Search results
Saved words
Showing results for "paasaa"
Meaning ofSee meaning paasaa in English, Hindi & Urdu
English meaning of paasaa
Noun, Masculine
- an ingot or brick of pure gold
- dice
- dice, throw of dice
- side, edge, dimension
Sher Examples
dilā palaT gayā qismat kā pahle hī paasā
ab apnī jiit kahāñ dil jab apnā haar aayā
dila palaT gaya qismat ka pahle hi pasa
ab apni jit kahan dil jab apna haar aaya
dard-e-dil ishq kī chausar meñ na kaTtī hargiz
gar kabhī jiit kā apnī koī paasā phirtā
dard-e-dil ishq ki chausar mein na kaTti hargiz
gar kabhi jit ka apni koi pasa phirta
pahuñch jaatī thī us us ghar meñ jis jis ghar kā paasā thā
jo sach pūchho to merī aarzū chausar kī goTī thī
pahunch jati thi us us ghar mein jis jis ghar ka pasa tha
jo sach puchho to meri aarzu chausar ki goTi thi
पासा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- काठ या हड्डी के वे छह पहलों वाले लंबे टुकड़े जिनके पहलों पर बिंदियाँ बनी होती हैं, जिनसे चौसर आदि खेल खेलते हैं
- एक खेल जो बिसात पर गोटियों से खेला जाता है
- सुनारों का एक उपकरण।
پاسا کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- تان٘بے یا پیتل یا جست وغیرہ کا قرعہ جس کو پھین٘ک کر رمال غیب کی بات بناتے ہیں.
- لوہےسے بنے ہوئے کسی اوزارکا سرا مثلاً کلہاڑی یا پھاوڑے کا.
- (تیر ، روپیہ ، پیسہ یا کوڑی وغیرہ) جس سے فال نکالی جائے یا غیب کا حال معلوم کیا جائے.
- پیتل یا کان٘سی کا چوکور ٹھپا جس میں چھوٹے چھوٹے گول گڈھے بنے ہوتے ہیں جن سے گھن٘گرو گھنڈی وغیرہ بنانے میں سنار سونے کے پتر کو اسی پر رکھ کر ٹھوکتے ہیں جس سے وہ کٹوری کی شکل کا گہرا ہو جاتا ہے.
- چان٘دی کا ڈلا جس سے تار کھین٘چتے ہیں.
- شش پہل ہڈی یا ہاتھی دان٘ت یا کسی شے کا ان٘گلی کے برابر ٹکڑا جس پر عدد کی جگہ نقطے بنے ہوتے ہیں اور جسے چوسر کے کھلاڑی باری باری پھین٘کتے ہیں - جس بل یہ پڑتے ہیں اس کے مطابق بساط پر گوٹیاں چلی جاتی ہیں اور آخر میں ہار جیت ہوتی ہے.
- صاف شدہ سونے کی تقریباً تیس تولے وزنی مستطیل بٹیا جس پر تصدیقی مہر لگی ہوتی ہے (نیز اس کو سونے کی این٘ٹ بھی کہتے ہیں جو مختلف وزن کی ہوتی ہے.
- لوہے کا وہ حلقہ جس میں ہل کا لوہا ٹھون٘کا جاتا ہے.
- موٹی بتی کی شکل میں بنائی ہوئی کوئی دھات ، گلی ، ڈلا.
- وہ کھیل جو پان٘سے سے کھیلا جاتا ہے ، چوسر کا کھیل.
- رخ ، پہلو ، طرف.
- رسی ، کمند ، جال ، دام ، پھندا.
Urdu meaning of paasaa
Roman
- taambe ya piital ya jast vaGaira ka quraa jis ko phenk kar rumaal Gaib kii baat banaate hai.n
- lohe se bane hu.e kisii auzaar ka siraa masalan kulhaa.Dii ya phaav.De ka
- (tiir, rupyaa, paisaa ya ko.Dii vaGaira) jis se faal nikaalii jaaye ya Gaib ka haal maaluum kiya jaaye
- piital ya kaansii ka chaukor Thappaa jis me.n chhoTe chhoTe gol gaDDhe bane hote hai.n jin se ghungruu ghunDii vaGaira banaane me.n sunaar sone ke putr ko isii par rakh kar Thokte hai.n jis se vo kaTorii kii shakl ka gahiraa ho jaataa hai
- chaandii ka Dalaa jis se taar khiinchte hai.n
- shash pahal haDDii ya haathiidaant ya kisii shaiy ka unglii ke baraabar Tuk.Daa jis par adad kii jagah nuqte bane hote hai.n aur jise chausar ke khilaa.Dii baarii baarii phenkte hai.n - jis bil ye pa.Dte hai.n is ke mutaabiq bisaat par goTiyaa.n chalii jaatii hai.n aur aaKhir me.n haar jiit hotii hai
- saaf shuudaa sone kii taqriiban tiis tole vaznii mustatiil biTiyaa jis par tasdiiqii mahar lagii hotii hai (niiz us ko sone kii enT bhii kahte hai.n jo muKhtlif vazan kii hotii hai
- lohe ka vo halqaa jis me.n hal ka lohaa Thonkaa jaataa hai
- moTii battii kii shakl me.n banaa.ii hu.ii ko.ii dhaat, galii, Dalaa
- vo khel jo paanse se khelaa jaataa hai, chausar ka khel
- ruKh, pahluu, taraf
- rassii, kamand, jaal, daam, phandaa
Idioms of paasaa
Proverbs of paasaa
Rhyming words of paasaa
Related searched words
haajim
(لفظا ً) اچانک یا بغیر اجازت آجانے والا ؛ (تصوف) دفعتا ً جنبش اور ہیجان پیدا کرنے والا سماع ۔
hazm-shuda
کوئی بھی ایسی خوراک جو ہضم ہونے کے عمل سے گزر کر اپنے اجزا میں تبدیل ہوچکی ہو ؛ جو ہضم ہوگیا ہو ، پچنے والا ۔
hajjaam kaa la.Dkaa pahle ustaad hii kaa sar muu.nDtaa hai
The barber's apprentice first practices on his master's head.
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadiid
जदीद
.جَدِید
modern, new
[ Aaj ka insan jadid scienci daur mein saans le raha hai magar kuchh uljhanen ab bhi hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jadd
जद्द
.جَدّ
grand-father, ancestor
[ Kal mere padosi ke jadd-e-muhtaram ka intiqal ho gaya tha is liye main daftar nahin a saka ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aazaadii
आज़ादी
.آزادی
freedom of action, freedom, liberation
[ Hindustan ko 1947 mein azadi mili aur yah hukumat-e-bartaniya ki ghulami se azad hua ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
barbaad
बर्बाद
.بَرباد
ruined, wasted, misapplied, squandered
[ Is baar aisa sailab aaya ki sara ganv barbad ho gaya kuchh bhi baqi nahin bacha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diidaar
दीदार
.دِیدار
sight, view
[ Ashiq ke liye mahboob ka didar hi sab kuchh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
advaar
अदवार
.اَدْوَار
periods, ages, times, epochs
[ Hindustan par mukhtalif advar mein mukhtalif hukmaranon ne apne-apne andaz se hukumat ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHirad
ख़िरद
.خِرَد
wisdom, reason, intellect
[ Hosh-o-khirad aadmi ke sath rahen to aadmi bade-bade kaam kar sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aab-doz
आब-दोज़
.آبْ دوز
submarine, U-boat
[ Aab-doz kashtiyan samundar mein milon pani ki tah mein chalti rahti hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHariidaar
ख़रीदार
.خَرِیدار
buyer, purchaser, customer
[ Kisi chiz ke kharidar kam hon to aam taur par uski qimat kam ho jati hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ajdaad
अज्दाद
.اَجْداد
ancestors, forefathers
[ Hamari tahzib hamare ajdad ki varasat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of pasa
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (paasaa)
paasaa
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone