Search results
Saved words
Showing results for "shaaKHsaana"
Meaning ofSee meaning shaaKHsaana in English, Hindi & Urdu
English meaning of shaaKHsaana
Noun, Masculine, Singular
- intimidation, threat (the phrase owes its origin to the circumstance of certain mendicants carrying in one hand a ram's horn and in the other a ram's shoulder-blade with which they make an objectionable noise before the doors of those from whom they seek relief )
- deception, delusion, offshoot, dispute, contention, controversy, branch, twig
- trouble, difficulty, dilemma
- noise, report, todo, rumpus, row
- objection, cavil
- calumny
Sher Examples
na zulf-e-yār kā ḳhāka bhī kar sakā maanī
har ek baal meñ kyā kyā na shāḳhsāna huā
na zulf-e-yar ka KHaka bhi kar saka mani
har ek baal mein kya kya na shaKHsana hua
ye shāhkār kisī zid kā shāḳhsāna hai
ulajh rahā thā bahut naqsh-e-avvalīñ mujh se
ye shahkar kisi zid ka shaKHsana hai
ulajh raha tha bahut naqsh-e-awwalin mujh se
tirā mizāj takabbur kā shāḳhsāna thā
ta.alluqāt kā manzar badal hī jaanā thā
tera mizaj takabbur ka shaKHsana tha
talluqat ka manzar badal hi jaana tha
शाख़साना के हिंदी अर्थ
شاخْسانَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر، واحد
- جھگڑے کی بات یا قصہ، (تلمیح) قدیم ایران میں فقیروں کے ایک گروہ کی طرف، جو بھیڑ کے شانے کی ہڈی سے مکروہ آواز نکالتے اور کچھ نہ ملنے پر اپنے آپ کو لہولہان کرلیتے تھے اس لئے فارسی میں شاخسانہ بمعنی دھمکی مستعمل ہوگیا
- جھگڑا، بحث، فتنہ، بات میں بات، بات کا سلسلہ، ایسی گفتگو جس میں فساد پیدا ہو
- عیب، برائی، رخنہ
- ڈھکوسلا، دھوکا
- بے سروپا بات، من گھڑت بات، بے بنیاد فسانہ جو زیبِ داستاں کے لیے ہو
- بدگمانی، بدظنی
- عجیب و غریب بات، انوکھا کام
- ٹہنی، ڈالی
- شعبہ، حصّہ، سلسلہ
Urdu meaning of shaaKHsaana
- Roman
- Urdu
- jhag.De kii baat ya qissa, (talmiih) qadiim i.iraan me.n faqiiro.n ke ek giroh kii taraf, jo bhii.D ke shaane kii haDDii se makruuh aavaaz nikaalte aur kuchh na milne par apne aap ko lahuuluhaan karlete the is li.e faarsii me.n shaaKhsaanaa bamaanii dhamkii mustaamal hogyaa
- jhag.Daa, behas, fitna, baat me.n baat, baat ka silsilaa, a.isii guftagu jis me.n fasaad paida ho
- a.ib, buraa.ii, rakhnaa
- Dhakosalaa, dhoka
- besar-o-pa baat, man gha.Dat baat, bebuniyaad fasaana jo zeb-e-daastaa.n ke li.e ho
- badgumaanii, badaznii
- ajiib-o-Gariib baat, anokhaa kaam
- Tahnii, Daalii
- shobaa, hissaa, silsilaa
Synonyms of shaaKHsaana
Idioms of shaaKHsaana
Showing search results for: English meaning of shakhsana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaifiyat
कैफ़ियत
.کَیفِیَت
condition, state, situation
[ Mariz apni kaifiyat jab tak khud na bataye ilaj karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kaasht
काश्त
.کاشْت
cultivation
[ Zamin ka aathvan hissa kapas ki kasht ke liye makhsus kar diya gaya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laa'nat
ला'नत
.لَعْنَت
curse, rebuke, disgrace
[ Gurbat khwah jism ki ho khwah jaan ki ek laanat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kifaayat
किफ़ायत
.کِفایَت
savings, profit, advantage
[ Kifayat se kharch kiya jaye to kam amadni mein bhi guzara ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laazim
लाज़िम
.لازِم
necessary, requisite, compulsory
[ Sehat-mand rahne ke liye hazme ka durust hona lazim hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kirdaar
किरदार
.کِرْدار
doing, action, act, deed
[ Aadmi apne kirdar se hi apni shakhsiyat banata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashaakash
कशाकश
.کَشاکَش
perplexity
[ Mukhtalif khayalat ki kashaakash mein koi faisla karna mushkil hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kushtii
कुश्ती
.کُشْتی
wrestling
[ Dangal film mein Amir Khan apni betiyon ko kushti ke liye taiyar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kuduurat
कुदूरत
.کُدُورَت
resentment, malice
[ Kuchh muddat baad Anwari ne kudurat dil se nikal di aur qazi ne bhi sulah kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rafiiq
रफ़ीक़
.رَفِیق
associate, comrade, friend
[ Chidiyon ke do jode hamesha chhat mein rahte the aur Eidon mein rafiq the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (shaaKHsaana)
shaaKHsaana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone