Search results
Saved words
Showing results for "hazm"
Meaning ofSee meaning hazm in English, Hindi & Urdu
English meaning of hazm
Noun, Masculine
-
digestion, assimilation, absorption
Example • Halki ghiza zud-hazm hoti hai aur sehat ke liye mufid hoti hai
- misappropriation, embezzlement
- firmness of mind, perseverance
Looking for similar sounding words?
Sher Examples
hazm hoñge na ye ash.ār to siflī nāqid
qai kareñge ki vo kārinde milāvaT ke haiñ
hazm honge na ye ashaar to sifli naqid
qai karenge ki wo karinde milawaT ke hain
mirī jaan kī amaañ ho maiñ ne kī bayāñ haqīqat
nahīñ hazm hogā tujh ko ye ġharīb kā nivāla
meri jaan ki aman ho main ne ki bayan haqiqat
nahin hazm hoga tujh ko ye gharib ka niwala
baat mastī kī hazm ho na sakī
shīsha-e-bāda kā hai halkā peT
baat masti ki hazm ho na saki
shisha-e-baada ka hai halka peT
हज़्म के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- (शाब्दिक) शिकस्तगी, टूटना, चूर चूर होना
-
(अर्थात) (भोजन के पोषक तत्वों के शरीर बनने की क्रिया (भोजन का) पचना, परिवर्तित पदार्थों में भोजन का इस योग्य हो जाना कि उस से ख़ून बन सके, पोषक तत्वों का का विशेष ढंग से पक के शारीरिक तत्व होने के योग्य हो जाना, पचाऊ
उदाहरण • हलकी ग़िज़ा ज़ूद-हज़्म होती है और सेहत के लिए मुफ़ीद होती है
-
अधिकार से अधिक लेने की क्रिया, खा जाने की क्रिया, डकार जाना, ग़बन, चोरी, हथियाना, ख़ियानत
उदाहरण • आख़िर वह क्या समझ कर अलग हो रहा है यही न कि हम लोग पराए हैं और उसका हिस्सा हज़्म किए जाते हैं।
- आस, उम्मीद, साज़गार
- बर्दाश्त, सहन, ज़बत, धैर्य, क़बूल, स्वीकार्य
- (दवा बनान) दमपुख़्त करना, जोश देना
- औषधि के तत्वों का आपस में घुल जाना
ہَضْم کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- (لفظاً) شکستگی، ٹوٹنا، چور چور ہونا
-
(مراداً) (غذا کے جزوبدن بننے کا عمل (غذا کا) تحلیل معدہ میں غذا کا اس قابل ہوجانا کہ اس سے خون بن سکے، معدے میں غذا کا خاص طریقے سے پک کے جزو بدن ہونے کے قابل ہو جانا، پچاؤ، پچنا
مثال • ہلکی غذا زود ہضم ہوتی ہے اور صحت کے لیے مفید ہوتی ہے
-
حق سے زیادہ لینے کا عمل، کھا جانے کا عمل ، غبن، چوری، تغلب غصب، خیانت
مثال • آخر وہ کیا سمجھ کر الگ ہو رہا ہے یہی نہ کہ ہم لوگ پرائے ہیں اور اس کا حصہ ہضم کئے جاتے ہیں
- راس، سازگار
- برداشت، ضبط، قبول
- (دواسازی) دم پخت کرنا
- دوا کے اجزأ کی آپس میں تحلیل ہونا
Urdu meaning of hazm
- Roman
- Urdu
- (lafzan) shikastagii, TuuTnaa, chuur chuur honaa, (muraadan) (Gizaa ke juzu badan banne ka amal (Gizaa ka) pachnaa, tahliil maada me.n Gizaa ka is kaabil hojaana ki is se Khuun bin sake, maade me.n Gizaa ka Khaas tariiqe se pak ke juzu badan hone ke kaabil ho jaana, pachaa.uu, pachnaa
- (muraadan) (Gizaa ke juzu badan banne ka amal (Gizaa ka) tahliil maada me.n Gizaa ka is kaabil hojaana ki is se Khuun bin sake, maade me.n Gizaa ka Khaas tariiqe se pak ke juzu badan hone ke kaabil ho jaana, pachaa.uu, pachnaa
- haq se zyaadaa lene ka amal, kha jaane ka amal, Gaban, chorii, taGallub Gasab, Khiyaanat
- raas, saazgaar
- bardaasht, zabat, qabuul
- (davaa saazii) damapuKhat karnaa, davaa ke ajaza-e-kii aapas me.n tahliil
- davaa ke ajaza-e-kii aapas me.n tahliil honaa
Idioms of hazm
Proverbs of hazm
Rhyming words of hazm
Compound words of hazm
Related searched words
Showing search results for: English meaning of hajm
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qisaas
क़िसास
.قِصاص
the law of retaliation, lex talionis
[ Jaan ka badla jaan hi hota hai lekin kabhi-kabhi ye qisas maal ki surat mein bhi adaa kiya ja sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qaasir
क़ासिर
.قاصِر
unable, inefficient, incapable
[ Qasir hone ki vajah se hi Anwar ne research ka kaam chhod diya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
muqarrar
मुक़र्रर
.مُقَرَّر
appointed, assigned
[ Ahmad Sahab Congress ke zamane mein naye-naye school master muqarrar hue the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rizq
रिज़्क़
.رِزْق
daily bread, sustenance, livelihood subsistence
[ Jisne paida kiya hai wo har halat mein rizq dega lekin koshish aur mehnat zaruri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
diqqat
दिक़्क़त
.دِقَّت
delicate matter, intricacy, difficulty
[ Zarurat ki mamuli si chiz bhi hasil karne ke liye diqqat uthani padti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taqriir
तक़रीर
.تَقْرِیر
address, lecture, talk
[ taqriban sabhi Leader taqreer karne mein mahir hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabr
क़ब्र
.قَبْر
grave
[ Jo dusron ki burai karta hai wo apni qabr aap khodta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
maqsad
मक़्सद
.مَقْصَد
purpose, intention, object, aim
[ Jo log zindagi ko maqsad ki surat basar karte hain wo khwahishon ke hisar mein giraftar nahin hote ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qavaa'id
क़वा'इद
.قَواعِد
grammatical rules, grammar
[ Qavaid zaban ke dhanche se bahas karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
qabaa
क़बा
.قَبَا
quilted garment
[ Jab us (ladki) ne apni naqab ulti aur apni qabaa utari to maine dekha ki wo husn mein laa-jawab hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (hazm)
hazm
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone