Search results
Saved words
Showing results for "sifat"
Meaning ofSee meaning sifat in English, Hindi & Urdu
English meaning of sifat
Noun, Feminine
- quality, epithet, trait, characteristics, feature,attribute, praise
- description
- a definition
- in Gram.) a descriptive epithet
- a descriptive clause or sentence
- a qualificative
- a quality, attribute, property
- praise
- form, mode, manner
Sher Examples
nāsūr kī sifat hai na hogā kabhū vo band
jarrāh zaḳhm-e-ishq kuuñ aa kar siyā to kyā
nasur ki sifat hai na hoga kabhu wo band
jarrah zaKHm-e-ishq kun aa kar siya to kya
tujh lab kī sifat la.al-e-badaḳhshāñ suuñ kahūñgā
jaadū haiñ tire nain ġhazālāñ suuñ kahūñgā
tujh lab ki sifat lal-e-badaKHshan sun kahunga
jadu hain tere nain ghazalan sun kahunga
vo yaqīnan valī sifat hogā
ḳhair se jo bhī shar meñ rahtā hai
wo yaqinan wali sifat hoga
KHair se jo bhi shar mein rahta hai
qalam sifat meñ pas-az-marātib badan sanā meñ tirī khapāyā
badan zabāñ meñ zabāñ suḳhan meñ suḳhan sanā meñ tirī khapāyā
qalam sifat mein pas-az-maraatib badan sana mein teri khapaya
badan zaban mein zaban suKHan mein suKHan sana mein teri khapaya
vo baḌā rahīm o karīm hai mujhe ye sifat bhī atā kare
tujhe bhūlne kī duā karūñ to mirī duā meñ asar na ho
wo baDa rahim o karim hai mujhe ye sifat bhi ata kare
tujhe bhulne ki dua karun to meri dua mein asar na ho
सिफ़त के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- प्रशंसा, तारीफ़, गुण, वस्फ़, प्रभाव, तासीर, समान, तुल्य, जैसे- ‘सगसिफ़त’ कुत्ते-जैसा, (व्या.) विशेषण, किसी चीज़ का गुण।।
- व्यक्ति, वस्तु आदि की विशेषता जो उसकी प्रसिद्धि का कारण हो; ख़ासियत
- उत्तमता; उम्दगी।
صِفَت کے اردو معانی
Roman
اسم، مؤنث
- مثل، مانند، مشابہ
- خوبی، اچھائی، وصف، گُن
- وہ خاص کیفیت، فطرت یا عادت جو کسی شخص یا شے میں ہو، خاصیت، خصوصیت، نشانی (اچّھی یا بری)
- مدح، تعریف، اوصاف
- (قواعد) وہ لفظ جو کسی اسم کی خصوصیت، حالت، کیفیت یا کمیت ظاہر کرے، مثلاً اچھا آدمی، مشکل کام، چھوٹا مکان وغیرہ
- (تصوف) اصطلاح میں ظہورِ ذاتِ حقانی بانواع مختلف کو کہتے ہیں کیونکہ ذات بغیر صفات کے ظاہر نہیں ہو سکتی اور ذات کے واسطے حیات اور علم اور ارادہ اور قدرت اور سمع اور بصر اور کلام جن کو امہاتِ صفات کہتے ہیں لازمی ہیں اور یافت ذات کی صفات ہی میں سے ہے
Urdu meaning of sifat
Roman
- misal, maanind, mushaabeh
- Khuubii, achchhaa.ii, vasf, guN
- vo Khaas kaifiiyat, fitrat ya aadat jo kisii shaKhs ya shaiy me.n ho, Khaasiiyat, Khusuusiiyat, nishaanii (achchhাii ya barii
- madah, taariif, ausaaf
- (qavaa.id) vo lafz jo kisii ism kii Khusuusiiyat, haalat, kaifiiyat ya kamiiyat zaahir kare, masalan achchhaa aadamii, mushkil kaam, chhoTaa makaan vaGaira
- (tasavvuf) istilaah me.n zahuur-e-zaat-e-haqqaanii baano aa muKhtlif ko kahte hai.n kyonki zaat bagair sifaat ke zaahir nahii.n ho saktii aur zaat ke vaaste hayaat aur ilam aur iraada aur qudrat aur samaa aur basar aur kalaam jin ko umhaat-e-sifaat kahte hai.n laazimii hai.n aur yaaft zaat kii sifaat hii me.n se hai
Rhyming words of sifat
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of siphat
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (sifat)
sifat
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone