Search results
Saved words
Showing results for "mauquuf"
Meaning ofSee meaning mauquuf in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Vazn : 221
Root word: vaqf
Tags: Gynecology Hadith Punishment Terminological Grammar
Word Family: v-q-f
English meaning of mauquuf
Adjective
- postponed, delayed, deferred
- dependent on, based on
- dismissed, suspended
- stopped, abolished, ceased
Sher Examples
vasl ko mauqūf karnā paḌ gayā hai chand roz
ab mujhe milne na aanā ab koī shikva nahīñ
wasl ko mauquf karna paD gaya hai chand roz
ab mujhe milne na aana ab koi shikwa nahin
ek hañgāme pe mauqūf hai ghar kī raunaq
nauha-e-ġham hī sahī naġhma-e-shādī na sahī
ek hangame pe mauquf hai ghar ki raunaq
nauha-e-gham hi sahi naghma-e-shadi na sahi
ik mohabbat hī pe mauqūf nahīñ hai 'tābish'
kuchh baḌe faisle ho jaate haiñ nādānī meñ
ek mohabbat hi pe mauquf nahin hai 'tabish'
kuchh baDe faisle ho jate hain nadani mein
मौक़ूफ़ के हिंदी अर्थ
विशेषण
- ठहराया गया, खड़ा किया गया
-
(व्याकरण) हर्फ़-ए-साकिन जिसका पहले वाला भी साकिन हो, जैसे दोस्त और गोश्त में त
विशेष • हर्फ़-ए-साकिन= वह अक्षर जिसका उच्चारण बिना मात्रा के होता है, वह अक्षर जिस पर मात्रा का चिह्न ज़बर, ज़ेर, पेश या उसके अंत में हर्फ़-ए-'इल्लत अर्थात अलिफ़, वाव और ये न हो
- नौकरी से निकाला या निलंबित किया हुआ, अस्थायी रूप से पदच्युत किया हुआ
- (प्रसूतिशास्त्र) वह बच्चा जिसका सर प्रसव के समय गतिविधि करके रुक जाए
- संपत्ति से बहिष्कृत करके ख़ुदा के नाम पर या भलाई के कार्य के लिए छोड़ा हुआ (धन या संपत्ति), दान किया गया
- (लाक्षणिक) आश्रित, आधारित, आश्रित किया गया
- (हदीस) वह हदीस जिसका सिलसिला सहाबी तक पहुँचे
مَوقُوف کے اردو معانی
Roman
صفت
- ٹھہرایا گیا، کھڑا کیا گیا
- (قواعد) حرف ساکن جس کا ما قبل بھی ساکن ہو، جیسے دوست اور گوشت میں
- (قبالت) وہ بچہ جس کا سر وقت ولادت حرکت کر کے رک جائے
- ملازمت سے برطرف یا برخاست کیا ہوا، معطل کیا ہوا
- ملتوی کیا گیا، منسوخ کیا گیا، عارضی یا مستقل طور پر ترک یا منسوخ
- ملکیت سے خارج کر کے خدا کے نام پر یا کارخیر کے لیے چھوڑا ہوا (مال یا جائیداد)، وقف کیا گیا
- (مجازاً) منحصر، مبنی، انحصار کیا گیا
- (حدیث) وہ حدیث جس کا سلسلہ صحابی تک پہنچے
- جسکی حد بندی کی گئی ہو، مقرر، معین، محدود
Urdu meaning of mauquuf
Roman
- Thahraayaa gayaa, kha.Daa kiya gayaa
- (qavaa.id) harf saakan jis ka maa qabal bhii saakan ho, jaise dost aur gosht me.n
- (qabaalat) vo bachcha jis ka sar vaqt vilaadat harkat kar ke ruk jaaye
- mulaazmat se baratraf ya barKhaast kyaa hu.a, muattal kyaa hu.a
- multavii kiya gayaa, mansuuKh kiya gayaa, aarizii ya mustaqil taur par tark ya mansuuKh
- milkiyat se Khaarij kar ke Khudaa ke naam par ya kaar-e-Khair ke li.e chho.Daa hu.a (maal ya jaayadaad), vaqf kiya gayaa
- (majaazan) munhasir, mabnii, inhisaar kiya gayaa
- (hadiis) vo hadiis jis ka silsilaa sahaabii tak pahunche
- jiskii hadbandii kii ga.ii ho, muqarrar, mu.iin, mahiduud
Synonyms of mauquuf
Idioms of mauquuf
Compound words of mauquuf
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mutavaffii
मुतवफ़्फ़ी
.مُتَوَفِّی
dead, late, deceased
[ Police ne mutavaffi ki lash ko post-mortem ke liye cheerghar bhejva diya hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar
दर
.دَر
door, gate
[ Kahte hain ki Khuda ke dar se koi mayus nahin lauTta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zeb
ज़ेब
.زِیْب
elegance, grace
[ Padhe-likhe aadmi ko ye zeb nahin deta ki baat-chit mein tahzib ka daman chhor de ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tezaab
तेज़ाब
.تیزاب
acid
[ Tezab aisi chiz hai jis se taamiri kaam bhi kiya ja sakta hai aur ye barbadi ke liye bhi istemal ho sakta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dard
दर्द
.دَرْد
ache, pain
[ Sar mein aksar dard rahne ki wajh se mizaj ka chidchidapan fitri hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaar
बेज़ार
.بیزار
sick of, displeased, tired of, weary, vexed
[ Pareshani ho to aadami tafrih to tafrih zindagi se bhi bezar nazar aata hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
bezaarii
बेज़ारी
.بیزاری
displeasure, weariness
[ Ghar mein aaye din koi na koi masla paida hota rahta hai isiliye ghar jate hue badi bezari si mahsoos hoti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
dar-ba-dar
दर-ब-दर
.دَر بَدَر
from door to door
[ Naukari ki talash mein dar-ba-dar phirne se achchha hai koi tijaarat kar len ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
daraaz
दराज़
.دَراز
extended, tall, lengthy
[ Baton ka silsila daraaz ho gaya to main ukta kar chala aaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
zebaa
ज़ेबा
.زیبا
elegant, graceful
[ Buzurgon aur ustad se tez lahja mein guftugu zeba nahin samjhi jati ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Showing search results for: English meaning of maukuf, English meaning of mauqoof
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Critique us (mauquuf)
mauquuf
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone