Search results
Saved words
Showing results for "shaahaana"
Meaning ofSee meaning shaahaana in English, Hindi & Urdu
English meaning of shaahaana
Adjective
- of or belonging to a king, royal, regal, princely, imperial
- splendid, magnificent
Noun, Masculine
- wedding dress
Adverb
Sher Examples
baḌā sarmāya hai sab kuchh luTā denā mohabbat meñ
faqīrāna libās aate haiñ dil shāhāna bantā hai
baDa sarmaya hai sab kuchh luTa dena mohabbat mein
faqirana libas aate hain dil shahana banta hai
muflisī meñ mizāj shāhāna
kis maraz kī davā kare koī
muflisi mein mizaj shahana
kis maraz ki dawa kare koi
kisī din bazm-e-sāqī se nikāle jāoge 'qaisar'
nibhāoge kahāñ tak ThāTh ye shāhāna rozāna
kisi din bazm-e-saqi se nikale jaoge 'qaisar'
nibhaoge kahan tak ThaTh ye shahana rozana
शाहाना के हिंदी अर्थ
विशेषण
- बादशाहों के योग्य, शाहों का, शाहों का-सा, राजाओं का सा, राजसी
- (संगीत) संपूर्ण जाति का एक राग जिसमें सभी शुद्ध सुर लगते हैं, ये राग फ़िरोदस्त और कानड़ा को मिला कर बनाया गया है
संज्ञा, पुल्लिंग
- विवाह का जोड़ा जो दूल्हे को पहनाया जाता है, यह प्रायः लाल रंग का होता है, जामा
क्रिया-विशेषण
- अहंकारी, अभिमानी
شَاہَانَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- بادشاہوں كے مرتبہ اور ان كی شان كے لائق، بادشاہوں كے مانند، نہایت شاندار
- (موسیقی) سمپورن جاتی كا ایک راگ، جس میں سب شُدَھ سُرلگتے ہیں، یہ راگ فرودست اور كانڑہ كو ملا كر بنایا گیا ہے
اسم، مذکر
- شادی کا جوڑا جو نوشہ کو پہنایا جاتا ہے، یہ عموماً لال رانگ کا ہوتا ہے، جامہ
فعل متعلق
- متكبرانہ، پرغرور
Urdu meaning of shaahaana
- Roman
- Urdu
- baadshaaho.n ke martaba aur un kii shaan ke laayaq, baadshaaho.n ke maanind, nihaayat shaanadaar
- (muusiiqii) sampuurN jaatii ka ek raag, jis me.n sab shudh suralagte hain, ye raag firodast aur kaan.Daa ko mila kar banaayaa gayaa hai
- shaadii ka jo.Da jo nausha ko pahnaayaa jaataa hai, ye umuuman laal raang ka hotaa hai, jaama
- matakabraanaa, puraGuruur
Antonyms of shaahaana
Compound words of shaahaana
Related searched words
andhii-baadshaahii
بری سلطنت جس میں بہت ظلم ہو یا نوکروں کو تنخواہ وقت پر نہ ملے، جس میں نظم و نسق ابتر ہو
kos-e-baadshaahii
عہدِ مغلیہ میں حکومت کی مقرر کردہ راستے وغیرہ کی پیمائش جو کوسِ رسمی کے ۱/۴ ۱ کے برابر ہوتی تھی (کوس رسمی کے بالمقابل).
Showing search results for: English meaning of shahana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hadiya
हदिया
.ہَدِیَہ
present, gift, present, offering
[ Main nihayat khush hua ki janab Nawab Begam Saheb ne hadiya ko khushi ke sath qubool kiya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aslaha
अस्लहा
.اَسْلَحَہ
arms, weapons, armour
[ Qadim zamane mein janwaron ki haddi ko ba-taru aslaha istimal karte the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
inzimaam
इंज़िमाम
.اِنْضِمام
merger
[ Congress party mein bahut si partyon ka inzimam hua hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mohsin
मोहसिन
.مُحْسِن
benefactor, patron
[ Urdu ke bahut aise muhsin hain jinke halat aur karname mulk ke samne pesh hone chahiyen ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ehtimaam
एहतिमाम
.اِہْتِمام
arrangement, preparation
[ Hamare yahan har saal Nag-Panchami ke din dangal ka ehtimam kiya jata hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aaGosh
आग़ोश
.آغوش
lap, clasp
[ Maan ne god mein soye hue bachche ko bistar par sulaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bismil
बिस्मिल
.بِسْمِل
injured, restless, wounded, (victim)
[ Aag ne jangal ko apne aghosh mein le liya tha aur hazaron bismil-shuda charind-o-parind yun hi zamin par pede tadap rahe the ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'ujlat
'उजलत
.عُجْلَت
haste, hurry, speedy
[ Karachi ki sadkon par khade ho jaiye yun malum hoga ki har shakhs dauda ja raha hai aur badi ujlat mein hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
intizaamiya
इंतिज़ामिया
.اِنْتِظامِیَہ
administration, management, executive
[ Riyasat ki intizamiya ka kaam alag-alag intizami ikaiyan karti hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shaahaana)
shaahaana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone