Search results
Saved words
Showing results for "rashk"
Meaning ofSee meaning rashk in English, Hindi & Urdu
English meaning of rashk
Adjective
- jealousy
- (metaphorically) enviable, desirable, attractive, admirable, desired, superior
Explanatory Video
Sher Examples
rashk se naam nahīñ lete ki sun le na koī
dil hī dil meñ use ham yaad kiyā karte haiñ
rashk se nam nahin lete ki sun le na koi
dil hi dil mein use hum yaad kiya karte hain
rashk kahtā hai ki us kā ġhair se iḳhlās haif
aql kahtī hai ki vo be-mehr kis kā āshnā
rashk kahta hai ki us ka ghair se iKHlas haif
aql kahti hai ki wo be-mehr kis ka aashna
chhoḌā na rashk ne ki tire ghar kā naam luuñ
har ik se pūchhtā huuñ ki jā.ūñ kidhar ko maiñ
chhoDa na rashk ne ki tere ghar ka nam lun
har ek se puchhta hun ki jaun kidhar ko main
रश्क के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
-
ईर्ष्याजन्य यह विचार कि जैसा वह है वैसा मुझे भी होना चाहिए अथवा मैं किसी प्रकार उसके स्थान पर हो जाता, दूसरे की चीज़ देख कर दुखी होना, किसी को हानि पहुँचाये बिना उस जैसा बनने की भावना, ईर्ष्या
उदाहरण • निज़ामुद्दीन औलिया को सादी पर बे-इंतिहा रश्क था इस्लिए उनकी पैरवी करने के लिए ख़ुसरौ और सज्ज़ी को मशवरा दिया था
- दूसरे की चीज़ देख कर दुखी होना, जलन, डाह, कुढ़न, जलापा
- जिसके गुणों को देख प्रतिद्वंदी को ईर्ष्या हो, जिसके कुशलता के आगे कोई कुशल लज्जित हो कर रह जाए दुश्मनी, अदावत
رَشْک کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
-
کسی کی خوبی یا خوش بختی دیکھ کر یہ خیال کرنا کہ ہمیں بھی یہ خوبی یا خوش بختی حاصل ہو جائے (لیکن اس کے پاس بھی رہے)، کسی کی دولت پر اس کے زوال کے بغیر کی جانے والی خواہش، یہ آرزو کہ جو دوسرے کو حاصل ہے مجھے بھی مل جائے
مثال • نظام الدین اولیا کو سعدی پر بے انتہا رشک تھا اس لیے ان کی پیروی کرنے کے لیے خسرو اور سجزی کو مشورہ دیا تھا
- ہم پیشگی یا ہمسری وغیرہ کی چونپ، رقابت، ہم پیشہ ہونے کا حسد
- جلن، ڈاہ، جلاپا، حسد
صفت
-
جس کے وصف پر حریف کو رشک ہو، جس کے کمال کے مقابل کوئی باکمال شرمندہ ہو کر رہ جائے
مثال • تمام عمارات رشک نگارخانہ چیں بنی ہوئی تھیں (١٩٢٠ء، رہنمائے قلعہ دہلی، ٢)
-
(مجازاً) (حریف سے) بہتر و برتر، قابل رشک، رشک انگیز
مثال • ختائی سب اس بلدہ آباد رشک ارم ذات العماد کے باب میں کہتے ہیں (۱۸۴۸، تاریخ ممالک چین (ترجمہ)، ۱: ۲۶)
Urdu meaning of rashk
- Roman
- Urdu
- kisii kii Khuubii ya KhushabaKhtii dekh kar ye Khyaal karnaa ki hame.n bhii ye Khuubii ya KhushabaKhtii haasil ho jaaye (lekin is ke paas bhii rahe), kisii kii daulat par is ke zavaal ke bagair kii jaane vaalii Khaahish, ye aarzuu ki jo duusre ko haasil hai mujhe bhii mil jaaye
- ham peshgii ya hamsarii vaGaira kii chomp, raqaabat, hampesha hone ka hasad
- jalan, Daah, jalaapaa, hasad
- jis ke vasf par hariif ko rashak ho, jis ke kamaal ke muqaabil ko.ii baakamaal sharmindaa ho kar rah jaaye
- (majaazan) (hariif se) behtar-o-bartar, qaabil rashak, rashak angez
Synonyms of rashk
Rhyming words of rashk
Related searched words
Showing search results for: English meaning of rashq
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaazii
ग़ाज़ी
.غازِی
a warrior, a conqueror
[ Shaheed Abdul-Hamid ko unki bahaduri aur shujaat ki wajah se ghazi kaha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daa'vat
दा'वत
.دَعْوَت
invitation
[ Faisal ne apne bache ki taqrib-e-wiladat mein rishtedaron ke sath padosiyon ki bhi dawat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'viiz
ता'वीज़
.تَعْوِیذ
charm, amulet
[ Kaash Zaid imtihan mein pass hone ke liye mutala ya mehnat ke ba-jaaye taweez par bharosa na karta ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'assub
त'अस्सुब
.تَعَصُّب
bias, discrimination
[ Hindustani awam kayi sadiyon tak ghair-mulki hamla-aawaron ke taassub ka shikar rahi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaaz
ए'ज़ाज़
.اِعْزاز
distinction, honorific title
[ Maulana Azad National Urdu University ne Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye Ph.D ke ezaaz se nawaza ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
du'aa
दु'आ
.دُعا
prayer, supplication (to God)
[ Rashid ke maashi halat mehnat-mazduri karne ke bawajood din-ba-din kharab hote gaye usne apni behtari ke liye Allah se duaa ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'tiraaz
ए'तिराज़
.اِعْتِراض
opposition, refusing assent, displeasure
[ Agar Usama ki sardari par tumko etiraz hai to uske baap (Zaid) kii sardari par bhi tum motariz (critique) the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ta'ayyush
त'अय्युश
.تَعَیُّش
rejoicing
[ Taayyush aur kahili ne Zaid ko aish-o-ghaflat ke bistar par thapak-thapak kar sula diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'jaaz
ए'जाज़
.اِعْجاز
wonder, surprise
[ Amitabh Bachchan ka is umr mein bhi adakari karna kisi ejaz se kam nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taa'biir
ता'बीर
.تَعْبِیر
interpretation, explanation (particularly of dreams)
[ Har khwab ki ek tabir hoti hai sidhi ho ya ulti ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (rashk)
rashk
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone