Search results
Saved words
Showing results for "shikaar"
Meaning ofSee meaning shikaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of shikaar
Noun, Masculine
- shikar, hunting, sporting, hawking
- prey, booty, catch, victim
- angling, fishing
Sher Examples
gesū-e-tābdār ko aur bhī tābdār kar
hosh o ḳhirad shikār kar qalb o nazar shikār kar
gesu-e-tabdar ko aur bhi tabdar kar
hosh o KHirad shikar kar qalb o nazar shikar kar
har taraf har jagah be-shumār aadmī
phir bhī tanhā.iyoñ kā shikār aadmī
har taraf har jagah be-shumar aadmi
phir bhi tanhaiyon ka shikar aadmi
dil pyaar kī nazar ke liye be-qarār hai
ik tiir is taraf bhī ye taaza shikār hai
dil pyar ki nazar ke liye be-qarar hai
ek tir is taraf bhi ye taza shikar hai
शिकार के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- जानवर मारना, ग्रस्त, पीड़ित
- मुफ़्त का माल, वकीलों का मुवक्किल, सोने की चिड़िया
- वो परिंदा या जानवर वग़ैरा जिसे शिकार किया जाये या किया जाता हो
- जंगली जानवरों का वध, मृगया, आखेट, अहेर, वह जानवर जो शिकार किया जाय, फँसा हुआ, ग्रस्त, वह व्यक्ति जिसके बातों में फँस जाने से काफ़ी लाभ और प्राप्ति हो
- जानवरों, मछलीयों और परिन्दों को उन का गोश्त खाने के लिए या किसी और ग़रज़ से मारने या पकड़ने का अमल
- शक वंश का व्यक्ति (संस्कृत नाटकों में इसका चरित्र मद, मूर्खता, अभिमान, कुलहीनता इत्यादि दोषों से युक्त दिखाया गया है)
- वह पशु जिसका आखेट किया गया हो
- मनोरंजन के उद्देश्य से जंगली जानवरों को मारने का गैरकानूनी कार्य
- छल-कपट द्वारा फँसाया गया व्यक्ति।
شِکار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (کنایۃً) جو کسی شخص یا چیز سے مغلوب ہو، مطیع
- بادشاہوں کا کام، قدیم زمانے میں رعایا کی جان و مال کو جنگلی پرندوں کے حملوں سے محفوظ رکھنے کے لئے بادشاہ اپنے فرزندوں یا اراکین سلطنت میں سے کسی کو انتخاب کر کے رعایا کی تکلیف کو رفع کرنے کے لئے روانہ کرتے تھے اور اس کو مہم کہتے تھے اور اس سفر کو شکار سے منسوب کرتے تھے.
- بطور لاحقۂ فاعلی مستعمل، جیسے یزدان شکار، دل شکار
- جانوروں، مچھلیوں اور پرندوں کو ان کا گوشت کھانے کے لیے یا کسی اور غرض سے مارنے یا پکڑنے کا عمل
- مفت کا مال، وکیلوں کا موکل، سونے کی چڑیا
- وہ پرندہ یا جانور وغیرہ جسے شکار کیا جائے یا کیا جاتا ہو، صید، نخچیر
Urdu meaning of shikaar
- Roman
- Urdu
- (kanaa.en) jo kisii shaKhs ya chiiz se maGluub ho, mutiia
- baadshaaho.n ka kaam, qadiim zamaane me.n riyaayaa kii jaan-o-maal ko janglii parindo.n ke hamlo.n se mahfuuz rakhne ke li.e baadashaah apne farzando.n ya araakiin salatnat me.n se kisii ko intiKhaab kar ke riyaayaa kii takliif ko rafaa karne ke li.e ravaana karte the aur is ko muhim kahte the aur is safar ko shikaar se mansuub karte the
- bataur laahqaa-e-faaalii mustaamal, jaise yazdaan shikaar, dil shikaar
- jaanavron, machhliiyo.n aur parindo.n ko un ka gosht khaane ke li.e ya kisii aur Garaz se maarne ya paka.Dne ka amal
- muft ka maal, vakiilo.n ka muvakkil, sone kii chi.Diyaa
- vo parindaa ya jaanvar vaGaira jise shikaar kiya jaaye ya kiya jaataa ho, sayyad, naKhchiir
Synonyms of shikaar
Idioms of shikaar
Rhyming words of shikaar
Compound words of shikaar
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shikar, English meaning of shiqaar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mujrim
मुजरिम
.مُجرِم
criminal, culprit
[ Mujrim shakhs saza kam karne ki darkhwast karta raha lekin judge ne uski ek na suni ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
takriim
तकरीम
.تَکْرِیم
treating with honour or respect, honour
[ Nishadon ne apne leader ki badi izzat va takrim ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqtuul
मक़्तूल
.مَقتُول
murdered, killed
[ Maqtul ki shinakht ho gayi wo shahar mein ek wakil ke paas mulazim tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bulbul
बुलबुल
.بُلْبُل
the nightingale, Lanius boalboul
[ Bachcha bahut ghaur se daal par baithe hue bulbul ko dekh raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mah-vash
मह-वश
.مَہ وَش
very beautiful, beloved
[ Aasan halke-phulke lafzon ne doston aur mah-vashon ki bastiyan aabad kar di hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shabnam
शबनम
.شَبْنَم
dew
[ Sub.h-sub.h nange paanv baghichon mein chahal-qadmi karne par pairon mein shabnam ki tari se sukoon ka ehsas hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'zuur
मा'ज़ूर
.مَعْذُور
helpless, powerless
[ Brown... ne ye iqrar bhi kar liya hai ki main Shahname ki haqiqi daad dene se mazoor hun ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barqii
बर्क़ी
.بَرْقی
electric, electrical
[ Thomas Edison barqi bulb ke mujid (inventor) hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahfuuz
महफ़ूज़
.مَحْفُوظ
kept safe, protected, secured
[ Tarikh (History) apne auraq (pages) mein chizon ko mahfuz kar legi aur aane wali naslon par vazeh kar degi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
lajaajat
लजाजत
.لَجاجَت
humility, entreaty, importunity
[ Halim badshah ke samne lajajat se apni be-gunahi ke subut pesh kar raha tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shikaar)
shikaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone