Search results
Saved words
Showing results for "maqaamii"
Meaning ofSee meaning maqaamii in English, Hindi & Urdu
Origin: Arabic
Vazn : 122
Tags: Medical Islamic Jurisprudence Medical Science Jurisprudence
Word Family: q-a-m
English meaning of maqaamii
Adjective
- local, native, resident, stationary
Sher Examples
qais sāhab kis liye bhaTkeñge najd-e-shauq meñ
mil hī jā.egā koī ham sā maqāmī aadmī
qais sahab kis liye bhaTkenge najd-e-shauq mein
mil hi jaega koi hum sa maqami aadmi
raah bholā huuñ magar ye mirī ḳhāmī to nahīñ
maiñ kahīñ aur se aayā huuñ maqāmī to nahīñ
rah bhola hun magar ye meri KHami to nahin
main kahin aur se aaya hun maqami to nahin
ye bastī merī ḳhātir ajnabī thī
ki sadiyoñ meñ maqāmī ho gayā huuñ
ye basti meri KHatir ajnabi thi
ki sadiyon mein maqami ho gaya hun
मक़ामी के हिंदी अर्थ
विशेषण
- मुकाम-संबंधी, ठौर संबंधी, मूल निवासी, स्थानीय, देसी, लोकल, ठहरा हुआ, स्थिर
مَقامی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
صفت
- (فقہ) جو سفر میں نہ ہو ، ایک جگہ رہنے والا ، مقیم (مسافر کا نقیض) ۔
- کسی ایک مقام یا خاص ضلعے یا علاقے تک محدود ، کسی ایک جگہ سے تعلق رکھنے والا ، کسی خاص نسل یا قوم سے وابستہ ۔
- کسی جگہ سے منسوب (جب نام ظاہر کرنا مقصود نہ ہو مثلا ً : مقامی ہوٹل ، مقامی کلب وغیرہ)
- (طب)کسی خاص حصے یا عضو تک محدود ، کسی ایک حصے کا (درد ، مرض ، علاج)
Urdu meaning of maqaamii
- Roman
- Urdu
- (fiqh) jo safar me.n na ho, ek jagah rahne vaala, muqiim (musaafir ka naqiiz)
- kisii ek muqaam ya Khaas zile ya ilaaqe tak mahiduud, kisii ek jagah se taalluq rakhne vaala, kisii Khaas nasal ya qaum se vaabasta
- kisii jagah se mansuub (jab naam zaahir karnaa maqsuud na ho masalan ha muqaamii hoTal, muqaamii kalab vaGaira
- (tibb)kisii Khaas hisse ya uzuu tak mahiduud, kisii ek hisse ka (dard, marz, i.ilaaj
Synonyms of maqaamii
Compound words of maqaamii
Related searched words
Showing search results for: English meaning of makaami, English meaning of makami
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
'azm
'अज़्म
.عَزْم
determination, intention, aim
[ Agar azm kar liya jaye to koi kaam dushwar nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
chilman
चिलमन
.چِلْمَن
venetian blind
[ Pahli martaba Bombay conference munaqida (organized) 1904 mein pas-e-chilman khwatin ko conference ke mabahis (discussion) aur taqreeron ke sunne ka mauqa diya gaya ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mazluum
मज़लूम
.مَظْلُوم
oppressed, wronged, treated cruelly
[ Apna rob bithane ke vaste sainkdon aur hazaron mazlum aur masum ...... tah-e-tegh (under sword) kar diye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rahm
रह्म
.رَحْم
pity, mercy, compassion, kindness
[ Uski haqiqi bachchi Rajjo ki muhabbat ka vasta de kar rahm ki iltija ki ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mauqa'
मौक़ा'
.مَوقَع
time, chance, opportunity
[ Khushi ke mauqa par dost ek dusre ki shikayat bhul jate hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tanziim
तंज़ीम
.تَنْظِیم
organization, society, party
[ Samaj Sudhar Samiti ek tanzim hai jo samaj ke liye kaam karti hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
vakiil
वकील
.وَکِیل
vakeel, lawyer, advocate
[ Saalim ke walid (Father) Madras High Court mein wakeel the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
samundar
समुंदर
.سَمُنْدَر
sea, ocean
[ Arshad moti, sankh waghaira samundar se paida-shuda ashiya ka karobar karta hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
mahsuur
महसूर
.مَحْصُور
encompassed, surrounded, detained
[ Badshah ne apne qila mein mahsur ho kar ladayi ladi ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
tajaavuzaat
तजावुज़ात
.تَجاوُزات
encroachments
[ Chandni Chauk ilaqa mein tajaavuzat ke khilaf muhim zoron par hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (maqaamii)
maqaamii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone