Search results
Saved words
Showing results for "muqaddama"
Meaning ofSee meaning muqaddama in English, Hindi & Urdu
English meaning of muqaddama
Noun, Masculine
- lawsuit, case, dispute, controversy, foreword, prolegomenon
- preamble (to a speech)
- the first part
- preface (to a book)
- prelude
- introduction
- premisses (of an argument)
- preliminary
- affair, matter, business, subject, topic, thesis
- law-suit, suit, cause, proceedings
- prosecution
- advanced guard (of an army)
Sher Examples
dil mudda.ī o diida banā mudda.ā-alaih
nazzāre kā muqaddama phir rū-ba-kār hai
dil muddai o dida bana muddaa-alaih
nazzare ka muqaddama phir ru-ba-kar hai
ashk-bārī kā hukm-jārī hai
dil o mizhgāñ kā jo muqaddama thā
ashk-bari ka hukm-jari hai
dil o mizhgan ka jo muqaddama tha
maiñ luT gayā huuñ 'muzaffar' hayāt ke hāthoñ
sunegī kis kī adālat muqaddama merā
main luT gaya hun 'muzaffar' hayat ke hathon
sunegi kis ki adalat muqaddama mera
मुक़द्दमा के हिंदी अर्थ
संज्ञा, पुल्लिंग
- = मुकदमा
- मामला, दावा, केस, अदालत से इन्साफ माँगना
مُقَدَّمَہ کے اردو معانی
Roman
اسم، مذکر
- وہ مضمون جو کتاب وغیرہ میں متن سے پہلے فہم مطالب میں آسانی کی غرض سے بطور پیش لفظ بیان کیا جائے، دیباچہ کتاب
- عنوان
- وہ امر جو اصل مقصد سے پہلے تمہیدا ہو، پیش خیمہ
- وہ بات یا مسئلہ جس کے جانے بغیر زیر نظر مبحث سمجھ میں نہ آ سکے، وہ امر جس پر زیر بحث موضوع کا سمجھناسمجھانا منحصر ہو، مبادی
- (قانون) وہ مسئلہ جو فیصلے کے لیے عدالت مجاز میں پیش ہو، نالش، دعویٰ، فریاد، استغاثہ نیز دعوے کی پیشی، عدالتی کارروائی
- باہمی جھگڑا، نزاع
- مقابلہ
- معاملہ، مسئلہ، قضیہ
- (منطق) وہ چیز جس پر کوئی شے موقوف ہو خواہ عقلاً، خواہ نقلا، خواہ عادتا
Urdu meaning of muqaddama
Roman
- vo mazmuun jo kitaab vaGaira me.n matan se pahle fahm mutaalib me.n aasaanii kii Garaz se bataur pesh lafz byaan kiya jaaye, diibaacha kitaab
- unvaan
- vo amar jo asal maqsad se pahle tamhiidaa ho, peshaKhaimaa
- vo baat ya maslaa jis ke jaane bagair zer nazar mabhas samajh me.n na aa sake, vo amar jis par zer-e-bahis mauzuu ka samajhnaa samjhaanaa munhasir ho, mubaadii
- (qaanuun) vo maslaa jo faisle ke li.e adaalte mujaaz me.n pesh ho, naalish, daavaa, faryaad, istiGaasa niiz daave kii peshii, adaalatii kaarrvaa.ii
- baahamii jhag.Daa, nazaaa
- muqaabala
- mu.aamlaa, maslaa, qaziiyaa
- (mantiq) vo chiiz jis par ko.ii shaiy mauquuf ho Khaah aqlan, Khaah nikla, Khaah aadtaa
Compound words of muqaddama
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
hasad
हसद
.حَسَد
envy, malice, emulation, ambition
[ Hasad buri chiz hai kisi ki taraqqi dekh kar hasad nahin karna chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
baraamadgii
बरामदगी
.برآمدگی
recovery (esp. of stolen property)
[ Police ne chori kiye gaye lakhon ke zevaraat ki baraamadgi ka dava kiya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jasad
जसद
.جَسَد
corpse
[ Marne ke bad insan ka jasad-e-khaki khali makan ki surat rah jata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
jast
जस्त
.جَسْت
leap, jump
[ Chita jast lagane mein apna jawab nahin rakhta, bada tez-raftar janwar hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sipar
सिपर
.سِپَر
shield
[ Dushman ke aage sipar dalne se behtar hai ki uske samne sina-sipar raha jaaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
aasraa
आसरा
.آسْرا
confidence, dependence
[ Us budhe aadmi ki zindagi mein kuchh ummid nahin rahi thi koi aasra nahin tha phir wo pareshan kyun na hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
sair
सैर
.سَیر
excursion, tour, sightseeing
[ Zindagi aur paisa donon sath den to aadmi ko duniya ki sair karni chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
saazish
साज़िश
.سازش
plot, conspiracy, collusion
[ Dushmanon ki sazish nakam huyi aur hukoomat ko ab koi khatra nahin hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
suruud
सुरूद
.سُرُود
song, lyric, anthem
[ Samaj ke murda logon mein zindagi daudane ke liye surood-e-nau ki zaroorat hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
KHusar
ख़ुसर
.خُسَر
father-in-law
[ Nadir ke khusar sahab hamesha uski himayat aur parda-dari kiya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of mukaddama
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (muqaddama)
muqaddama
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone