Search results
Saved words
Showing results for "mehraab"
Meaning ofSee meaning mehraab in English, Hindi & Urdu
English meaning of mehraab
Noun, Feminine
- arch, shelf, arched niche, royal closet or private chamber, principal niche in the mosque from where the imam conducts the prayers
Sher Examples
kalīsā maulvī rāhib pujārī
kalas mīnār but mehrāb sahrā
kalisa maulwi rahib pujari
kalas minar but mehrab sahra
ḳhauf aisā hai ki duniyā ke satā.e hue log
kabhī mimbar kabhī mehrāb se Dar jaate haiñ
KHauf aisa hai ki duniya ke satae hue log
kabhi mimbar kabhi mehrab se Dar jate hain
मेहराब के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- द्वार के ऊपर का अर्धमंडलाकार बनाया हुआ भाग, डाट वाला गोल दरवाज़ा, ताक़, ताकचा, अर्धचन्द्र के आकार की कोई चीज़ या दीवार, कमान, युद्ध का स्थान, मस्जिद में बना कमान की भाँती वह स्थान जहाँ नमाज़ के समय इमाम खड़ा होता है
مِحراب کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ۱۔ (i) (عموماً) مسجد میں وہ قوس یا کمان نما قبلہ رُخ جگہ جہاں منبر کے ساتھ امام کھڑے ہوکر نماز پڑھاتا ہے ۔
- ۱. (ii) قوس یا کمان کی شکل کی کوئی چیز نیز قوس ، کمان ۔
- ۲۔ طاق ، طاقچہ ، گول دروازہ ۔
- ۳۔ (معماری) دروازے کی اُوپری چوکھٹ اور محراب کے بیچ کی جگہ نیز روکار کی تکونی لوح ۔
- ۴۔ کلام مجید جو حافظ تراویح میں پڑھتا ہے (عموماً سننا سنانا کے ساتھ مستعمل) تراویح میں قرآن مجیدکی قرأت ۔
- ۵۔ گھر ، خانہ ؛ صدرِ مجلس ؛ شاہی خلوت گاہ ؛ خلوت خانہ ، حجرہ ؛ کمرے میں سب سے اونچی یا خاص بیٹھنے کی جگہ ؛ وہ جگہ جہاں بادشاہ یا بڑے آدمی بیٹھتے ہیں
- ۵. (i) ہتھیار
- ۵. (ii) جنگ لڑنے کی جگہ ۔
Urdu meaning of mehraab
- Roman
- Urdu
- ۱۔ (i) (umuuman) masjid me.n vo qaus ya kamaan numaa qibla ruKh jagah jahaa.n mimbar ke saath imaam kha.De hokar namaaz pa.Dhaataa hai
- ۱. (ii) qaus ya kamaan kii shakl kii ko.ii chiiz niiz qaus, kamaan
- ۲۔ taaq, taaqcha, gol darvaaza
- ۳۔ (maamaarii) darvaaze kii u.uoprii chaukhaT aur mahiraab ke biich kii jagah niiz ruukaar kii tikonii lauh
- ۴۔ kalaam majiid jo haafiz taraaviih me.n pa.Dhtaa hai (umuuman sunnaa sunaanaa ke saath mustaamal) taraaviih me.n quraan majiid kii qara॔ta
- ۵۔ ghar, Khaanaa ; sadar-e-majlis ; shaahii Khalavatgaah ; KhalavatKhaanaa, hujra ; kamre me.n sab se u.unchii ya Khaas baiThne kii jagah ; vo jagah jahaa.n baadashaah ya ba.De aadamii baiThte hai.n
- ۵. (i) hathiyaar
- ۵. (ii) jang la.Dne kii jagah
Proverbs of mehraab
Compound words of mehraab
Related searched words
Showing search results for: English meaning of mehrab
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaddaar
ग़द्दार
.غَدّار
traitor, mutineer
[ Zyada-tar mulk ghaddar ka jurm sabit hone par mujrim ko saza-e-maut dete hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gubaar
ग़ुबार
.غبار
dust, cloud of dust
[ Garmi ke dinon mein aasman par ghubar sa nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gizaa
ग़िज़ा
.غِذا
food, diet
[ Arab mein pilu ka darakht oonton ki aam ghiza thi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gasb
ग़स्ब
.غَصْب
possession by force without right
[ Abdulkarim ke marne ke baad uski jagah Abudllah ne ghasb kar li ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gabii
ग़बी
.غَبی
weak in mind, retarded
[ Adeeb ya shayer apne muaashare ka koi kahil ya ghabi fard nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gair
ग़ैर
.غَیْر
another person, stranger
[ Tumhara baap aisa nadan nahin hai ki binaa puchhe tumhara hath ek ghair aadami ke hath mein de de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Garaz
ग़रज़
.غَرَض
intention, object, purpose, meaning
[ Insan ki tamam koshishon ke pichhe koi na koi gharaz zaroor hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gariib
ग़रीब
.غَرِیب
poor, destitute, penurious
[ Sarkar gharib logon ki madad ke liye koshish kar rahi hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
Gaarat
ग़ारत
.غارَت
ravage, devastation, waste, ruin
[ Jang zindagi ke husn ko gharat kar deti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
e'zaazii
ए'ज़ाज़ी
.اِعْزازی
honorific, honorary
[ Maualan Azad National Urdu University ne Rekhta ke bani Sanjiv Saraf Sahab ko Urdu ki khidmat ke liye doctorate ki degree di ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (mehraab)
mehraab
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone