Search results
Saved words
Showing results for "pheraa"
Meaning ofSee meaning pheraa in English, Hindi & Urdu
English meaning of pheraa
Noun, Masculine
- begging, mendicancy, circuit, returned, hawking, trick, a brief stay, a flying visit, circumambulation, go round
Sher Examples
tū ne muñh pherā aur us kā nuur sā jaatā rahā
thā tirī sūrat hī tak ai yaar ā.īñe kā lutf
tu ne munh phera aur us ka nur sa jata raha
tha teri surat hi tak ai yar aaine ka lutf
mil ga.e the ek baar us ke jo mere lab se lab
umr bhar hoñToñ pe apne maiñ zabāñ pherā kiye
mil gae the ek bar us ke jo mere lab se lab
umr bhar honTon pe apne main zaban phera kiye
kyā āj-kal se us kī ye be-tavajjohī hai
muñh un ne is taraf se pherā hai 'mīr' kab kā
kya aaj-kal se us ki ye be-tawajjohi hai
munh un ne is taraf se phera hai 'mir' kab ka
फेरा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- परिक्रमा;चक्कर, तवाफ़, गश्त करना, गशत, चक्कर, फेरा, हेराफेरी, हलक़ा, दायरा, अहाता घेरा, घर घर जा कर सामान बेचना, देवी-देवता आदि की की जाने वाली परिक्रमा, प्रदक्षिणा
پھیرا کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- ۱. (i) گشت دورہ ، (آمد و رفت کا چکر )۔
- (ii) فقیرون کی پھیری (بھیک مان٘گنے کے لیے )، (مجازاً)نہایت مختصر مدت کا قیام۔
- (iii) گزر ، لوٹ کر آنے کا عمل .
- ۲. حلقہ ، دائرہ ، احاطہ گھیرا۔
- ۳. لپیٹ، بل۔
- ۴۔ (i) طواف کے لیے لگایا ہوا چکر۔
- (ii) (ہندو) شادی کے موقع پر ایک دوسرے کا پلو بان٘دھ کر آگ کے گرد چکر لگانے کا عمل۔
- ۵. آسیب کا اثر۔
- ۶۔ (بچوں کا ) تیسرے پہر کا ناشتہ۔
- ۷۔ (شکار) شکار کی غرض سے جانوروں کو گھیر گھار کر لانا ، بان٘کا۔
- ۸۔ چونا ناپنے کا پیمانہ ، لکڑی کا چوکھٹا جس سے چونا وغیرہ ناپتے ہیں.
Urdu meaning of pheraa
Roman
- ۱. (i) gashat dauraa, (aamad-o-rafat ka chakkar )
- (ii) faqiir van kii pherii (bhiik maangne ke li.e ), (majaazan)nihaayat muKhtsar muddat ka qiyaam
- (iii) guzar, luuT kar aane ka amal
- ۲. halqaa, daayaraa, ahaata gheraa
- ۳. lapeT, bil
- ۴۔ (i) tavaaf ke li.e lagaayaa hu.a chakkar
- (ii) (hinduu) shaadii ke mauqaa par ek duusre ka palluu baandh kar aag ke gard chakkar lagaane ka amal
- ۵. aasiib ka asar
- ۶۔ (bachcho.n ka ) tiisre pahar ka naashtaadaan
- ۷۔ (shikaar) shikaar kii Garaz se jaanavro.n ko gher ghaar kar laanaa, baankaa
- ۸۔ chuunaa naapne ka paimaana, lakk.Dii ka chaukhaTaa jis se chuunaa vaGaira naapte hai.n
Synonyms of pheraa
Idioms of pheraa
Proverbs of pheraa
Rhyming words of pheraa
Compound words of pheraa
Related searched words
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of fera, English meaning of feraa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (pheraa)
pheraa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone