunar ko na chhupa
ki ye surKHi teri shamshir ka jauhar hi to hai
surḳhī shafaq kī zard ho gāloñ ke sāmne
paanī bhare ghaTā tire bāloñ ke sāmne
surKHi shafaq ki zard ho galon ke samne
pani bhare ghaTa tere baalon ke samne
chaah kā da.avā sab karte haiñ māneñ kyūñkar be-āsār
ashk kī surḳhī muñh kī zardī ishq kī kuchh to alāmat ho
chah ka dawa sab karte hain manen kyunkar be-asar
ashk ki surKHi munh ki zardi ishq ki kuchh to alamat ho
सुर्ख़ी के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- गहरी लाल रंगत, लाल रंगत
-
आवे में पकाई हुई ईंटों का कटा हुआ चूरा, बजरी
विशेष • आवा= ईंटें पकाने का भट्टा, कुम्हार की भट्टी जिसमें कच्चे बर्तन पकाए जाते हैं
-
(सीमेंटसाज़ी) अस्तर-कारी के ऊपर पतली और चिकनी परत चढ़ाने को सफ़ेदी में मिला कर बहुत महीन पिसा हुआ चूना उससे मुनब्बत-कारी का काम भी बनाया जाता है
विशेष • मुनब्बत-कारी= बेल-बूटों का वह काम जो लकड़ी आदि पर किया जाता है, उभरे हुए नुक़ूश की नक़्क़ाशी, पत्थरों पर उभरे हुए बेल-बूटों का काम • अस्तर-कारी= दीवारों पर चूने का लेप या सफ़ेदी करना, दीवारों आदि पर पलस्तर करने की क्रिया
-
(लाक्षणिक) आँखों के लाल डोरे जो सुंदरता में काली तहरीर अर्थात लेख पर गहरे लाल मद के समान मालूम होते हैं
विशेष • मद= अलिफ़ के ऊपर बनाई जाने वाली लकीर जिससे वह लंबा करके पढ़ा जाता है
- लेख, अध्याय या सर्ग इत्यादि का शीर्षक, किसी लेख आदि का शीर्षक
- (कुतुबख़ाना) शब्द, शब्द-समूह या मुहावरे जो कैटलाग के अंकन के आरंभ में लिखे जाते हैं जिनसे कैटलाग में उस अंकन की जगह निश्चित की जाती है
- (सूफ़ीवाद) आशिक़ के इश्क़ का जोश, क़ुव्वत-ए-सुलूक, प्रेमिका के सौंदर्य की चंचलता अथवा अध्यात्म
- चेहरे, होंटों या नाख़ुनों को लगाने का गहरा लाल रंग
-
ख़ून, लहू, सुर्ख़-बादा का रोग
विशेष • लाल दाने या दाग़ जो रक्त के प्रकोप से बच्चों के शरीर पर हो जाते हैं
سُرْخی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- سرخ رنگت، لال رنگت
- آوے میں پکی ہوئی اینٹوں کا کٹا ہوا چورا، بجری
- (سیمنٹ سازی) استرکاری کے اوپر پتلی اور چکنی تہ چڑھانے کو سفیدی میں ملا کر نہایت باریک پسا ہوا چونا اس سے منبت کاری کا کام بھی بنایا جاتا ہے
- (مجازاً) آنکھوں کے لال ڈورے جو خوبصورتی میں سیاہ تحریر پر سرخ مد کے مشابہ معلوم ہوتے ہیں
- مضمون، باب یا فصل وغیرہ کا عنوان، سرنامہ
- (کتب خانہ) لفظ، مجموعۂ الفاظ یا محاورہ جو کیٹلاگ کے اندراج کی ابتدا میں لکھے جاتے ہیں جن سے کیٹلا گ میں اس اندراج کی جگہ متعین کی جاتی ہے
- (تصوّف) عاشق کا جوش عشق، قوّت سلوک، معشوق کی شوخی جمال نیز روحانیت
- چہرے، ہون٘ٹوں یا ناخنوں کو لگان کا سرخ رنگ
- خون، لہو، سرخ بادہ کا مرض
Urdu meaning of surKHii
- Roman
- Urdu
- surKh rangat, laal rangat
- aave me.n pakkii hu.ii i.inTo.n ka kaTaa hu.a chuura, bajrii
- (siimenT saazii) astarkaarii ke u.upar patlii aur chiknii taa cha.Dhaane ko saphedii me.n mila kar nihaayat baariik pisaa hu.a chuunaa is se munabbatkaarii ka kaam bhii banaayaa jaataa hai
- (majaazan) aa.nkho.n ke laal Dore jo Khuubsuurtii me.n syaah tahriir par surKh mad ke mushaabeh maaluum hote hai.n
- mazmuun, baab ya fasal vaGaira ka unvaan, sarnaama
- (kutub Khaanaa) lafz, majmuu.aa-e-alfaaz ya muhaavara jo kaiTlaag ke indiraaj kii ibatidaa me.n likhe jaate hai.n jin se kaiTlaag me.n is indiraaj kii jagah mutayyan kii jaatii hai
- (tasavvuph) aashiq ka josh ishaq, qoXvat suluuk, maashuuq kii shoKhii jamaal niiz ruuhaaniyat
- chehre, honTo.n ya naakhuno.n ko lagaan ka surKh rang
- Khuun, lahuu, surKh baada ka marz
Synonyms of surKHii
Proverbs of surKHii
Compound words of surKHii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of surkhee, English meaning of surkhi
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baa'z
बा'ज़
.بَعْض
some, few, several
[ Sardi ke mausam mein thand se bachne ke liye rain-basere se baaz log phir bhi mahroom rah jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruur
ग़ुरूर
.غُرُور
pride, haughtiness, vanity
[ Taaqat ka ghuroor achchhe aur bure ke beech imtiyaz (difference) mita deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaar
ग़ार
.غار
cave, cavern
[ Insanon ka yun likha hai ki jab tak ye thode the sada haivanon ke dar se bhag kar gharon mein chhupte ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziyat
ता'ज़ियत
.تَعْزِیَت
condolence, mourning, lamentation
[ Kya bura dastur hai ki naam to karen taziyat ka jiske maani hain tasalli dena aur tasalli ki jagah marne wale ki khubiyan yaad dilayen ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gurbat
ग़ुर्बत
.غُرْبَت
poverty, indigence, destitution
[ Krishn Chand ko aurat, jawani... chandni-raat se hi muhabbat nahin balki ghurbat se bhi ek manfi qism ka ishq hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'ziiraat
ता'ज़ीरात
.تَعْزِیرات
punishments
[ Har mulk ke aaeen mein mukhtalif jaraem ke liye alag-alag taaziraat hoti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaayat
ग़ायत
.غایَت
superlative, excessively, extremely, very
[ Ye ghaayat khasta paranthe hain jo ghee ki zyadati ki wajah se taar-taar ho jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ajjub
त'अज्जुब
.تَعَجُّب
surprise, wonder
[ Ibrahim ne apne ustad se kaha ki mujhe bahut taajjub hua jab pata chala ki duniya itni qadim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gadr
ग़द्र
.غَدْر
mutiny, rebellion, sedition
[ Ghadr aksar hukoomat ka takhta palat deta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'attaar
'अत्तार
.عَطّار
perfume seller, perfumer
[ Juma, Eid dusre tehvaron ke mauqon par gali-kuchon mein attar ki amad-o-raft badh jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (surKHii)
surKHii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone