Search results
Saved words
Showing results for "phal"
Meaning ofSee meaning phal in English, Hindi & Urdu
English meaning of phal
Noun, Masculine
- fruit, fleshy and sweet product of a tree,consequence, effect,children, offspring, gain, profit, return, reward, ploughshare, knife blade,the quotient, answer (of a problem)
Sher Examples
baḌī hasrat se insāñ bachpane ko yaad kartā hai
ye phal pak kar dobāra chāhtā hai ḳhaam ho jaa.e
baDi hasrat se insan bachpane ko yaad karta hai
ye phal pak kar dobara chahta hai KHam ho jae
aa ke patthar to mire sehn meñ do-chār gire
jitne us peḌ ke phal the pas-e-dīvār gire
aa ke patthar to mere sehn mein do-chaar gire
jitne us peD ke phal the pas-e-diwar gire
bahut tāḳhīr se paayā hai ḳhud ko
maiñ apne sabr kā phal ho ga.ī huuñ
bahut taKHir se paya hai KHud ko
main apne sabr ka phal ho gai hun
ham buzurgoñ kī rivāyat se juḌe haiñ bhaa.ī
nekiyāñ kar ke kabhī phal nahīñ māñgā karte
hum buzurgon ki riwayat se juDe hain bhai
nekiyan kar ke kabhi phal nahin manga karte
ain-fitrat hai ki jis shāḳh pe phal ā.eñge
inkisārī se vahī shāḳh lachak jā.egī
ain-fitrat hai ki jis shaKH pe phal aaenge
inkisari se wahi shaKH lachak jaegi
फल के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- किसी प्रकार की क्रिया, घटना, प्रयत्न आदि के परिणाम के रूप में होनेवाली कोई बात। नतीजा। जैसे-परीक्षा-फल।
- वनस्पतियों, वृक्षों आदि में विशिष्ट ऋतुओं में लगनेवाला वह प्रसिद्ध अंग जो उनमें फूल आने के बाद लगता है, जो प्रायः खाया जाता है तथा जिसके अंदर प्रायः उस वनस्पति या वृक्ष के बीज और कुछ अवस्थाओं में गूदा और रस भी होता विशेष-वनस्पति विज्ञान में अनाज के दानों (गेहूँ, चावल, दाल आदि) और वृक्षों के फलों (अनार, आम, नारंगी, सेब आदि) में कोई अन्तर नहीं माना जाता पर लोक-व्यवहार में ये दोनों अलग-अलग चीजें मानी जाती हैं।
- पेड़-पौधों से प्राप्त गूदेदार बीजकोश, जैसे- आम, अनार आदि का फल
- परिणाम; नतीजा, जैसे- परीक्षाफल
- किए हुए कामों का परिणाम, जैसे- कर्मफल
- किसी गणित क्रिया का अंतिम परिणाम; शेषफल
- तीर, बरछी आदि का अग्र भाग
- तलवार की धार
- लाभ।
پَھل کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- چھلکے سے من٘ڈھی بیج اور گودے سے بھری وہ شے جو اپنی اصل کے زمانے میں اپنے درخت کی شاخوں یا بیل سے اُگتی اور عموماً بغیر پکائے کھائی جاتی ہے ، ثمر ، میوہ ، ہار .
- کسی آلے میں لگا ہوا لوہے کا دھار والا حصہ .
- ہل کا وہ حصہ جو زمین کھودتا ہے ، پھالی ، پھال .
- نتیجہ ، حاصل ، انعام .
- عوض ، صلہ (جزا یا سزا) .
- فائدہ ، لطف .
- آل اولاد .
- اثر ، خاصیت (کسی سیارے کے عمل کی) .
- (حساب) حاصل قسمت ، خارج قسمت .
- خواب کی تعبیر .
- خر بزہ ، ہر ایک خربزے کا عدد .
- ۔(ھ) مذکر ۱۔نتیجہ۔ ثمر دیکھو پھل جانا۔ ۲۔خواب کی تعبیر۔ ۳۔دھاردار آلے کا وہ حِصّہ جو قبضے کے علاوہ ہو۔ کسی دھار دار آلے کی نوک۔ ؎ ۴۔ فائدہ۔ ۵۔آل اولاد۔ ۶۔عوض معاوضہ۔ صلہ۔ انعام۔ اجر۔ ۷۔ہل کا وہ لوہے کا حصّہ جس سے زمین کھدتی ہے۔ ۸۔ (علم نجوم) ستاروں کی
- جائے پھل ، جائفل ؛ ایک خوشبودار جھر بیری جو کا کولی کے نام سے مشہور ہے ادیاوت میں مستعمل .
Urdu meaning of phal
- Roman
- Urdu
- chhilke se manDhii biij aur guude se bharii vo shaiy jo apnii asal ke zamaane me.n apne daraKht kii shaaKho.n ya bail se ugtii aur umuuman bagair pakaa.e khaa.ii jaatii hai, samar, meva, haar
- kisii aale me.n laga hu.a lohe ka dhaar vaala hissaa
- hal ka vo hissaa jo zamiin khodtaa hai, faalii, phaul
- natiija, haasil, inaam
- ivz, silaa (jaza ya sazaa)
- faaydaa, lutaf
- aal-o-aulaad
- asar, Khaasiiyat (kisii sayyaare ke amal kii)
- (hisaab) haasil-e-qismat, Khaarij qismat
- Khaab kii taabiir
- Khar bazaa, har ek Kharabze ka adad
- ۔(ha) muzakkar १।natiija। samar dekho phal jaana। २।Khaab kii taabiir। ३।dhaaradaar aale ka vo hissaa jo qabze ke ilaava ho। kisii dhaaradaar aale kii nok। ४। faaydaa। ५।aal-o-aulaad। ६।ivz mu.aavzaa। silaa। inaam। ajr। ७।hal ka vo lohe ka hissaa jis se zamiin khudtii hai। ८। (ilam nujuum) kii
- jaaye phal, jaa.ifal ; ek Khushbuudaar jhar berii jo ka kolii ke naam se mashhuur hai adyaavat me.n mustaamal
Synonyms of phal
Rhyming words of phal
Showing search results for: English meaning of fal
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (phal)
phal
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone