Search results
Saved words
Showing results for "safar"
Meaning ofSee meaning safar in English, Hindi & Urdu
English meaning of safar
Sher Examples
zindagī yuuñ huī basar tanhā
qāfila saath aur safar tanhā
zindagi yun hui basar tanha
qafila sath aur safar tanha
kisī ko ghar se nikalte hī mil ga.ī manzil
koī hamārī tarah umr bhar safar meñ rahā
kisi ko ghar se nikalte hi mil gai manzil
koi hamari tarah umr bhar safar mein raha
ab judā.ī ke safar ko mire āsān karo
tum mujhe ḳhvāb meñ aa kar na pareshān karo
ab judai ke safar ko mere aasan karo
tum mujhe KHwab mein aa kar na pareshan karo
सफ़र के हिंदी अर्थ
سَفَر کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- باہر جانا، مسافرت، سیاحت، ایک شہر سے دوسرے شہر یا ایک ملک سے دوسرے ملک جانا، ایک جگہ سے دوسری جگہ کوچ کرنا، روانگی
- (مجازاً) مسلسل جدوجہد، مطلوب کی طلب کا مسلسل شوق
- (مجازاً) موت
- (تصوف) سالک کا مقامات قرب حق اور مراتب ذات کے ادنیٰ مقام سے اعلیٰ مقام کی طرف ترقی کرنا
Urdu meaning of safar
Roman
- baahar jaana, musaafirat, sayaahat, ek shahr se duusre shahr ya ek mulak se duusre mulak jaana, ek jagah se duusrii jagah kuuch karnaa, ravaangii
- (majaazan) musalsal jadd-o-jahad, matluub kii talab ka musalsal shauq
- (majaazan) maut
- (tasavvuf) saalik ka muqaamaat qurab haq aur muraatib zaat ke adnaa muqaam se aalaa muqaam kii taraf taraqqii karnaa
Synonyms of safar
Idioms of safar
Proverbs of safar
Rhyming words of safar
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of safar, English meaning of saphar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (safar)
safar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone