Search results
Saved words
Showing results for "sharaab"
Meaning ofSee meaning sharaab in English, Hindi & Urdu
English meaning of sharaab
Noun, Masculine
-
wine, spirit, liquor, any alcoholic drink, any beverage
Example • Sharab ke khilaf lakh propagande hon lekin iski tijarat bahut nafa-bakhsh hai isliye yah kabhi band nahin ki ja sakti
- (Sufism) mystical language of intoxication, poets talk both of the alcoholic drink specifically, Khamr, and of a more generic but spiritually potent beverage
Sher Examples
kuchh bhī bachā na kahne ko har baat ho ga.ī
aao kahīñ sharāb piyeñ raat ho ga.ī
kuchh bhi bacha na kahne ko har baat ho gai
aao kahin sharab piyen raat ho gai
yahāñ libās kī qīmat hai aadmī kī nahīñ
mujhe gilās baḌe de sharāb kam kar de
yahan libas ki qimat hai aadmi ki nahin
mujhe gilas baDe de sharab kam kar de
tumhārī āñkhoñ kī tauhīn hai zarā socho
tumhārā chāhne vaalā sharāb piitā hai
tumhaari aankhon ki tauhin hai zara socho
tumhaara chahne wala sharab pita hai
शराब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
मदिरा, दारु, मद्य, वारुणी, हाला, सुरा, इरा, कदंबिनी, हलिप्रिया, हकीमों की परिभाषा में, किसी चीज का मीठा अरक या शरबत, किसी चीज़ का मीठा अर्क या शर्बत
उदाहरण • शराब के ख़िलाफ़ लाख प्रोपेगंडे हों लेकिन इसकी तिजारत बहुत नफ़ा-बख़्श है इसलिए यह कभी बंद नहीं की जा सकती
- (सूफ़ीवाद) इश्क़ का नशा , इश्क़-ए-हक़ीक़ी अर्थात ईश्वरीय एवं दैवीय प्रेम इत्यादि के अर्थों में भी कवियों द्वारा प्रयुक्त
شَراب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
(اصلاً) پینے کی چیز، وہ خمیر کیا ہوا مشروب جس کے پینے سے انسان میں سرور اور نشہ پیدا ہوتا ہے، نشہ آور عرق جو بیشتر انگور، کھجور یا جَو وغیرہ سے کشید کیا جاتا ہے، بادہ، صہبا، گلابی، خمر، دارو
مثال • شراب کے خلاف لاکھ پروپگنڈے ہوں لیکن اس کی تجارت بہت نفع بخش ہے اس لیے یہ کبھی بند نہیں کی جا سکتی
- (تصوف) نشۂ عشق، عشق حقیقی وغیرہ کے معنوں میں بھی شعرأ استعمال کرتے ہیں
Urdu meaning of sharaab
- Roman
- Urdu
- (aslan) piine kii chiiz, vo Khamiir kyaa hu.a mashruub jis ke piine se insaan me.n suruur aur nasha paida hotaa hai, nasha aavar arq jo beshatar anguur, khajuur ya jo vaGaira se kashiid kiya jaataa hai, baada, sahbaa, gulaabii, Khamar, daaruu
- (tasavvuf) nashsha-e-ishaq, ishaq-e-haqiiqii vaGaira ke maaano.n me.n bhii shaarun istimaal karte hai.n
Synonyms of sharaab
Proverbs of sharaab
Rhyming words of sharaab
Showing search results for: English meaning of sharab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (sharaab)
sharaab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone