Search results
Saved words
Showing results for "machhlii"
Meaning ofSee meaning machhlii in English, Hindi & Urdu
English meaning of machhlii
Noun, Feminine
- fish
- earring made in the shape of fish
- biceps, muscle or flesh of arm or foreleg
- inside muscle of palm
- pisces, the twelfth sign of the zodiac
Sher Examples
murġhiyāñ kofte machhlī bhune tītar anDe
kis ke ghar jā.egā sailāb-e-ġhizā mere ba.ad
murghiyan kofte machhli bhune titar anDe
kis ke ghar jaega sailab-e-ghiza mere baad
hairān mat ho tairtī machhlī ko dekh kar
paanī meñ raushnī ko utarte hue bhī dekh
hairan mat ho tairti machhli ko dekh kar
pani mein raushni ko utarte hue bhi dekh
āñkhoñ meñ khaTaktī hī rahī daulat-e-duniyā
har sikke kī machhlī meñ bhī kāñTā nazar aayā
aankhon mein khaTakti hi rahi daulat-e-duniya
har sikke ki machhli mein bhi kanTa nazar aaya
मछली के हिंदी अर्थ
संज्ञा, स्त्रीलिंग
- मछली के आकार का बना हुआ सोने, चाँदी आदि का लटकन जो प्रायः कुछ गहनों में लगाया जाता है।
- सदा जल में रहने और अंडों से उत्पन्न होनेवाले जीवों का एक प्रसिद्ध और बहुत बड़ा वर्ग जिनमें फेफड़ों के स्थान पर गलफड़े होते हैं और जो पानी से बाहर निकालने पर प्रायः बहुत जल्दी मर जाते है। विशेष-अधिकतर मछलियों के शरीर में दोनों ओर पंख के समान अंग होते हैं, जिनसे वे जल में खूब तैर सकती हैं। इनकी अधितर जातियों का मांस सारे संसार में खाया जाता है। कुछ मछलियों की चरबी या तेल भी बहुत से कामों में आता है। पद-मछली का मोती एक प्रकार का कल्पित मोती जिसके विषय में कहा जाता है कि यह मछली के पेट से निकलता है।
- मत्स्य, मच्छी
- एक जलजंतु जिसकी छोटी-बड़ी अनेक जातियाँ होती हैं तथा जो फेफड़े से साँस न लेकर गलफड़े से साँस लेती हैं; मत्स्य; मीन।
مَچھْلی کے اردو معانی
- Roman
- Urdu
اسم، مؤنث
- ایک آبی جانور جو بالعموم لمبوترا ہوتا ہے، اس کے مختلف رنگ ہوتے ہیں مگر عموماً سیاہی مائل سفید ہوتا ہے، بعض کے بدن پر گول چھلکے ہوتے ہیں، اس کا گوشت کھایا جاتا ہے، اس کے پھیپھڑے نہیں ہوتے اور یہ گلپھڑوں کے ذریعے سانس لیتا ہے، ٹانگوں کے بجائے پر ہوتے ہیں اور دم کے ذریعے مڑتا ہے، یہ پانی کے بغیر زندہ نہیں رہ سکتا، ماہی، حوت
- انسان کے بازو، ران کا گوشت جو کسی قدر ابھرا ہوا ہوتا ہے، عضلہ بازو، ساعد کا گوشت
- ہتھیلی کا اندرونی گوشت یا عضلہ
- کان میں پہننے کا ایک طلائی زیور جو مچھلی کی شکل کا ہوتا ہے
- ساق حیوانات کا گوشت
- ناک میں پہننے کا بلاق جو مچھلی کی شکل کا ہوتا ہے
- وہ گوشت جو رانوں کے جوڑ میں ہوتا ہے
- بچوں کا ایک کھیل، ایک مچھلی کی شکل بالوں میں پروتے اور اس کو نچاتے ہیں
- ایک وضع کی پتنگ جو مچھلی کی شکل کی ہوتی ہے
- مچھلی کی شکل کا تمغہ یا زیور
- وہ مچھلی کی شکل جو بادشاہوں کے نشان میں بناتے ہیں
- کاغذ پر رکھنے کا مچھلی کی شکل کا پیپرویٹ
- مچھلی کی شکل کے چاندی کے چھوٹے چھوٹے ٹکڑے جو چنبر کی زنجیر میں لگاتے ہیں، چاندی کی چھوٹی چھوٹی مچھلیاں بنا کر چنبر کی زنجیر میں لگاتے ہیں
- وہ افسانوی مچھلی جس کی نسبت خیال تھا کہ اس کی پشت پر زمین ہے
- ایک خاص شکل کی گلوری یا پان
- چھوٹا سا بہت خوشنما مچھلی کی شکل کا سفید کیڑا جو عام طور سے کاغذ میں پیدا ہوتا ہے
- مچھلی کی شکل جو سکے پر بناتے ہیں
Urdu meaning of machhlii
- Roman
- Urdu
- ek aabii jaanvar jo bila.umuum lambotraa hotaa hai, is ke muKhtlif rang hote hai.n magar umuuman syaahii maa.il safaid hotaa hai, baaaz ke badan par gol chhilke hote hain, is ka gosht khaaya jaataa hai, is ke pheph.De nahii.n hote aur ye galaph.Do.n ke zariiye saans letaa hai, Taango.n ke bajaay par hote hai.n aur dam ke zariiye mu.Dtaa hai, ye paanii ke bagair zindaa nahii.n rah saktaa, maahii, huut
- insaan ke baazuu, raan ka gosht jo kisii qadar ubhraa hu.a hotaa hai, azlaa baazuu, saaad ka gosht
- hathelii ka andaruunii gosht ya azlaa
- kaan me.n pahanne ka ek tilaa.ii zevar jo machhlii kii shakl ka hotaa hai
- saak haivaanaat ka gosht
- naak me.n pahanne ka bulaaq jo machhlii kii shakl ka hotaa hai
- vo gosht jo raano.n ke jo.D me.n hotaa hai
- bachcho.n ka ek khel, ek machhlii kii shakl baalo.n me.n pirote aur is ko nachaate hai.n
- ek vazaa kii patang jo machhlii kii shakl kii hotii hai
- machhlii kii shakl ka tamGa ya zevar
- vo machhlii kii shakl jo baadshaaho.n ke nishaan me.n banaate hai.n
- kaaGaz par rakhne ka machhlii kii shakl ka peparveT
- machhlii kii shakl ke chaandii ke chhoTe chhoTe Tuk.De jo chambar kii zanjiir me.n lagaate hain, chaandii kii chhoTii chhoTii machhliyaa.n banaa kar chambar kii zanjiir me.n lagaate hai.n
- vo afsaanvii machhlii jis kii nisbat Khyaal tha ki is kii pusht par zamiin hai
- ek Khaas shakl kii gilaurii ya paan
- chhoTaa saa bahut Khushanumaa machhlii kii shakl ka safaid kii.Daa jo aam taur se kaaGaz me.n paida hotaa hai
- machhlii kii shakl jo sake par banaate hai.n
Synonyms of machhlii
Idioms of machhlii
Compound words of machhlii
Interesting Information on machhlii
مچھلی یہ لفظ ہمیشہ مؤنث ہے، اس کا مذکر کچھ نہیں۔ دیکھئے، ’’تذکیر سے عاری نام، جانوروں کے‘‘۔ یہ لفظ دلچسپ ہے کہ خود تو ہمیشہ مؤنث ہے لیکن دریائی مچھلیوں کے تمام اقسام کے نام مذکر ہیں۔
ماخذ: لغات روز مرہ
مصنف: شمس الرحمن فاروقی
Related searched words
Showing search results for: English meaning of machhlee, English meaning of machhli
Citation Index: See the sources referred to in building Rekhta Dictionary
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
rashk
रश्क
.رَشْک
jealous, emulation
[ Nizamuddin Auliya ko Saadi par be-intiha rashk tha isliye unki pairvi karne ke liye Khusrau aur Sajzi ko mashvara diya tha ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
raqiiq
रक़ीक़
.رَقِیْق
thin, fine
[ Tabib ne ilaj ke liye jo dawayen batayin un mein kuchh majoon aur raqiq sharbat zaroor hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shafiiq
शफ़ीक़
.شَفِیق
kind friend, tender, merciful
[ Maan-baap jaisa shafiq duniya mein koi aur nahin hota ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
razzaaq
रज़्ज़ाक़
.رَزّاق
provider of food, sustainer
[ Duniya hi kya kaynat mein maujud sabhi jandaron ka razzaq khuda hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kashish
कशिश
.کَشِش
attraction, allurement, magnetism
[ Gulfam ne shadi ka libas pahna aur baithak mein dakhil hua uski kashish se har ek ke munh khule rah gaye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
asbaaq
अस्बाक़
.اَسْباق
lessons, portions of text book
[ Bachche imtihan se pahle apne asbaq ko sarsari nigah se dekh rahe hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
ittifaaq
इत्तिफ़ाक़
.اِتِّفاق
concurrence, agreement
[ Kisi bhi jhagde ya tanaza ka hal ittifaq-raae se hi hona chahiye ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
kufr
कुफ़्र
.کُفْر
to be unbelieving, or ungrateful, ingratitude
[ Na-shukri ko bhi kufr isliye kahte hain ki ismein mohsin (generous) ke ehsan ko chhupana hai ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
taaq
ताक़
.طاق
a niche, a shelf
[ Taaq diya jalane ke liye umooman istemal hote hain ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
shaqq
शक़्क़
.شَقّ
splitting, cleaving, tearing
[ Bail jinke khuron ki dhamak se zamin ka kaleja shaqq ho kar arzi (earthly) khazanon ke dahane khul jaya karte the ]
Today's Vocabulary
Learn 10 Urdu words daily on Mobile App
"10 words down, endless possibilities ahead! 🚀📖"
Tune in tomorrow for the next 'Word of the Day' and elevate your language game!
"Unlock a world of Urdu words at your fingertips!"
Critique us (machhlii)
machhlii
Upload Image Learn More
Name
Display Name
Attach Image
Subscribe to receive news & updates
Delete 44 saved words?
Do you really want to delete these records? This process cannot be undone