Search results
Saved words
Showing results for "sail-e-balaa"
Meaning ofSee meaning sail-e-balaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of sail-e-balaa
Noun, Feminine
- flood of adversity
Sher Examples
tū 'anvarī' hai na 'ġhālib' to phir ye kyuuñ hai 'farāz'
har ek sail-e-balā tere ghar ko jaatā hai
tu 'anwari' hai na 'ghaalib' to phir ye kyun hai 'faraaz'
har ek sail-e-bala tere ghar ko jata hai
ishq nashsha hai na jaadū jo utar bhī jaa.e
ye to ik sail-e-balā hai so guzar bhī jaa.e
ishq nashsha hai na jadu jo utar bhi jae
ye to ek sail-e-bala hai so guzar bhi jae
kisī jānib nazar aatā nahīñ bādal koī
aur jab sail-e-balā aa.e to har-sū aa.e
kisi jaanib nazar aata nahin baadal koi
aur jab sail-e-bala aae to har-su aae
सैल-ए-बला के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- मुसीबत का रेला
سَیلِ بَلا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- مصیبت کا ریلا
Urdu meaning of sail-e-balaa
- Roman
- Urdu
- musiibat ka rela
Related searched words
Showing search results for: English meaning of sailebala, English meaning of sailebalaa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasallii
तसल्ली
.تَسَلّی
contentment, satisfaction, consolation, comfort, solace
[ Sawal-kuninda ke sawalon ka jawab-dehinda ne tasalli bakhsh jawab dia ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
masarrat
मसर्रत
.مَسَرَّت
pleasure, joy, cheerfulness, happiness
[ Intihaai masarrat ki talash mein log chhoti-chhoti khushiyon ka ehsas nahin kar pate ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maa'suum
मा'सूम
.مَعْصُوم
an infant, child
[ Dil ne kaha Najma tujhe ab apne masum bachchon ki khatir zinda rahna hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hikmat
हिकमत
.حِکْمَت
cleverness, ingenuity, skill, art
[ Sipah-salar ne kuchh diler jang-juon ko apni hikmat se waqif karaya ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
naqqaashii
नक़्क़ाशी
.نَقّاشی
carving, engraving
[ Mandir ke khambon mein tarashi gai naqqashi mandir ki jaan hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
huduud
हुदूद
.حُدُود
boundaries, limits
[ Rishton mein mohabbat ke sath hudood ka khayal rakhna bhi zaroori hota hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
laffaazii
लफ्फ़ाज़ी
.لَفّاظی
volubility, verbosity
[ Laffazi se waqti taur par logon ko khush to kiya ja sakta hai, magar hamesha ke liye nahin ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aziyyat
अज़िय्यत
.اَذِیَّت
wanton injury, molestation, annoyance, oppression
[ Mohabbat mein dhoka khane ki aziyyat umr-bhar yaad rahti hai ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHattaatii
ख़त्ताती
.خَطّاطی
calligraphy, chirography
[ Fatima ke bhai ne khattati ke ek muqabale mein pahla inam jita ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raahzan
राहज़न
.رَاہْزَن
a robber, highwayman, brigand, bandit, footpad
[ Raahzan sirf daulat hi nahin lootte balki musafiron ko nuqsan bhi pahunchate hain ]

Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (sail-e-balaa)
sail-e-balaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Latest Blogs
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone