Search results
Saved words
Showing results for "ruknaa"
Meaning ofSee meaning ruknaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of ruknaa
Verb
- be enclosed, be prohibited, cease to flow, cease to flow, cease to have inspiration, falter or stammer in speech, hesitate, refrain (from), desist (from), stop, come to a stop, stay (at or with), stop, hold, stay, cease
Sher Examples
sarhadeñ achchhī ki sarhad pe na ruknā achchhā
sochiye aadmī achchhā ki parinda achchhā
sarhaden achchhi ki sarhad pe na rukna achchha
sochiye aadmi achchha ki parinda achchha
is añdhere meñ na ik gaam bhī ruknā yaaro
ab to ik dūsre kī āhaTeñ kaam ā.eñgī
is andhere mein na ek gam bhi rukna yaro
ab to ek dusre ki aahaTen kaam aaengi
chalne kā hausla nahīñ ruknā muhāl kar diyā
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhāl kar diyā
chalne ka hausla nahin rukna muhaal kar diya
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diya
رکنا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
فعل
- حرکت کا بند ہونا ، جاری نہ رہنا ، چلتے چلتے نہ چلنا ، ٹھہرنا.
- حرکت ہوتے ہوئے ذرا سکون اور پھر حرکت اور پھر ذرا سکون ہونا ، تھم تھم کر چلنا یا جاری ہونا جیسے ہکلانے یا تتلانے میں زبان کی کیفیت ہوتی ہے.
- گُھٹنا ، منقبض ہونا .
- کشیدہ ہونا ، کھن٘چنا ، اعراض کرنا ، آزردہ ہونا .
- باز رہنا (کسی فعل سے) ؛ ہاتھوں پان٘و یا زبان کو معطل کرکے بیٹھ رہنا.
- مجبور یا عاجز رہنا ، نہ کرسکنا.
- دیر کرنا ، توقف کرنا .
- جھجکنا ، ٹھٹکنا (پس و پیش یا دھکڑ پکڑ وغیرہ کی بناہ پر) .
- ڈٹنا ، جمنا.
- دم لینا ، قیام کرنا.
- . معمور ہونا ، خالی نہ رہنا ، پرہونا.
- نہ دِیا جانا (معتاد یا معمول کے یا واجب الادا) .
- بروقت جاری نہ ہونا جیسے مقرر اوقات میں پانی کے پائپ کا رُکنا یا حیض کا رکنا ؛ جماع سے باز رہنا ، جماع میں انزال کو روکے رہنا ، قوّتِ امساک ہونا ؛ کام میں نہ لایا جانا ، کسی کو نہ دِیا جانا ؛ گُزرنے کی جگہ نہ رہنا ، بند ہونا ، مسرور ہونا.
Urdu meaning of ruknaa
- Roman
- Urdu
- harkat ka band honaa, jaarii na rahnaa, chalte chalte na chalnaa, Thaharnaa
- harkat hote hu.e zaraa sukuun aur phir harkat aur phir zaraa sukuun honaa, tham tham kar chalnaa ya jaarii honaa jaise haklaane ya tutlaane me.n zabaan kii kaifiiyat hotii hai
- ghuTna, munaqbiz honaa
- kashiida honaa, khinchnaa, aaraaz karnaa, aazurda honaa
- baaz rahnaa (kisii pheal se) ; haatho.n paanv ya zabaan ko muattal karke baiTh rahnaa
- majbuur ya aajiz rahnaa, na kar sakna
- der karnaa, tavakkuf karnaa
- jhijaknaa, ThiTaknaa (pas-o-pesh ya dhakka.D paka.D vaGaira kii binaah par)
- DaTnaa, jamunaa
- dam lenaa, qiyaam karnaa
- . maamuur honaa, Khaalii na rahnaa, par honaa
- na dev jaana (motaad ya maamuul ke ya vaajib alaadaa)
- barvaqt jaarii na honaa jaise muqarrar auqaat me.n paanii ke paa.ip ka ruknaa ya haiz ka ruknaa ; jamaa se baaz rahnaa, jamaa me.n inzaal ko roke rahnaa, qoXv-e-i.imsaak honaa ; kaam me.n na laayaa jaana, kisii ko na dev jaana ; guzarne kii jagah na rahnaa, band honaa, masruur honaa
Idioms of ruknaa
Rhyming words of ruknaa
Related searched words
ruknaa
be enclosed, be prohibited, cease to flow, cease to flow, cease to have inspiration, falter or stammer in speech, hesitate, refrain (from), desist (from), stop, come to a stop, stay (at or with), stop, hold, stay, cease
ruknii
syllabic, the style of writing in which letters and lines etc. are used instead of letters, pure gold, related to (Ruknabad) Shiraz the city of Iran
baa.D roknaa
دلھن بیاہ کر گھر لانے کے موقع پر بہنوں کا بھائی راہ روکنے کے لیے دروازے پر کھڑا ہونا (نیگ جھگڑنے کی غرض سے) شادی کی ایک رسم
Showing search results for: English meaning of rukna, English meaning of ruqna
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qarz
क़र्ज़
.قَرْض
loan, debt, credit
[ Kahte hain qarz wo qainchi hai jo dosti ka bandhan kaat deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaadir
क़ादिर
.قادِر
potent, powerful, capable
[ Mashriqi (Eastern) zabanon ki ek khususiyat ye batayi gayi hai ki wo jazbati izhar par puri tarah qadir hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaabuu
क़ाबू
.قابُو
command, control, authority
[ Adiyal ghode par qabu pana bahut mushkil hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaazii
क़ाज़ी
.قاضی
judge, kazi, cadi
[ Arshad ne qazi ke faisle ke mutabiq apni jaaedad bachchon mein taqsim kar di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qusuur
क़ुसूर
.قُصُور
faultiness, fault, sin
[ Kisi ko saza dene se qabl uska qusoor sabit karna zaroori hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaarii
क़ारी
.قاری
reader
[ Tahreer kaisi hai iska faisla to qari kar sakte hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaraar
क़रार
.قَرار
peace, quietness, rest
[ Zaid ne jab se apni kamyabi ki khabar suni use qaraar nahin wo jaldi se jaldi apne dada-jaan ko batana chahta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qafas
क़फ़स
.قَفَس
cage for birds
[ Parindon ne qafas tod diya aur faza mein aazad udne lage ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qadr
क़द्र
.قَدْر
honour, dignity
[ Badshah khud uske dildaadah the khud shaer the shaeron ki qadr karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabz
क़ब्ज़
.قبض
constipation, costiveness
[ Koi bhi khane ki cheez qabz ka shartiya ilaj nahin ho sakti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (ruknaa)
ruknaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone