Search results
Saved words
Showing results for "sadaa-bahaar"
Meaning ofSee meaning sadaa-bahaar in English, Hindi & Urdu
English meaning of sadaa-bahaar
Adjective
- evergreen, a perennial flower bearing plant, always a young looking person, a cheerful and devout person at all times
Sher Examples
peḌ yahāñ kuchh sadā-bahār bhī hote haiñ
mausam mausam tum bhī phūlā-phalā karo
peD yahan kuchh sada-bahaar bhi hote hain
mausam mausam tum bhi phula-phala karo
sadā-bahār chaman meñ bhī gar nasheman ho
tire baġhair jo guzre vo zindagī kyā hai
sada-bahaar chaman mein bhi gar nasheman ho
tere baghair jo guzre wo zindagi kya hai
ho koī fasl magar zaḳhm khul hī jaate haiñ
sadā-bahār dil-e-dāġh-dār apnā hai
ho koi fasl magar zaKHm khul hi jate hain
sada-bahaar dil-e-dagh-dar apna hai
सदा-बहार के हिंदी अर्थ
विशेषण
- सदा हरा-भरा रहने वाला
- सदाहरित
- जिसमें हमेशा फूल लगते रहते हों।
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- हमेशा हरा-भरा रहने वाला पौदा, एक घास का नाम जो हमेशा सबज़ रहती है, हर समय एक हंसमुख और धर्मनिष्ठ व्यक्ति, सदैव युवा दिखने वाला व्यक्ति
سَدا بَہار کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- ۱. (i) ہمیشہ ہرا بھرا اور سرسبز رہنے والا درخت ، جو ہر فصل میں پھلے پُھولے ، ہمیشہ پُھول لانے والا پودا.
- (ii) ہمیشہ شگفتہ رہنے والا پُھول ، پُھول جو ہر فصل میں پھُولے.
- ۲. (مجازاً) ہمیشہ جوان دِکھائی دینے والا شخص ، ہمیشہ حسین و دلکش نظر آنے والا ؛ ہر وقت خوش باش اور شگفتہِ مزاج رہنے والا .
اسم، مؤنث
- ایک گھاس کا نام جو ہمیشہ سبز رہتی ہے.
Urdu meaning of sadaa-bahaar
- Roman
- Urdu
- ۱. (i) hamesha haraabhara aur sarsabz rahne vaala daraKht, jo har fasal me.n phule phuu.ole, hamesha phuu.ol laane vaala paudaa
- (ii) hamesha shagufta rahne vaala phuu.ol, phuu.ol jo har fasal me.n phuu.ole
- ۲. (majaazan) hamesha javaan dikhaa.ii dene vaala shaKhs, hamesha husain-o-dilkash nazar aane vaala ; haravqat Khushbaash aur shagufta-e-mizaaj rahne vaala
- ek ghaas ka naam jo hamesha sabaz rahtii hai
Related searched words
Showing search results for: English meaning of sadaabahaar, English meaning of sadabahar
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (sadaa-bahaar)
sadaa-bahaar
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone