Search results
Saved words
Showing results for "surKHaab"
Meaning ofSee meaning surKHaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of surKHaab
Noun, Masculine
-
ruddy shelduck, Anas casarca, a species of lark
Example • Surkhab ke nar aur mada din bhar sath rahte hain aur raat aane par alahida ho jaate hain
- ( Metaphorically) pomp, splendour
Adjective
- completely red, drenched in red colour
Sher Examples
is liye mujh sā numāyāñ ho gayā be-bāl-o-par
jis jagah maiñ huuñ vahāñ har aadmī surḳhāb hai
is liye mujh sa numayan ho gaya be-baal-o-par
jis jagah main hun wahan har aadmi surKHab hai
TukḌe nahīñ haiñ āñsuoñ meñ dil ke chaar pāñch
surḳhāb baiThe paanī meñ haiñ mil ke chaar pāñch
TukDe nahin hain aansuon mein dil ke chaar panch
surKHab baiThe pani mein hain mil ke chaar panch
apnī jagah pe donoñ hī ḳhush-rañg haiñ magar
tā.ūs aur chiiz hai surḳhāb aur hai
apni jagah pe donon hi KHush-rang hain magar
taus aur chiz hai surKHab aur hai
सुरख़ाब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
चकवा नामक पक्षी, सुरखाब (चकवा), सहाम, ख़र्चाल, लात, सुरख़ रंग का एक आबी परिंदा जिस के नर और मादा रात भर जुदा रहते और एक दूसरे को पुकारते और इस की आवाज़ के पीछे जाते मगर मिल नहीं पाते
उदाहरण • सुरख़ाब के नर और मादा दिन भर साथ रहते हैं और रात आने पर अलाहिदा हो जाते हैं
- (लाक्षणिक) वैभव, धूमधाम, इतराने का भाव
विशेषण
- गहरे लाल रंग में डूबा हुआ, लालों-लाल, लाल-भबूका, इधर से उधर तक गहरा लाल
سُرْخاب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
سرخ رنگ کا ایک آبی پرندہ جس کے نر اور مادہ رات بھر جدا رہتے اور ایک دوسرے کو پکارتے اور اس کی آواز کے پیچھے جاتے مگر ملاقات س محروم اور مضطرب رہتے ہیں ان کی باہمی محبت مشہور ہے اگر ایک آگ میں ہو تو دوسرا بھی وہیں جا پڑتا ہے جب وہ دونوں بچھڑ جاتے ہیں یا ایک مر جاتا ہے تو پھر جوڑا نہیں لگتا، کہا جاتا ہے کہ اس کی مادہ کو ماہواری بھی ہوتی ہے، چکوا چکوی، سحام، خرچال
مثال • سرخاب کے نر اور مادہ دن بھر ساتھ رہتے ہیں اور رات آنے پر علیحدہ ہو جاتے ہیں
- (مجازاً) جاہ و جلال، شان و شوکت، اتراہٹ
صفت
- سرخ رنگ میں ڈوبا ہوا، لالوں لال، لال بھبوکا، ادھر سے ادھر تک سرخ
Urdu meaning of surKHaab
- Roman
- Urdu
- surKh rang ka ek aabii parindaa jis ke nar aur maadda raat bhar judaa rahte aur ek duusre ko pukaarte aur is kii aavaaz ke piichhe jaate magar mulaaqaat sa mahruum aur muztarib rahte hai.n in kii baahamii muhabbat mashhuur hai agar ek aag me.n ho to duusraa bhii vahii.n ja pa.Dtaa hai jab vo dono.n bichha.D jaate hai.n ya ek mar jaataa hai to phir jo.Da nahii.n lagtaa, kahaa jaataa hai ki is kii maadda ko maahvaarii bhii hotii hai, chakva chakvii, sahaam, Kharchaal
- (majaazan) jaah-o-jalaal, shaan-o-shaukat, itraahaT
- surKh rang me.n Duubaa hu.a, laalo.n laal, laal bhabukaa, udhar se udhar tak surKh
Synonyms of surKHaab
Idioms of surKHaab
Proverbs of surKHaab
Compound words of surKHaab
Related searched words
surKHaab kaa par lagnaa
win a distinction, do something wonderful or unequalled, have a feather in one's cap
naala-e-surKHaab
سرخاب کا اپنی مادہ کے فراق میں چیخنا چلانا جو ایک روایت کے مطابق رات کے وقت ہمیشہ دریا کے دوسرے کنارے پر رہتی ہے
kyaa surKHaab kaa par lagaa hai
کیا آپ کو کوئی فضیلتِ خاص حاصل ہوئی ہے ، کیا کوئی نرالی یا نایاپ چیز ہے.
surKH-bhi.D
(حشریات) ڈن٘ک مار کر کاٹنے والے پردار حشریات کی ایک قسم جو بھونْر کی شکل لیکن رنگ میں ساہی مائل سُرخ کمر پر پیلی دھاری ہوتی ہے.
Showing search results for: English meaning of surkhab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (surKHaab)
surKHaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone