Search results
Saved words
Showing results for "shanaavar"
Meaning ofSee meaning shanaavar in English, Hindi & Urdu
English meaning of shanaavar
Noun, Masculine
- swimmer, one who knows thoroughly, expert
Sher Examples
tere ḳhayāl-e-nāf se chakkar meñ kiyā hai dil
girdāb se nikal ke shanāvar nahīñ phirā
tere KHayal-e-naf se chakkar mein kiya hai dil
girdab se nikal ke shanawar nahin phira
mauj-e-tūfāñ se nikal kar bhī salāmat na rahe
nazr-e-sāhil hue dariyā ke shanāvar kitne
mauj-e-tufan se nikal kar bhi salamat na rahe
nazr-e-sahil hue dariya ke shanawar kitne
ham kaun shanāvar the ki yuuñ paar utarte
sūkhe hue hoñToñ kī duā le ga.ī ham ko
hum kaun shanawar the ki yun par utarte
sukhe hue honTon ki dua le gai hum ko
शनावर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- तैरने वाला, तैराक, किसी बात का जानने वाला, विशेषज्ञ
شَناوَر کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- پیرنے والا، پیراک, تیراک، تیرنے والا، کسی بات کا جاننے والا، آگاہ، ماہر استاد
Urdu meaning of shanaavar
- Roman
- Urdu
- perne vaala, pairaak, tairaak, tairne vaala, kisii baat ka jaanne vaala, aagaah, maahir ustaad
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shanaawar, English meaning of shanavar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saadiq
सादिक़
.صادِق
true, faithful, veracious, sincere
[ Jab log jama ho gaye to pahle aapne apne sadiq hone ka iqrar liya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaal-KHaal
ख़ाल-ख़ाल
.خال خال
few and far between, rarely, here and there
[ In dinon risalon mein khujur ke mutaalliq bhi khaal-khaal mazamin nazar aate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
insaanii
इंसानी
.اِنْسانی
humanity, of man or concerning man, humane
[ Dusron ki madad karna insaani kaam hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baab
बाब
.باب
chapter, division of a book
[ Premchand ke novel 'Gaudan' mein battis /32 baab hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kasrat
कसरत
.کَسْرَت
breaking in the body, training, exercise, bodily or athletic exercise
[ Yoga se thoda bahut faida zaroor pahuncha hoga vo ab rozana kasrat karne laga tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
viiraan
वीरान
.وِیْران
ruined, deserted, deserted, desolate place, lonely
[ Laila ki mohabbat mein Qias viran ilaqe mein akele ghuma karta tha ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa-haasil
ला-हासिल
.لا حاصِل
unproductive, fruitless, unprofitable, profitless
[ Mehnati adami ke liye duniyaa mein kuchh bhi laa-hasil nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
haqiiqatan
हक़ीक़तन
.حَقِیقَتاً
in reality, in fact, truly
[ Insan ke har kam majazan nahin balki haqiqatan Khuda hi ka kaam banate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
parcham
परचम
.پَرْچَم
flag, banner, tassel, ensign
[ Fauran parcham-e-shahi daar-ul-mulk Dehli se Lakhnauti ki janib rawana hua ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaazib
काज़िब
.کاذِب
liar, mendacious, pseudo
[ Urdu mein jhuta, darogh-go kaazib hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shanaavar)
shanaavar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone