Search results
Saved words
Showing results for "shaadiyaana"
Meaning ofSee meaning shaadiyaana in English, Hindi & Urdu
English meaning of shaadiyaana
Sher Examples
shādiyāna jo diyā naala o shevan ne diyā
jab mulāqāt ko nāshād kī nāshād aayā
shadiyana jo diya nala o shewan ne diya
jab mulaqat ko nashad ki nashad aaya
mujh ko dam lene kī bhī fursat na duniyā meñ milī
roz-e-maulid shādiyāna kuuch kā naqqārā thā
mujh ko dam lene ki bhi fursat na duniya mein mili
roz-e-maulid shadiyana kuch ka naqqara tha
udhar kaliyāñ chaTaktī haiñ idhar shor-e-anādil hai
chaman meñ kis kī aamad hai ye kaisā shādiyāna hai
udhar kaliyan chaTakti hain idhar shor-e-anadil hai
chaman mein kis ki aamad hai ye kaisa shadiyana hai
शादियाना के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
شادِیانَہ کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- باجا جو بیاہ، فتح یا کسی اور خوشی کے موقع پر بجایا جائے، وہ ساز جو خوشی کے موقع پر بجایا جائے اور اس کی آواز سے خوشی کا اظہارہو
- خوشی یا مبارکباد کا گیت جو فتح و شادمانی کے موقع پر گایا جائے
- بدھاوا، بدھائی، مبارک باد
- شادی بیاہ کے موقع کی نذر جو کاشتکار اپنے زمیندارکو نقدی یا غلے کی صورت میں پیش کرتے
Urdu meaning of shaadiyaana
- Roman
- Urdu
- baajaa jo byaah, fatah ya kisii aur Khushii ke mauqaa par bajaayaa jaaye, vo saaz jo Khushii ke mauqaa par bajaayaa jaaye aur is kii aavaaz se Khushii ka izhaar ho
- Khushii ya mubaarakbaad ka giit jo fatah-o-shaadmaanii ke mauqaa par gaayaa jaaye
- badhaavaa, badhaa.ii, mubaarakbaad
- shaadii byaah ke mauqaa kii nazar jo kaashtakaar apne zamiindaar ko naqdii ya gale kii suurat me.n pesh karte
Related searched words
Showing search results for: English meaning of shadiyana
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hariis
हरीस
.حَرِیص
greedy, covetous
[ jun-jun Ahmad bada hota gaya ziddi aur haris banta gaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basiirat
बसीरत
.بَصِیَرت
sight, vision, insight, foresight
[ Jab tak aadmi ko basirat na mili ho wo sahi aur ghalat ke mutalliq kamyab faisle nahin kar sakta ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHaasiyat
ख़ासियत
.خاصِیَت
peculiar nature, natural disposition
[ Paare ki ye khasiyat hai ki wo ek jagah thaharta nahin hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hauz
हौज़
.حَوضْ
reservoir, pond, tank
[ Akbar ne Fatahpur Sikari qila mein jo hauz banwaya hai uska pani garm rahta hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tazaad
तज़ाद
.تَضاد
contradiction, antithesis
[ Aadmi ko iska khayal zaroor rakhna chahiye ki uske kahne aur karne mein tazad na ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zarar
ज़रर
.ضَرَر
hurt, mischief, damage
[ Machine ka sahih istemal ho to kya majal hai ki usse koi zarar ho ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zau-baar
ज़ौ-बार
.ضو بار
diffusing light, dazzling
[ Andheri raton mein zau-baar sitaron ko dekhiye kitne khubsurat lagte hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tas.hiih
तस्हीह
.تَصْحِیح
correction, rectification
[ Agar ghalti ho bhi jaye to uski tasheeh kar leni chahiye ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hirs
हिर्स
.حِرْص
greed, avarice
[ Hirs buri chiz hai aadmi ko kabhi chain se nahin rahne deti ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasavvur
तसव्वुर
.تَصَوُّر
imagination, fancy
[ Aisi duniya ka sirf tasavvur hi kiya ja sakta hai jahan sab chain se hon ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Latest Blogs
Critique us (shaadiyaana)
shaadiyaana
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone