Search results
Saved words
Showing results for "riyaa"
Meaning ofSee meaning riyaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of riyaa
Noun, Feminine
- hypocrisy, affectation, pretence
- hypocrisy, show, pretence, dissimulation
Sher Examples
kī riyā se na shaiḳh ne tauba
mar gayā vo gunāhgār afsos
ki riya se na shaiKH ne tauba
mar gaya wo gunahgar afsos
samajh rahā hai zamāna riyā ke pīchhe huuñ
maiñ ek aur tarah se ḳhudā ke pīchhe huuñ
samajh raha hai zamana riya ke pichhe hun
main ek aur tarah se KHuda ke pichhe hun
dil meñ ḳhaak uḌtī hai kahne ko baḌe haiñ zāhid
makr kā vird hai paḌhte haiñ riyā kī tasbīh
dil mein KHak uDti hai kahne ko baDe hain zahid
makr ka wird hai paDhte hain riya ki tasbih
रिया के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- = डलिया
- प्रदर्शन।
- पाखंड।
- पाखंड, आडंबर, दिखावा, नुमाइश ।
رِیا کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- شتر مرغ کی قسم کا ایک پرند جو جنوبی امریکہ میں پایا جاتا ہے
- جھوٹی نمود و نمائش، ظاہر داری، تصنّع محض، کوری بناوٹ
- جھوٹ، مکّاری
- (تصوّف) اعمال و عبادات ظاہر اور باطن میں خلق پر نظر رکھنا اور حق سے محجوب ہونا
Urdu meaning of riyaa
- Roman
- Urdu
- shutr murG kii qasam ka ek parind jo junuubii amriikaa me.n paaya jaataa hai
- jhuuTii namuud-o-numaa.ish, zaahirdaarii, tsnaa mahiz, korii banaavaT
- jhuuT, makkaarii
- (tasavvuph) aamaal-o-ibaadaat zaahir aur baatin me.n Khalaq par nazar rakhnaa aur haq se mahjuub honaa
Synonyms of riyaa
Rhyming words of riyaa
Compound words of riyaa
Related searched words
Showing search results for: English meaning of riya
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (riyaa)
riyaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone