Meaning ofSee meaning nuur in English, Hindi & Urdu
English meaning of nuur
Sher Examples
mire junūñ kā natīja zarūr niklegā
isī siyāh samundar se nuur niklegā
mere junun ka natija zarur niklega
isi siyah samundar se nur niklega
tum husn kī ḳhud ik duniyā ho shāyad ye tumheñ mālūm nahīñ
mahfil meñ tumhāre aane se har chiiz pe nuur aa jaatā hai
tum husn ki KHud ek duniya ho shayad ye tumhein malum nahin
mahfil mein tumhaare aane se har chiz pe nur aa jata hai
na kisī kī aañkh kā nuur huuñ na kisī ke dil kā qarār huuñ
jo kisī ke kaam na aa sake maiñ vo ek musht-e-ġhubār huuñ
na kisi ki aankh ka nur hun na kisi ke dil ka qarar hun
jo kisi ke kaam na aa sake main wo ek musht-e-ghubar hun
नूर के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- ज्योति, तेज, प्रकाश, उजाला, चमक, धूप, चांदनी, दृष्टि, रौशनी
- ज्योति। प्रकाश। पद-तूर का तड़का = (क) प्रभात का समय। (ख) आभा। चमक। (ग) शोभा। श्री। खुदा का नूर-दाढ़ी पर के बढ़ाये हुए बाल। (मुसल०) उदा०-और तो में क्या कहूँ, बन आये हो लंगूर-से। दाढ़ी मुड़वाओ, में बाज आई खुदा के नूर से।-जान साहब। महा-नर बरसना-बहत अधिक शोभा या श्री चारों ओर फैलना। ४. सूफी संप्रदाय में, ईश्वर का एक नाम। ५. फारसी संगीत में, वारह मुकामों या गायन-प्रकारों में से एक। M.
- ज्योति, प्रकाश, रोशनी
- प्रकाश, ज्योति, आभा, रोशनी, शोभा, छटा, रौनक, चमक-दमक, मुखछटा, चेहरे की आबोताब, उजाला, हल्की रोशनी
- छवि, कांति, आभा, शोभा, छटा
- चमक-दमक
نور کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مذکر
- سورج، چاند یا کسی منبع سے پیدا ہونے والی روشنی جو زمین اور اس میں موجود اشیاء پر پڑتی ہے اور ہمیں اشیاء نظر آتی ہیں ، اُجالا
- اللہ تعالیٰ کی پیدا کردہ ایک شفاف و لطیف شے جس سے اس نے ایک مخلوق (فرشتے) پیدا کیے (خاک اور نار کے مقابل)، جلوہ، تجلی، تاب
- (مجازاً) رونق، روپ، چہرے کی چمک دمک
- خداوند تعالیٰ کا ایک صفاتی نام
- نیکی، خیر، نیک ہدایت، بصیرت
- سورئہ فاتحہ کا صفاتی نام
- قرآن مجید کے اٹھارھویں پارے کی ایک سورۃ کا نام جو مدینہء منورہ میں نازل ہوئی تھی اور چونسٹھ آیات پر مشتمل ہے اس سورۃمیں عورتوں کے خصوصی مسائل ، زنا کی سزا اور معاشرتی زندگی کی بابت نہایت اہم تفصیلات درج ہیں
- (تصوف) وحدت، توحید الٰہی
- روشنی، ہدایت، (کنایتہ) قرآن پاک، بعض علما کے نزدیک آنحضرت صلی اللہ علیہ وآلہٰ وسلم کی ذات پاک
- آنکھ کے دیکھنے کی قوت، آنکھ کی روشنی، بینائی، بصارت
- نار کی جمع
- برق، بجلی
- مراد، عقل، شعور، بصیرت
- (ف۔ لغت میں اس کیفیت کو کہتے ہیں جو سورج یا چاند یا پانی سے پیدا ہوکر زمین اور دیواروں وغیرہ پر پڑتی ہے، روشنی، چمک دمک
Urdu meaning of nuur
- Roman
- Urdu
- suuraj, chaand ya kisii mambaa se paida hone vaalii roshnii jo zamiin aur is me.n maujuud ashiiyaa par pa.Dtii hai aur hame.n ashiiyaa nazar aatii hai.n, ujaalaa
- allaah taala kii paida karda ek shaffaaf-o-latiif shaiy jis se is ne ek maKhluuq (farishte) paida ki.e (Khaak aur naar ke muqaabil), jalvaa, tajallii, taab
- (majaazan) raunak, ruup, chehre kii chamak damak
- Khudaavand taala ka ek sifaatii naam
- nekii, Khair, nek hidaayat, basiirat
- suura faatiha ka sifaatii naam
- quraan majiid ke aThaarahvii.n paare kii ek suurat ka naam jo madiina-e-munavvara me.n naazil hu.ii thii aur chaunsaTh aayaat par mushtamil hai is sorৃmii.n aurto.n ke Khusuusii masaa.il, zanaa kii sazaa aur mu.aashartii zindgii kii baabat nihaayat aham tafsiilaat darj hai.n
- (tasavvuf) vahdat, tauhiid ilaahii
- roshnii, hidaayat, (kanaa.etaa) quraan-e-paak, baaaz ulmaa ke nazdiik aa.nhazarat sillii allaah alaihi vaalhaa vasallam kii zaat paak
- aa.nkh ke dekhne kii quvvat, aa.nkh kii roshnii, biinaa.ii, basaarat
- naar kii jamaa
- barq, bijlii
- muraad, aqal, sha.uur, basiirat
- (pha। lagat me.n is kaifiiyat ko kahte hai.n jo suuraj ya chaand ya paanii se paida hokar zamiin aur diivaaro.n vaGaira par pa.Dtii hai, roshnii, chamak damak
Proverbs of nuur
Rhyming words of nuur
Related searched words
Showing search results for: English meaning of noor, English meaning of nur
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (nuur)
nuur
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone