Search results
Saved words
Showing results for "muraad"
Meaning ofSee meaning muraad in English, Hindi & Urdu
English meaning of muraad
Explanatory Video
Sher Examples
manzil milī murād milī mudda.ā milā
sab kuchh mujhe milā jo tirā naqsh-e-pā milā
manzil mili murad mili muddaa mila
sab kuchh mujhe mila jo tera naqsh-e-pa mila
kabhī jo yaar ko dekhā to ḳhvāb meñ dekhā
mirī murād bhī aa.ī to musta.ār aa.ī
kabhi jo yar ko dekha to KHwab mein dekha
meri murad bhi aai to mustaar aai
mile murād hamārī magar mile bhī kahīñ
ḳhudā kare magar aisā ḳhudā nahīñ kartā
mile murad hamari magar mile bhi kahin
KHuda kare magar aisa KHuda nahin karta
मुराद के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- वह जिसकी इच्छा या इरादा किया गया हो, वह चीज़ जिसका संकल्प किया गया हो, उद्दिष्ट
- मतलब, कारण, उद्देश्य, मक़सद अथवा अभिप्राय, अर्थ
- इच्छा, कामना, आरज़ू, आवश्यकता
- (स्त्रीवाची) मिन्नत
- भेंट के रूप में
- प्रकार
- एक विशेष प्रकार का नाम अथवा जाप
- (सूफ़ीवाद) वह व्यक्ति जिसने दैवीय आकर्षण के बाद दरवेशी और सुलूक धारण कर लिया हो और मुरीद वह व्यक्ति है जो सुलूक के बाद जज़्ब अर्थात ब्रह्मलीनता के स्थान या पद पर पहुँचा हो
- (सूफ़ीवाद) मुराद- भावार्थ ऐसे व्यक्ति से है जो अपने इरादों से निकल गया हो और मुराद उसकी वास्तविक प्रेमी अर्थात ईश्वर हो और उसकी विशेषताओं से है कि बाधाओं में संदेह न करता हो और किसी चीज़ और किसी अवस्था का इच्छुक और कामना न करता हो अपने अहवाल में और अगर हो तो प्रेमी अर्थात चाह रखने वाला नहीं है
مُراد کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- وہ جس کی خواہش یا ارادہ کیا گیا ہو، وہ چیز جس کا ارادہ کیا گیا ہو، مقصود
- مطلب، غرض، منشا، مقصد نیز مفہوم، معنی
- (عورت) منت
- منت
- نذر
- قسم
- ایک اسم خاص
- خواہش، تمنا، آرزو، حاجت
- (تصوف) وہ شخص جس نے جاذبہ الٰہی کے بعد درویشی اور سلوک اختیارکیا ہو اور مرید وہ شخص ہے جو سلوک کے بعد جذب کے مرتبے کو پہنچا ہو
- (تصوف) عبارت ایسے شخص سے ہے جو اپنے ارادوں سے نکل گیا ہو اور مراد اس کی محبوب حقیقی ہو اور اس کے خصائص سے ہے کہ شدائد میں شاکی نہ ہو اور کسی چیز اور کسی حال کا مشتاق و متمنی نہ ہو اپنے احوال میں اور اگر ہو تو محب نہیں ہے
Urdu meaning of muraad
- Roman
- Urdu
- vo jis kii Khaahish ya iraada kiya gayaa ho, vo chiiz jis ka iraada kiya gayaa ho, maqsuud
- matlab, Garaz, manshaa, maqsad niiz mafhuum, maanii
- (aurat) minnat
- minnat
- nazar
- qism
- ek ism-e-Khaas
- Khaahish, tamannaa, aarzuu, haajat
- (tasavvuf) vo shaKhs jis ne jaaziba ilaahii ke baad darveshii aur suluuk iKhatiyaar kyaa ho aur muriid vo shaKhs hai jo suluuk ke baad jazab ke maratbe ko pahunchaa ho
- (tasavvuf) ibaarat a.ise shaKhs se hai jo apne iraado.n se nikal gayaa ho aur muraad us kii mahbuub haqiiqii ho aur is ke Khasaa.is se hai ki shadaa.id me.n shaakii na ho aur kisii chiiz aur kisii haal ka mushtaaq-o-mutamannii na ho apne ahvaal me.n aur agar ho to muhib nahii.n hai
Synonyms of muraad
Proverbs of muraad
Rhyming words of muraad
Related searched words
Showing search results for: English meaning of murad
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
basaarat
बसारत
.بَصارَت
sight, power of seeing, vision
[ Aankhen bahut khubsoorat sahi basarat se mahroom hon to unhen aankhen kaun kahe ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaarat
सदारत
.صَدارَت
chairman
[ Aaj-kal jalson ki sadarat karna bhi izzat ki nishani samjha jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sadaa
सदा
.صَدا
sound, voice, echo
[ Hindustani awam ne corruption ke khilaf sada baland karke sarkar ko bahut bada challenge kiya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
israar
इसरार
.اِصْرار
insistence, persistence, obstinacy
[ Koi dawat de aur bar-bar israr kare to inkar karna mushkil ho jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sohbat
सोहबत
.صُحْبَت
companionship, society, company
[ Kaha jata hai ki sohbat rang zaroor lati hai achchhi ho to achchha buri ho to bura rang ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sad
सद
.صَد
hundred, cent
[ Ainda dahaiyon mein Hindustan apni aazadi ki sad-saala taqrib mana raha hoga ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sehat
सेहत
.صِحَت
health
[ Sehat kharab ho to zindagi ka zyada lutf nahin aata ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHuubsuurat
ख़ूबसूरत
.خُوبصُورَت
beautiful, pretty, handsome
[ Shalimar bahut khubsoorat bagh hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tasviir
तस्वीर
.تَصْوِیر
painting, picture, image, portrait
[ Ghar ki safai karte hue dadi-amma ke hath ka ek shisha mil gaya us par kapda pherte hi meri taswir raushan ho gayi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saabir
साबिर
.صابِر
patient, enduring, forbearing
[ Oont fauj aur aabadi ke liye bahut madadgar aur bojh dhone ke liye sabir mana gaya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (muraad)
muraad
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone