Search results
Saved words
Showing results for "ruuh"
Meaning ofSee meaning ruuh in English, Hindi & Urdu
English meaning of ruuh
Noun, Feminine
- the soul, spirit, the vital principle, the breath of life
- essence, quintessence, spirit, reality behind, life
- the spirit or essence (of anything)
- inspiration, divine revelation, the Qurʼān
- prophecy, prophetic commission
Sher Examples
javānī kyā huī ik raat kī kahānī huī
badan purānā huā ruuh bhī purānī huī
jawani kya hui ek raat ki kahani hui
badan purana hua ruh bhi purani hui
miltī hai ġham se ruuh ko ik lazzat-e-hayāt
jo ġham-nasīb hai vo baḌā ḳhush-nasīb hai
milti hai gham se ruh ko ek lazzat-e-hayat
jo gham-nasib hai wo baDa KHush-nasib hai
terī ruuh meñ sannāTā hai aur mirī āvāz meñ chup
tū apne andāz meñ chup hai maiñ apne andāz meñ chup
teri ruh mein sannaTa hai aur meri aawaz mein chup
tu apne andaz mein chup hai main apne andaz mein chup
mirī ruuh kī haqīqat mire āñsuoñ se pūchho
mirā majlisī tabassum mirā tarjumāñ nahīñ hai
meri ruh ki haqiqat mere aansuon se puchho
mera majlisi tabassum mera tarjuman nahin hai
uqābī ruuh jab bedār hotī hai javānoñ meñ
nazar aatī hai un ko apnī manzil āsmānoñ meñ
uqabi ruh jab bedar hoti hai jawanon mein
nazar aati hai un ko apni manzil aasmanon mein
रूह के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- आत्मा।
- आत्मा, जान
- प्राण वायु।
- आत्मा; जीवात्मा
- प्राण-वायु, जान, सत, जौहर, कई बार का खींचा हुआ अरक़, कई बार का बहुत अधिक फूलों से बनाया हुआ इत्र ।
- इत्र
- सत्त; सार।
رُوح کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- جان، آتما
- جذبہ، اِسپرٹ
- کسی چیز کا جوہر، خلاصہ
- حضرتِ جبرئیل
- دل، جی، منشا، اندرونی خواہش یا نیّت، عندیہ و مقصد
- قوت، توانائی
- (طِب) ایک جسم لطیف بخاری ہے جو اخلاطِ محمودہ کی لطافت اور بخاریت سے بطنِ ایسر یعنی دل کے بائیں بطن میں پیدا ہوتا ہے یعنی جب لطیف خُون دل کے بائیں بطن میں آتا ہے اور وہاں آ کر مقامی حرارت سے اسکا لطیف حصہ بُخار کی صورت میں تبدیل ہوتا ہے، اس بُخار (بھاپ) کو اطبا رُوح کہتے ہیں
- (تصوُّف) روح ، وجہ خِاص حق ہے اور کُل ارواح اُسی کی فروع ہیں ہر ہر مرتبہ میں حسبِ استعداد جمادی اور نباتی اور حیوانی اور انسانی کے، نام اس کا جدا جدا رکھا گیا اور یہ نہ نزدیک ہے نہ دُور اور نہ یمین میں ہے نہ بسار میں اور نہ تحت میں اور نہ فوق میں بلکہ ہر دو والم میں وہ ظاہر ہے
- وحی، اللہ کا حکم و امر، قرآن، پیغامِ خداوندی
Urdu meaning of ruuh
- Roman
- Urdu
- jaan, aatma
- jazbaa, e-e-spiriT
- kisii chiiz ka jauhar, Khulaasaa
- hazrat-e-jibri.il
- dil, jii, manshaa, andaruunii Khaahish ya niiXyat, indiiyaa-o-maqsad
- quvvat, tavaanaa.ii
- (tab) ek jism latiif buKhaarii hai jo aKhlaat-e-mahmuudaa kii lataafat aur baKhaariit se batan-e-a.isar yaanii dal ke baa.e.n batan me.n paida hotaa hai yaanii jab latiif Khuu.on dal ke baa.e.n batan me.n aataa hai aur vahaa.n aakar muqaamii haraarat se uskaa latiif hissaa buKhaar kii suurat me.n tabdiil hotaa hai, is buKhaar (bhaap) ko atibbaa ruu.oh kahte hai.n
- (tasoXvuf) ruuh, vajah Khias haq hai aur kul arvaah usii kii farva hai.n har har martaba me.n hasab-e-istidaad jamaadii aur nabaatii aur haivaanii aur insaanii ke, naam is ka judaa judaa rakhaa gayaa aur ye na nazdiik hai na duur aur na yamiin me.n hai na bisaar me.n aur na tahat me.n aur na fauq me.n balki har do vaalam me.n vo zaahir hai
- vahii, allaah ka hukm-o-amar, quraan, paiGaam-e-Khudaavandii
Synonyms of ruuh
Proverbs of ruuh
Rhyming words of ruuh
Related searched words
Showing search results for: English meaning of rooh, English meaning of ruh
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Guruub
ग़ुरूब
.غُرُوب
setting (of the sun, moon, etc.)
[ Suraj ke ghurub hote hi charon taraf andhera ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
futuur
फ़ुतूर
.فُتُور
defect, imperfection, unsoundness
[ Jis khane se karahiyat paida ho wo khwah kaisa hi laziz kyun n ho hazm mein usse futoor padta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
fasaad
फ़साद
.فَساد
riot, quarrel
[ Chhoti si baat par fasad karana shararat-pasand insanon ka kaam hota hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faqiir
फ़क़ीर
.فَقِیر
beggar, fakir
[ Faqir ne sadaa lagayi Ahmar ne ek katori chawal uske jhole mein daal diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faasid
फ़ासिद
.فاسِد
bad, evil, corrupt, unsound
[ Insan ke jism mein faasid khun bimari ka sabab banta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroG
फ़रोग़
.فَرُوغ
progress, development
[ Rekhta Foundation Urdu zabaan ke farogh ke liye kaam kar raha hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faroKHt
फ़रोख़्त
.فَروخْت
sale, disposal
[ Zaid ghulami ki halat mein Makke aa kar farokht huye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaGat
फ़राग़त
.فَراغَت
leisure, respite, freedom
[ Ilm zindagi ke akhiri lamha tak hasil kiya jata hai isse faraghat nahin ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
farz
फ़र्ज़
.فَرْض
responsibility, duty
[ Ham farz apna adaa kar chuke bimar agar mar gaya to timardar ke huqooq framosh na honge ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
faraaKH
फ़राख़
.فراخ
wide, spacious
[ Chaandni Chwok ek meel lamba nihayat khubsurat aur farakh bazar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ruuh)
ruuh
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone